Emotional ho k decisions na lain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #316 Collapse

    yes ham ko koi b faysala emotional ho k nai lena chaye hai ager ham jazbati ho k faysaly le gy to hamra he nuksaaan ho ga or ye hamray liye theek nai hai es liye jazbat nai honma hai ham ko kisi b haal me .
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #317 Collapse

      acha wakia yarr tou ne bilukul theak kha muhay aap ki yeh baat achi lagi aur mein b yehi mannata hn k we should not take decision with emotions my friend we should work with hard work and should have patience then we should work my friend
         
      • #318 Collapse

        emotions hamari trading ko bohat affect kartay hain. jab bhi hum emotional ho kar ya phir angar main koi decision letay hain to wo hamesha ghalat hi sabit hota hai. humein chaiye ke trading kartay waqt relax ho kar trade karein aur apnay emotions ko involve na honay dein.
        • #319 Collapse

          emotional ho k decision le tou gy tou hamesha loss mein rahey gy mery bhai Wesay aap ne bilkul theak kha mein aap ki is baat se bilkul mutafiq aur mutamaien hn so do not be a emotional fool my friend
           
          • #320 Collapse

            ji bhai ap tkk kah raha ho hama apna emotions par control rakh dar decision lana chahia kiu ka is sa hum apna loss kar saktay ha Forex ma ya bat thik nahi ha ka hum emotional ho kar trade karan is lia hama apna ap par control kar ka drust decisions lana chahia
            • #321 Collapse

              forex mai humay emotionally koi b faisla ni karna chahiya e emotion mai hamara dil involve hota hai or dil jab involve hota hai tw ghlat faisla lena k chances bhot zyadaa hoty hain is lia humy emotionally koi decission ni lena chahiya koi trade emotionally open ya clase ni karni chhaiya
              • #322 Collapse

                G bhai ap ny bohat achi bat kahi hy hy i agree with you hamy emotional ho k trade nahi krni chahiye q k emotional ho k hum galt fasly krty hen js sy humy nuqsan hota hy humy is sy bachna chahiye
                • #323 Collapse

                  Har cheeez may emotional ho kay nhe practical ho kay decision lay na chahiyeh emotional may akar ap decision to lay lay tay hai magar is ka reaction ap ko baad may zahir hota aur forex kay kaam may to galti say bhe emotional ho kay decision nhe lay bilkay samajh dari say decision lay na chahiyeh tay loss bhe na ho
                  • #324 Collapse

                    in forex trading business there is no space for emotion . if you become emotion in forex trading business you may fall in loss in trading . so to gain a lot of profit from forex you must avoid emotion .
                    • #325 Collapse

                      aksar traders ko jub loss ho raha hota ha to wo emotional stress ma a jatay han or mazeed trades open karty han ya koi or isi trhan ki mistake kar baithtay han, jo k nihayat hi nuksan deh hota ha aik forex trader k, forex ma wohi trader kamyab ha ko sukoon sa faisaly karay.
                      • #326 Collapse

                        ji mere bhai aap sahy keh rahe hain, forex ek esa business hay jis may emotional decissions aap ko buhat bhaari parh saktay hay ham ko sare decissions apne senses may rehtay huay and thande dimaagh ke sath karne chahye
                        • #327 Collapse

                          yes dear haman kabi b emotional ho kar decision nai lena chaiye balkay hamara is buisness man har waqat fresh mind k sath kam karna bohat he zarori hai aur ham kamyab ho sakte hen is liye haman kabe b emotional ho kar decision nai lena chahiye
                          • #328 Collapse

                            jee haan friends humain chahye kay hum kabhe bhe emotional ho kay koe decision laa lain kyun kay iss say hum loss main jaa saktay hain humain hamesha relex mind say decision lena chahye.
                             
                            • #329 Collapse

                              bhai forex trading main emotions ko control karna trader kay liya buhaat zaroori ha kyun kay trading main trader ko apnay zain ko use karna chaiya aur market kay halaat kay motabiq har cheese ko daikh kar deceion karna chaaiya iss tar bahtaar faisila kiya ja sakta ha...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #330 Collapse

                                yeh apne sahe bat per roshni dali hay emotion ya jazbat me trading ki koi jagah nahe hay or phir bhee agar apne ispe emotion say trading ki to phir apko loss honay mein ziada time nahe lagta.isliye forex mein trading kartay waqt hamesha technical hokar or soch samjh kar trading shuro karni chaye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X