Emotional ho k decisions na lain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #916 Collapse

    ru jfgb ure kjfren gur gkjre huirwhvkj rbuifnv kjfg kreb jgkrg ksuf hguirg uwr girg eugri gir girf geiurg rwiyf grewyf geyjr fgyjr fwr urw gjyreg ewyu geu geu fewu fgewuf ewku hrewuf hewukf wue fkjwe gur rug ur guirg r gru gryjg yjr gry gyr gryf ewgfyjewgjhew
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #917 Collapse

      kabhi bhi kisi bhi decision emotion ho ke lena nahi chaye, chahe ap loss me ho ya phir app profit me ho, ap tread kerne mein apni emotion ko control ker ke hi decision lena chahiye taki ap tread ker ke profit ker sake
      • #918 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: ykwah پيغام ديکھيے
        bhai ap ne sahi advice di hai hamein forex mein khud ko yeh sekhana ho ga k forex mein emotional kabhi nahi hona hai chahiye account balance ktna hi km q na ho jaye agar ham ne durst faisla krna hai to hamein apne emotion pe control krna ho ga
        Forex mein kaam kertay duran aap ko emotions ko bilkul chor daina chaheye kabi b innay trading mein involve na kerein kyon k iss se humein kabi b faida nehi hota olta nuksan he hota hai iss leye humein professional aur realistic wisdom k saath kaam kernay ke zroorat hoti hai
         
        • #919 Collapse

          emotional to kabhi na hon kion keh jb tk apni emotional trading krny sy koi faida na hota ha jb apni trade main acha deceison sy kam krain gy to faida ho ga aro emotional na trade krain
          • #920 Collapse

            Yes i agree with you. Emotional hokara decision na lain. kyu k emotions are very harmful for every trader. because Forex ek bht riksy and difficult business hy ismain work karne k liye apko sabar or tahumal or puri concentrate k sath trading karni chahye, agar hum panic hokar emotions k sath trading k decisions lain gain to hamara concentrate bhi break hoga, or hamen ismain loss hosakta hy.
             
            • #921 Collapse

              yes of course we should don't take any decision while emotions because emotions are not good for trading, and will make the trader lose soon, so we should control the emotions first and need to make the relax trading, so during emotions we should not trade.
              • #922 Collapse

                yes dear yeh bat bilkul thek hy hamy forex trading will emotional ho kar koi bi decision nahi lena chahiye kiyu kay emotion will an kar ham koi bi galt decision le sakty hain his say hamy big loss bi ho sakta hy isi liye chahiye kay forex trading ko soch samjh kar karna chahiye.
                • #923 Collapse

                  forex main trading kay doran coll mind rehna chaye aur emotional nai hona chaye kuinkay is main ap ki mamoli si mistake ap ko big loss say dochar ker sakti hay aur ap ki trade loss main beh ja rhai ho to is ko close nai karna chaye bilkay market return honay ka wait karna chaye takay ap ko again isi trade main profit ho saky
                  • #924 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: green eyes
                    yeah dear humein emotional ho keh decision nhi lena chahie kyn keh hum is se hamesha loss mein rhein ge aur achi earning nhi kr skein ge aur acha profit bhi nhi bna skein ge
                    Forex trading ke waqt sab se dangerous cheez hamare emotions hote hen. in ko control kerna bohat zarrori hota he. Emotional ho ker hum wrong decisions kerte hen. aur bohat juld is market se out ho jate hen
                    • #925 Collapse

                      Apki baat sahi hay humay chahiey keh forex trading karty waqat humay emotional nahi hona chahiey bakleh khud daikhty hwuy market ko sabar kay sath watch karty huway trading karni chahiey.
                      • #926 Collapse

                        yes sir me ap ki bat se agree krti hon forex me emotion ho kr desicion na len agar ap emotional ho kr desicion len ge tu ap ko loss ho skta ha is lye ap emotions ko dor ke ke bhot hard work kren aur sucess hasil kren
                        • #927 Collapse

                          yar insta forex trading ka aik bohat famous business hy ye ishq ya family planning tou nai hy ki koi is may emotional ho ga ap bhi na kaamal karte ho pandy jeeeeeeeee

                          keep working hard is se ap ko kamaybi mili gi
                          • #928 Collapse

                            forex trading main just aik wrong decision sara profit balke apne investment be loss karne ke liey kabi kabi kafi hota har decision soch ke lain kabi emotional decision ko implement na karen
                            • #929 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: kutre پيغام ديکھيے
                              ap nay bohat achi post share ki hai ,mera ap say sawal hai k robot ko use karnay ka sab say zyda or best tariqa kon say hai ,agar ap robot ko use karnay ka tariqa share karen gay to hamen faida ho jaye ga..
                              jb hum trading kr rahy hoty hain tb hmary mind main hazaroo cheezain ati hain or emotions b boht aty hain un ko control krna he hum ko loss sy bacha sakta hai or agr hum emotional ho gy to hum confuse b ha jay gy or ya hmary liya achi baat nhi
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #930 Collapse

                                dear forex mai emotion mai rh kr kbi b trading mat kro.Q k Emotions apko Week kr detay hai is say ap Greedy ho jatay hai or rato rat apni problems ko Solve krnay ka solution nikalnay ki koshish mai lg jatay hai jb k ye galat hai.Trading krtay wqt just apni techniques pr focus rkho un cheezo ko yaad rkho jo ap k expert teacher nay apko sikhayi thi.
                                https://t.me/pump_upp

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X