Emotional ho k decisions na lain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1066 Collapse

    my dear jb ap is ma kam karny lgy to is ma ap emotion na ho kun ky agar ap is ma emotional ho gy to ap ko khud nuksan ho ga kun ky jb insan emotional hota ha to us waqat usy malum ni hota ky wo ky kar raha ha isly humy is ma trading karty waqat emotional ni hona chahye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1067 Collapse

      is main jab ap aik trade laganey ki dicision lain to ap ko chahiye k ap emotions na pakrain aur sahi tarah sey trade kaarin.
      • #1068 Collapse

        Han ye to bilkul durast he emotional ho k hum es karobar min se kwoi kamyabi nahi le skate hin jeise jeise humare experience min ezafa hota jata he hum es qabil ho jatae hin k hum es karobar min se buhat hi ziayda earning bhi le sakin. Es karobar min agar hum lalach kar k ya fear k zeer e asar kowi faisla kar k earning karna chahin ge to hum zaror lase kar jaein ge.
        • #1069 Collapse

          Dear emotional ho kar decisions layna say nuqsan hi hay quen kay ham ko koi pata nahi hota kay market nay kahan jana hota hay iss lihaz say fresh maaind say treading karni chahiya quen kay jitna aap ka zayhan fresh ho gaa utni hi aap achi trading kar paawo gay.
          • #1070 Collapse

            je han forex mein jaldbazi aur greedy na karay aur es mein day by day market ku follow kartay rahay ap k liye money earn karna easy ho ga aur es mein cool mind rahay
               
            • #1071 Collapse

              g ha bhai main ap ke is baat se agree karta hoin k is main hamain emotion main nai ana chaye and is se avoid he karna chaye and emotion main a kar koi bhe decision mat lain and na he trade karain..
              • #1072 Collapse

                Forex does not have the emotion, because Forex work needed to focus and must be away from the emotion. Therefore, when entering into transactions must have a the trader must focus away from the emotion of greed, because greed of the biggest reasons for the loss and also must be removed from the fear, because fear also cause loss
                 
                • #1073 Collapse

                  dear forex aur emotion aik dosray k opposites hain matlb agar forex trading kerni ha to ap ko sub se pehlay apnay emotions ko cool down rakhna ho ga pher kahain ja k ap aik kamyaab trader ban saktay hain
                   
                  • #1074 Collapse

                    je haan forex mein jab be kaam karay es mein jaldbazi aur greedy na karay kiyon asa karnay se ap ku es mein loose he loose ho ga aur es mein mind se trade karay thankful for question
                       
                    • #1075 Collapse

                      han bhai sahi bat ki hai aj apnay is forum per hum trade lagan waqt emotion ma bhi kabhi ajate hen or ghalat trade lagate hen to iska nateja humen bura ada kerna parta hai our loss houjata hai
                      • #1076 Collapse

                        Iss bussines main app ko apnay emotation ko controll kernaa hoo ga iss main app ko loss nahiee hoo ga iss bussiness main app ki sussess easy sy hoo ge,
                        • #1077 Collapse

                          yes you are right, when you are emotional, you may not take a good decion, if you take a decion in emotional condition,you may loss you profit and also loss your capital, so take every decion by patient mind.
                          • #1078 Collapse

                            g hain ap ko emotion nai karna chay ap ki emotion ki koi kadar nai hai ap kay kam ki kadar hai ap ko apnay kam main fokes karna chay ap ko apnay kam kay bray main
                            • #1079 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                              Emotional ho ker decisions lene se kayi pr problrms create hoti hain kyun k emotions main aap ki samajhne or sochne ki ability khatam ho jat hai or aap jald bazi main koi bhi sahi ya galat faisla ker laite hain. So jab aap apni sences main hon tabhi apni forex trade se related decision lain
                              Yes ofcourse forex to kia kisi bhi business main decisions emotional ho kr nahi lena chahye q k emotional ho kr ap sochna or smjhna chor dety hain or bgair sochy smjhy decisions ly lety hain jo bazukat wrong decision ho jata hai is lye forex forum pr fresh mind k sath reh kr decision lein or emotional na hon...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1080 Collapse

                                je haan forex mein kaam karty howay es mein emtional aur jaldbazi se kaam na karay ap ku es mein loose he loose ho es mein hemsha small volume se trade karay thankful for question
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X