Emotional ho k decisions na lain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1186 Collapse

    forex trading main aik cheez jis ko minus ker kay hamain bohut zada faiday ho saktay hain wo yeah hain kay hum ko apnay emotions ko bilkul cut down ker dena chhaiyea ager kisi din hum wesay hi parehshn hain tu s din trading ki taraf ana hi nahin chhaiyea
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1187 Collapse

      is business ko krne se pheley ap logon ko ye paat huna chaiye ke ap ko is me kam kr ke acha khasa income na sak the hain tu is liye is business ke indr ap ko emotional hu kr kam nai krna chaiye is se ap ko is business ke indr loose hu tha ha.
      • #1188 Collapse

        emotional ho kay kabhi kam karna bhi nahi chahiye desicion lena to bht door ki bat hai ku kay emotional wala kamj hamesha kahrab hi hota hai matlab ap ko mazeed nuksan ho hota hai apny kam mein.
        • #1189 Collapse

          asslamu allikum wa rehmatllahi wa barakatihi janntt halalahu wa dozkh haramahu dear all bhai ki bat boht achi hai is main koi shak o shuba nahi hai hum main se boht se log immotional ho kar baz okat boht galat decision le letay hai aisa na krain to hum boht achay trader bn kr earning kr sktay hai......
          • #1190 Collapse

            Ji han emotional ho k apko decision nahi laina chahye q k emotions ki waja say ap greed bh kar saktay hain or over trading bh kar saktay hain so b v careful
            • #1191 Collapse

              G han app ne sahi kaha ha me app ki is baat se agree karta hn hmen is business me kabhi bhi emotional k sath kam nahi karna chahye hmeshah hmen is business me apni mehnat se kam karna chahye tb hi hm is business me achi earning kar sakty hain
              • #1192 Collapse

                Assalam o alaikum g bahi apny bilkul thek kaha hy mai apki is baat sy agree krta ho ye baat thek hy apki k hamy emotional ho k koi bhi fesla nhe lena chiye q k ham emotion mei apna fesla galat lety han or apna loss kr lety han.
                • #1193 Collapse

                  aksar newbies ya losser kay loss karny ka wjah hi yhi keh wo emotionl ho kay trade lga daity hain jb lagta hai keh strategy jo setup bana rha hai wo confirm hai t lot size barha kar daity hain..ya aksarc loss hota hai tu usi pairs say recovery kat chakkar main big lot use kar daity hain..aur loss phy loss karwa daity hain....
                  • #1194 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                    Emotional ho ker decisions lene se kayi pr problrms create hoti hain kyun k emotions main aap ki samajhne or sochne ki ability khatam ho jat hai or aap jald bazi main koi bhi sahi ya galat faisla ker laite hain. So jab aap apni sences main hon tabhi apni forex trade se related decision lain
                    Emotional ho ker trading kerna short terms ma to ho sakta ha but ye long term k liye nahi ha. Market analyse kertay howay apne mind ko bhi change kerna perta ha. Jald bazi se ziada mistakes hone ka chance ha.
                    • #1195 Collapse

                      forex business main emotional deciplane bohot zarori hai ager ap nai emotional ho ker zada risk le lia to ap bohot bara nuksan utha len gai isi lie emotion ko forex se dor rakhen
                      • #1196 Collapse

                        i think to be a successful trader the one has to work very hard by gaining a lots of knowledge about forex market and after that one has to gain different types of trading experiences on different currencies,then after doing all this things it will take 2years or even more than that then you will become successful trader in forex
                        • #1197 Collapse

                          g haan forex trading main ager thora say ziyda profit hasil ho jayeh to is per emotional nahain hona chahiyeh bulkay hosaly say trade lgani chahiyeh.
                          • #1198 Collapse

                            ap ne 100% sai baat kahi hai k agar ap emotional hn to ap ko chahiye k ap us time men koi bhi desicion na len q k wo ap kaliye nuqsan deh sabit ho sakta hai
                            • #1199 Collapse

                              the desire to benefit a lot in an instant that makes small capital seems less. If it is indeed a small capital sundries MM shortage .. case too hard if small capital
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1200 Collapse

                                forex trading aik world wide online business hay iss main profit bhe hay or loss bhe yeh aik highly risky business hay iss main trade kernay kay liyea emotions ka koi ammal nahe hay..

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X