Emotional ho k decisions na lain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #286 Collapse

    han bhi forex trading main high leaverage say ap forex main ziada profit earn kar skaty hain, kuinky high leaverage say ap ziada lot size aur bari lot size say trading kar kay ziada profit earn kar sakyt hian. lakin us main risk be hota hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #287 Collapse

      Dear aap ney theek kaha hy k aap kabi b ic mai risk or emotions sey kam na len or ic mai hum relex or tahamul sey kaam en tu kayab hu saktey hyn
      • #288 Collapse

        yes mere khayal se emotional hokar to ksi bhi bussines me hume nai lena chahiye decision usse hume loss k ilawa aur kuch bhi nai hota so mere khayaal se hume chahiye k emotional na hon
         
        • #289 Collapse

          gee bhai agr aap forex pe trading krty hoo too aap koo trading krty wqt emotional hoo kr decision nae leny chahye kyu ke emotional aap ke trading koo kharaab krty hy aur aap koo lose dety hy es lye trading krty wqt emotional nae hoonaa chahye
          • #290 Collapse

            forex trading main humain emotional ho kar decision nahi lainay chahiye hai kyun k agar hum aisa karay gy tou humain loss huga aur hum thk tariqay se forex market ki movements per focus nahi kar paye gy esi waja se humain trading emotional hu kar nahi karni chahie hai.
            • #291 Collapse

              jee blkul ap ko emotional hoo ka decisions nai laini chiya hain, agr ap emotional hoo ka trading krta hain tou ap apni planing sa stick nai rah sakta hain aur ap ka emotions mein ap ka brain ap ka trading sath nai daa sakta ap apni sarii planing khrab kr daita hain aur ap ko kafi loss hoo uthana prta ha..!!
              • #292 Collapse

                yes emotional ho k app kam karoge tu app k kam boht kharaab honge aur app k lye es main problem ban skta hai so forex main ye point hain jin se ap ko ye faida aur nuksan hoskta hai so forex main ye point hain app ko karna hoga
                • #293 Collapse

                  yes we should not take any desicion about forex trading in emotions because when we take desicion in emotions we can get loss and to save from losss we should control our emotions and when we control our emotions we can earn money and can have profit.
                  • #294 Collapse

                    agreed bhai ap ne bohat achi tips and tricks likhi hain agar koi seriously ho kar is par amal karay to wo kabhi bhi loss mai nahi rahay ga yehi strategy forex mai money earn karne ki very good.
                    • #295 Collapse

                      emotional bnda forex trading main kamyaab nhi hai. jab tak aap mentally fresh nhi ho forex trading k nazdeek bhi na aao to acha hai. jab mind fresh ho jaye tab hi kaam karo
                      • #296 Collapse

                        Kbi koi decision emotional ho kr ya ksi k kehny pe nh lena chahye,ap jo apnx upr confidence hona chahye k ap jo b krny ja rhy ho wo bilkul thek hai.or ap ko ap ki mehnt k mutabik he os ka output bh mily ga
                        • #297 Collapse

                          han g main b apny new trader bhaiyoon ko ye he mashewara du ga k emotional hona acha nahi hota hey is say insaan ko finally loss he hota hey so hum ko planing k sath trading karni cheay or sabar k sath trade krna bohat acha hota hey..
                          • #298 Collapse

                            Asalam O Aalikum,Forex ko samjny waly kabi bi jaldazi nai krty ha jin logo ko is kam ki seance bilkul bi nai hai wo is kam ma emotional ho jaty hai kiu k some time bht hi zayada profit hony ki waja sa wo aur bary lot laga dyta hai ji sa wo loss ka samna karty hai,is liya sab ko chaiya k is ma apna emotions pr kabu rakhy
                               
                            • #299 Collapse

                              Hmm you are right dear forex mein kamiyabike liye apko emotion less rehna hota hai aur kabhi bhi apni trades ko apne emotions pe depend ho kar open ya close mat karen,iska apko bohat ziyada nuqsan bhi hosakta hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #300 Collapse

                                Gee haan app nay bilkul thk kaha hai kay app ko kabhi bhi emotional ho kar koi bhi decision nahi lena chahye iss tarha app hamesha koi na koi ghalat fesla hi lo gay iss lye khass karr app jaab kabhi bhi trading kay lye koi bhi fessla laynay lago tu emotions ko control kar kay faisla lo iss tarha app loss say bach saktay hoo.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X