Emotional ho k decisions na lain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #616 Collapse

    dear brother agar ap k pass learning hai our pher practice b hai tu ap ko kisi say koi bat karnay ki zaorart hai hai our who is liyeh k sub kuch ap k pass hai dear brother our forex trading may success k liyeh is say bari bat our kuch nahi hai ap k pass learning ho our kuch nahi
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #617 Collapse

      jab bhi ap jaldbazi karain gey to apko nuqsan hoga q k sochey samjhey baghair trade lagana intehae khatarnak hai.
       
      • #618 Collapse

        gee janab forex mien emotional hokar trede nahi karni chahiye kyunkey trading k liye mahnet chahiye experience chahiye emotional hokar trade karey ghay to loss hogha agher prectise karkey trade karey ghay to humey profit hogha aor loss sey bach jaye ghay
        • #619 Collapse

          yes brother me apke post ke saht mukaml tor par agre ho har trader ko chaye ke o direct dessicion na le balke muktlif site pe news dekh kar he forex me trade karne ka fisla kare to bhtr he mere khyal me
          • #620 Collapse

            yes dear yeh bat bilkul thek hy hamy forex trading may emotional ho kar koi bi decision nahi lena chahiye kiyu kay emotion may a kar ham koi bi galt decision le sakty hain his say hamy big loss bi ho sakta hy isi liye chahiye kay forex trading ko soch samjh kar karna chahiye.
            • #621 Collapse

              Yeah dear you are right humain kabhi b emotional ho kar yan jald bazi mai koi b faisla nai lena chahye forex mai agar hum kamyaab hona chahty hain to humain chahye k hum apni greed emotions or passions ko khatm kar den tab hi hum aik successful trader ban skty hain
              • #622 Collapse

                forex trading kartay waqt ap kbe b emotional ho kay trade na ar an kyon kay is say ap apna he loss karan gay . balkay apnay experience say trading karan .
                • #623 Collapse

                  jee han agar ap apne emotions ko control nahi ke sakte too ap ko iss business main loss hi ho ga iss lye ap ko apni greed fear orr emotions ko control kerna ho ga then hi kamybi ho gi iss lye log iss main acha profit earn kerte hain
                   
                  • #624 Collapse

                    han g ap na bilkul sahi kha hea ka emotional ho kar decision lana sa insan apna loss karta hea or kuch bhi nahi es liya zarori hea ka agr ap zayda emotional hon ton plz trading na karna balka apna damag ko thanda kar ka tb he trading kara
                    • #625 Collapse

                      yes freind hamy emoton ho kai decision nahi leni chahiye koinkay agr ham emotoin ho kai decision k=lai gy to phir hamar loss ziayada hogi as compared to profit...
                      • #626 Collapse

                        mere qabele ehtiram doston forex trading marketing ki ek esi trading website he jo ap ko kafi munafa deti he as a part time job r mai ap logo ki bat se itifaq kar ta hun wese mujhe is bare mai ziada nhi pata q k mai to bs is mai posting karta hun baqi kam mera friend kar ta he r ap logo ka shukria is k bare mai inti knowladge dene ka.
                        • #627 Collapse

                          g bhai jan mian ap ki bat pay bellkull agree hn ye bat bellkull thek hay k kesy b taredar koo seraf ghraf dakh k tared ni karny chayee ballky hamy mukhtaleff said say news parr k tared karny chayeee
                          • #628 Collapse

                            Emotional ho ker decisions lene se kayi pr problrms create hoti hain kyun k emotions main aap ki samajhne or sochne ki ability khatam ho jat hai or aap jald bazi main koi bhi sahi ya galat faisla ker laite hain. So jab aap apni sences main hon tabhi apni forex trade se related decision lain
                            • #629 Collapse

                              ji haan!!ap kabhi bhi forex traidng me emotional ho kar decisions naa len!!q k ap ko is se trading me huge loss hosakta hai!!is liye ap puray itmeenaan se or relaxed hokar decisions len!!!
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #630 Collapse

                                Dear Forex trading business mein emotion ik trader k sab sy bara enemy hai , har trader ko apni trading k doran apny emotions ko control karna chaiye agar ap ny apny emotions ko control karna seekh liya to ap jald he achy trader ban jao gy.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X