Emotional ho k decisions na lain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1036 Collapse

    Bhai ap theek keh rahye hain humein forex trading kartey waqt emotional nahi hona chahiye is say humein kafi loss ho sakta hai forex ek acha work hai humein mein relex ho kar work karna chahiye or profit earn karna chahiye mein jab bhi trading karta hoon pehly full relex hota hoon phir hi trading start karta hoon
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1037 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
      Emotional ho ker decisions lene se kayi pr problrms create hoti hain kyun k emotions main aap ki samajhne or sochne ki ability khatam ho jat hai or aap jald bazi main koi bhi sahi ya galat faisla ker laite hain. So jab aap apni sences main hon tabhi apni forex trade se related decision lain
      g bhai jan main bhi logo ko yahi advice da raha hon ka hard sa kabhi bhi trading na kare mind sa kare bhai jan agar ap hard sa trading karen ga t ap emotion main a jayen ga our loos karva bathen ga our agar ap mind sa karen ga to ap profit main hon ga.
      • #1038 Collapse

        emotional situation main ham aksar ghalat faislay kar jatay hain . or is baat ki ahmit to forex main or bhi ziada hojati hay q kay ye buhat risky business hay . isliye aap ismain analysi or trend kay hisaaab say chalain
        • #1039 Collapse

          forex mein kaam kartay howay kosis karay es mein emtional se kaam na karay ap k liye buhat he danger ho ga aur hemsha es mein kaam kartay howay marekt ku view kartay rahay thankful for question
           
          • #1040 Collapse

            je haan agar es mein ap buhat he jazbati ho jae ho tu kosis karay es mein trading karna ka decision na ley ap k liye buhat he danger ho ga aur kosis karay es mein small volume se trade karay thankful for question
               
            • #1041 Collapse

              jee bilkul sahi kaha hai emotions pe bohat he control hona cahhye is business main kyun kay agar hum emotions pe control nahi karain gay toh humain loss hoga. is liye decisions bhi emotional ho kay nahi karnay chahye.
              • #1042 Collapse

                dosto forex me emotions hamare sub se bare dushman hen isliye forex me emotions me a kar koi faisala nahi karna chahiye .forex me hameesha damagh k sath trade karni chahiye kyun k forex ek sabar aur tahamul wala kaam hai.
                • #1043 Collapse

                  is business main hamen kabhi bhi emotional ho kar trade nahin karni chahiye because hum is business main jitna bhi ziada emotional hotey hain hum is main utna hi ziada loss kartey hain aur is main fail hi hotey hain.
                  • #1044 Collapse

                    forex mein kaam kartay howay kosis karay emtional se nahi balkay es mein mind se kaam karay aur es mein jaldbazi aur greedy na karay aur es mein small volume se trade karay
                     
                    • #1045 Collapse

                      G han app ne bilkul sahi kaha ha hmen kabhi bhi emotional ho kar decisions nahi lainy chahey kyun k emotions se hmen kafi loss ho sakta ha or hm apni sari investment loss kar sakty hain is liye is business me hmen trading k waqt apni emotions par cantrol karna chahey...
                      • #1046 Collapse

                        ak hadees mubarak he jis ka mafhoom ye he kabi gussa me koi decision na lay chunkay gussan bhi ak qisam ki emotion he tho us me action lene se mana is leye kiye gaya he k is me app se ghalatha decision hogha tho ye tho daily life k leye tho forex trading me tho risk bohot zyada he tho is me bhi ager app amotional decision lenghay tho app ko lazmi nuqsan hi hogha
                        • #1047 Collapse

                          G ha emotions ko avoid kere emotions ka trading mein koi kam nahi hai agar hum emotions ko control nahi ker sakte to hum trading mein losses kere gey to hum ko must apne emotions per good control kerna ho ga.
                          • #1048 Collapse

                            g han forex main agr ap ko loss howa to apny emotion ko control karain forex main emotion ka koi kam nahi hai main forex main apni mehnat sy kam kar raha hoo aur aj tak koi loss nahi khaya q ki mujhy forex kay barry main aik acha experience ho gya hai jo mujhy faida de raha hai.
                            • #1049 Collapse

                              i think trading k duraan emotional k sath koi b decisions nahi lena chahiye kiyon insaan jb jazbaat main aa kr kaam krta hai to hamesh loss uthata hai
                              sh shah
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1050 Collapse

                                yes your right dear forex trading business me apko agr kamyab hona hai toh apko cool mind se bohat relax or bohat ziada soch smaj kar trading karni chahiye phir hi apko ise bohat ziada faida hasil kar sakty hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X