Emotional ho k decisions na lain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #481 Collapse

    jee haan hme apne emotions ko cntrol me rkh k work krna chahye agr emotional ho k hm trade kre ge to hme loss hoga or work bhi sahee triqe se nhe ho paye ga islye trading ko mind lga k krna chhye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #482 Collapse

      Aap ne bilkul theek kaha hai mai aap ki baat se agree karta hun forex use karte waqat humain apne emotions ko control karna chahain kiyo k ye hamri trading per effect dalte hai aur is se humain loss bhi ho sakta hai so emotions ko control kare jis had tak ho sake.
      • #483 Collapse

        ziada user america me hain and control karke hi decision lena chayee taki app tread karke europe me bhi bht se users hain...............
         
        • #484 Collapse

          yaha pay jo emotional howa samjho wo gya ku k yaha pay aap ko kaam karnay k lye zrori hai k apnay dil aur demagh pay control rakhna yani agr control nahi hai to aap ko samjhna ye kaam mushkil hai.
          • #485 Collapse

            g blkul ap ne sahi kaha humy kbi me emotional ho krr koi b disizn nhi lena chahye ux se hum jld baxi me fexla kr lete hai jo humary liye loss ka sbab bn skta hai
            اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
            Emotional ho ker decisions lene se kayi pr problrms create hoti hain kyun k emotions main aap ki samajhne or sochne ki ability khatam ho jat hai or aap jald bazi main koi bhi sahi ya galat faisla ker laite hain. So jab aap apni sences main hon tabhi apni forex trade se related decision lain
            • #486 Collapse

              Sometimes in life a person is full of emotions when he has a burden of tensions and stress and at this critical situation.he needs to have patience and relax because some people according to their emotional decisions loose their life's best opportunities
              • #487 Collapse

                forex aik aisi cheez hy jhis decision emotion ho ke lena nehi chayee, chahe app loss me ho ya phir me hum job aur business dono kar................
                 
                • #488 Collapse

                  emoitonal ho kr decision lo ge to result nuksan mean loss kro gy aor akhar bagh jao gy achi planning ye ky relax aor full fresh mind k sath kam kro gy to koe problem nahe kro gy agr ap kehte ho k trading krne he to fr best ahmal ye ky trading ko full confidence ke sath kya jy
                  • #489 Collapse

                    g si bt hai ap ki k humy emotion m decision nai lena chahiye q k hum is m totally tor per apni sochne aur smjhne ki had ko gum kr lety hai.jo b fasla hum emotion m lety hai wo kabhi kabhi jalt b hota hai aur sai b is liye humy full try krni chahiye k emotion m koi b asa fasla na le jis ki waja se humy koi lose ho
                    • #490 Collapse

                      dear forex is a risky business .is m humy trading krty waqt apny mind or talent sy trading krni chaye or emotions ko control m rkhna chaye .emotions ho kr ap ki kisi bi kism ka decisions ni lana chaye agr ap is trha kry gy tu ap ko loss ho jy ga .
                      • #491 Collapse

                        yes dear yeh bat bilkul thek hy hamy forex trading may emotional ho kar koi bi decision nahi lena chahiye kiyu kay emotion may a kar ham koi bi galt decision le sakty hain his say hamy big loss bi ho sakta hy isi liye chahiye kay forex trading ko soch samjh kar karna chahiye.
                        • #492 Collapse

                          Brother ap nay bilkul saih advice kia hay koin kay main daik chuka hon kay jub bi hum emotional ho kar decsion laity hain to aksar nuqsan hi hota hay aur mera sat aisa kai bar ho chuka hay aur main to ab khob tasli sa hi trade karta hun
                          • #493 Collapse

                            ji bilkul sahi kaha apne emotional ho k tu hum apni real life ma bhi bht sare galt decisions lay late hain so forex tu aik risky businesss ha s isme tu bht zada concentratin ki zaroorat hoti ha so souch samaj kar apne pore hosh ma hame trading karni chaiye hai market ko ache se watch karain phir souchain aur phir trade kare achi tarah fresh mind k sath kaam karain
                            • #494 Collapse

                              jeeeeee haaaan brothers aaap ne bilkul theeeek kahaaa hy baaaz logoooo ko jab losss hota hy to wo omotion main a kr boht ghalat faisla kr bethty hy jo un k lye nuksaaan deghhhh sabit hota hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #495 Collapse

                                je sahi kaha , mujy lagta hai key phely tu humey greedy sey avoid kerna cahhiye kyun key trade kerty waqat greedy humey naqkam ker deti hai or phir hum emotionl ho ker trading kerty hai jo buhat nuqsandy hai , emotions key sath trading kerney sey hum buhat sa loss kerty hain or capital bhe loss ker jaty hain , behter yehi hai key hum emotional decisions na lain or knowledge , experience or skills key through trade lagain .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X