Emotional ho k decisions na lain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #676 Collapse

    yes forex main jub bhi aap ko lagay kay aap apnay emotions pay kabu nahi ker sktay ho to aap trade ka faisla na kero aap wait kero mind relax honay kiu kay aisay main ap ko trading ki sumjh nahi aye gi kay kia kerna aap kay liay theekk hai or kia kerna aap kay liay theeek nahi hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #677 Collapse

      agar apko forex trading myn loss ho rha ho to ap jald bazi say kaam na layn bal kay ap relax ho jayn aur jazbati ho kar ya emotional ho kar koi bhi faisala mat lyn balkay pehly to ap wait kryn kay market ap ki favor myn a jay
      • #678 Collapse

        bilkul theek kaha bhai apne forex trading men emotions ka koi kaam nahe he jab tak ap forex trading men apne emotions ka istamal kerenge tab tak ap achi trading nahe ker sakhte hen ..
        • #679 Collapse

          jee bilkul forex trading main emotions ki bilkul bhi koi zarurat nahin hae.. iss say sirf apko loss he hota hae.. so behtar yeh he k agar ap trading main kamyaab hona chahtay hain tou dil say nahin demagh say decisions liya karen...
           
          • #680 Collapse

            jb b ksi kam k lia sahi ****la krna ho is k lia zaruri ha k ap pr kisi kisam ka kio pressure na our na hi ap wo ****la emotional ho k kro q k is tarha ap ka ****la galt ho sakta ha our is ka ap bara nuksan utha pr sakta ha
            • #681 Collapse

              i also agree with you brother if u are emotional trader tou ap kabhi b good decision maling nahi kar sakty so trader should care about this factor they should be control their emotions if they get good profit from their business... we also know that the forex tradeing is the top online business and we can bright our future through hard woking and good practice......
              • #682 Collapse

                g han ape kafi thik bat kahi hai kafi log forex trading me jub emotional ho ke ko b faisla liya jata hai apka nuksan hi hota hai is liye bray mehbani apko chye k ap emotional ho k trading ka koi faisla na lain
                • #683 Collapse

                  Hamen nuqsan us waqt hota hai jab hum emotional ho jate hain aur bagher kisi research ke trading position open kar dete hain phir is se hum ko loss hota hai. Is liye forex mein aik kamyab trader wohi hai jo profit ya loss ko part of business samjhe aur is par kabhi emotional na ho.
                  • #684 Collapse

                    of course our nation certainly not get just about any desicion with regards to foreign currency trading throughout thoughts since if we get desicion throughout thoughts you can find decline and preserve via losss our nation command each of our thoughts then when many of us command each of our thoughts you can earn income which enable it to get earnings.
                    • #685 Collapse

                      Ji haan bhai me aapki baate agree karta hn ke agar aap forex trading me emotional hoky faisla karyn gy to iska bohat bara nuqsaan hoga isliye aapko chahiye k aa perfect mind ke saath aap trading ka faisla hamesha perfect mind ke saath karyn kabhi hhi emotional hoky jaldbaazi me na karyn.
                      • #686 Collapse

                        ap ne sahi kaha he q k jab bhi hum loog thora bahut profit banaty hen to hum loog jazbati ho jaty hen or us me hum ko ye loss hota he k hum jazbati ho ker jo trade lagaty hen to us trade me humy profit ki jaga loss hota he
                        • #687 Collapse

                          acha bilkul thk kaha ha emotional ho kr decision mat lay agar ap emotional ho kr decision llay gay or ap us time emotional deeicsion latay ha jaha apki sochnay ki ability katam ho jati ha or ap jald bazi ma galat fazla krlay ha or apko ak bhot bhray loss ka samana krna phrata forex ma ap eomotional ho kr bussiness na kray
                          • #688 Collapse

                            emotional hoke jo decision leta hy wo nuqsan hi uthata hy is business main hmain chahiye ke hum relax hoke fundamental analysis experience aur knowledge ke behalf pe hi desicions len jazbati na hon loss se bach jaenge
                            • #689 Collapse

                              brother pak forex me apko emotional ho kar kabhi b trading ne karni chaye hai apko apny decision. par full confident hona chaye hai r achy ki umeed karni chaye hai agr ap emotion k 7 business karin gy to may be ap apna loss kar bathain
                              Last edited by ; 12-07-2014, 04:11 PM.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #690 Collapse

                                Trading me agar kisi ne emotional hoke kam kiya to samjhe k ye phir ap loss karo ge apna is leye kabi b aise mat karna hamesha soch samjh kar kam krana ye emotions ki game nai he.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X