Emotional ho k decisions na lain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #631 Collapse

    jee han meray bhai ap ki baat bilkul theek hai k hamain is kam main emotional ho kar trading bilkul nahi karni chaiye kion k agar ham emotional ho kar faislay karain gay to hamain ulta us ka nuksaan hi hoga
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #632 Collapse

      yes bro emotional ho kay decision nai lena chahye balkay is kaam main agtihaat rakhni chahye or khoob dil laga k kaa, krana chahye
      • #633 Collapse

        emotioonal ho k insan bht say aisay decisions kar bethta hay jis say usko bht nuksan hasil hota hay or wo bad may bachtata hay ... is liye hum jo b forex say related decision lay wo soch smj k lay takay hum losss may na jai
        • #634 Collapse

          g han bhai hum ko emotional ho ky koi bi faisla na liny issy hum ko nuqsan ho ga jazbal min insan apna apa khodeta hy is liny hum ko is min dehan sy or dimag ko hazi kar ky kam karna parta hy is liny hum ko chahiy hum is min emotional suy kam na liny.
          • #635 Collapse

            Yes when you emotion do not have any decisions Forex is very easy business and very profitable when you learn well you learn properly and following some rule but at first practice demo account then trade real account so do not emotional when you trade start
            • #636 Collapse

              sabr and tahamul ki bht importance hai forex mein because agr insaan jldii mein rahega to usko nuqsaa bhi hoskta hai because usko kch pta nai hoga and wo jld baazi mein kch ghalat qadam utha dega js wo baad mein pareshan hoga is liye sabr se kaam lene se apkii hee bhalayee hai.
              • #637 Collapse

                hmmmm theek kha ap ny k emotional ho k koi b kaam na karey q k is sy hum sab ka h nuqsan hai khusish karey k emotional ho k na desicions len is sy humey loss ho sakta hai.
                   
                • #638 Collapse

                  ji bilkul emotional ho kay decisions na lein kiun kay forex mein losses bhi hotay hain or profits bhi hotay hain ye dono cheezein forex ka hissa hain agar apko loss hogaya hai to be patience and do hard work & prevent yourself from losses next time.
                  • #639 Collapse

                    G mere bhai bilkul ap ney bilkul acha sawal kiya bilkul mere bhai humein forex trading business mein emotional ho kar decision nahi lena chaiye Q k is se humein loss ho sakta hai humein soch samajh kar decision lena chaiye.
                    • #640 Collapse

                      There is no place for emotion in trading so so apply the emotional decision in trade it will gives you the heavy loss in trade, so Please friends avoid it into practical life of trade....* :( *....
                      • #641 Collapse

                        dost g forex trading main emotions ko control karna trader kay liya buhaat zaroori ha kyun kay trading main trader ko apnay zain ko use karna chaiya aur market kay halaat kay motabiq har cheese ko daikh kar deceion karna chaaiya iss tar bahtaar faisila kiya ja sakta ha...
                        • #642 Collapse

                          yes brother aap sahee keh rahay hain ky emotinal ho ker koi bhi decision nahi lana chahiya kiyon ky jb insan emotional hota hai to woh sahee decision nahi lata is trarah phir ziada loss ky chances hotay hain is liya humain apnay emotions per control kerna chahiya
                          • #643 Collapse

                            Bhai emotional hgoker decisions lena bilkul bhe theek nahe hey or zyada tar woh decisions hotay hen jo aap ko bad trading ki taraf ley jaaty hen isliye decision making ko strong kerna bohat he achi baat hey or yeh aap ko emotional trading sey bhe mehfuuz rakhey gee.
                            • #644 Collapse

                              jee ye baat apne sahi kahi dear emotional na ho is field me ye risky field hai dear jitna profit hai utna loss b hai isme so be carfull ye kaam kare sabar se loss to bussiness ka ak hissa hai dear and forex trading b ak kism ka bussiness hai jo loss profit dono me depend karta hai...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #645 Collapse

                                bhai mere forex trading mein emotions kaam nahi ate nuqsan dete hain is liye in se side line rehna chye ,forex dunia ka top online business ha ,ye aj kal best earning way ha,trader agar achi trah is ki knowledge hasil kray or mehnat kray to kamyabi hasil kray ga,forex mein koi cheating nahi hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X