Emotional ho k decisions na lain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    dear forex aik aisi cheez hai ager aap forex main emotional ho k koi decision laty hain to aap apny sath ye zulm arty hain kion k emotion forex main aap ki sub sy badi dushman hai
    Azadar Morai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      exactlyyyy ... ap yehan ryt hain yeh bat bilkul thek hy hamy forex trading may emotional ho kar koi bi decision nahi lena chahiye kiyu kay emotion may a kar ham koi bi galt decision le sakty hain his say hamy big loss bi ho sakta hy isi liye chahiye kay forex trading ko soch samjh kar karna chahiye...............
      • #168 Collapse

        han g trading karte waqat ye 2 cheezain to bilkul zehan se nikal dain ke emotional ho ke ya lalachi ho ke kabi bi decisions na
        lain kyun ke ye dono factor forex trading ke liye buht bara dhaka hai
        • #169 Collapse

          without a doubt we should certainly not acquire virtually any conclusion about fx trading in inner thoughts due to the fact when we acquire conclusion in inner thoughts we could receive decline and to help save by cutbacks we should handle our inner thoughts then when many of us handle our inner thoughts we could generate income which enables it to get benefit.
          • #170 Collapse

            yes dear jis time ap forex me trading karty hen to ap ko chye ke ap such samj kar forex me kam kary na ke emotional ho kary koy bhi kam kary jis se ap ko forex me loss ho ap ki aik choty se mistake ap ko boht bada loss de sakty ha.
            • #171 Collapse

              yes i agree with your statement. forex mei emotionalism ka koi kaam ni hai. kyoun k hamaray andar ki disturbance hamaray kaam ko buri tarha effect kar sakti hai. or sochnay samajhnay ki salaahiat b ni rahti.
              • #172 Collapse

                G blkl thek kaha ap nay jazbat mein kiye faisly hamesha nuqsan deh hoty hain specially trading mein apko jzbat ko side py rkh k apni aql or pany experience se faisla krna hota hai
                • #173 Collapse

                  bhai forex me loss b hota hai ager apko loss ho jye to apko forex me emotional ni hona chaye or apko forex me practis kerte rehna chaye phire hi apko yeh forex work aye ga or ap is me acha hi profit earn ker lete hain yeh forex hai
                  • #174 Collapse

                    forex market ak boht hi tough way he jis me hamko har trade win krne k liye boht hi soch samaj kar descision lena hota he is liye hamko har trade pure sabr se or pure analysis k bad krni chahiye or agar hame loss ho jay toh confuse nahi hona chahiye or next trade phli trah kren or greed me aa kar trade na kren or istrah zyada loss ho skta he
                    • #175 Collapse

                      jee bilkul sahi kaha. jab insan emotional hota hay tb apny sochny samjhny ki salahiyat kho baythta hay tab woh kuch asy faisaly kar layta hay kay usy big koss ho sakta hay jis say woh apna boht kuch khoo dyta hay es kiya hamysha freash and cool mind ho kay kaam karna chahiya jis say ap ko big parofit ho.
                      • #176 Collapse

                        forex trading ek esa busnine shye jis mian hm ney koi bhe desiosion leney keh liey apney mind knolwdge aur experince keh stah kam, lena hota hey na keh emotions aur jzbat mian a ker koi faisal kerna hota ey hmara her woh faisla jo hum emotions main kertey hian woh hmarey liey ghlt he sabit hota hey
                        • #177 Collapse

                          frineds humai koi b kam chahy life mai dusre kam ho ya phir forex trading ka kabi b emotional ho karr koi b fesla nh karna chahiye q k emotional ho kar humare sare senses practical decision koi b galat kar dety hai is liya jab ap emotional hoto plzzz ktrading mat ki jiye ga
                          • #178 Collapse

                            yes dear hum bhot achi earng karty ha aur bhot zyda earng karty ha aur daily is business man unlimited earng possible hy ye ik best online business hy jis ki waja sy hum apni life change kar sakty ha..
                            • #179 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                              Emotional ho ker decisions lene se kayi pr problrms create hoti hain kyun k emotions main aap ki samajhne or sochne ki ability khatam ho jat hai or aap jald bazi main koi bhi sahi ya galat faisla ker laite hain. So jab aap apni sences main hon tabhi apni forex trade se related decision lain
                              Bhai jaan me ap ki baat se agree karta hon hum jab bhi trading karen to hum emotions me trade nahi lagani chayye kiyo ke hum emotion me galat faisla kar bethte hain hu jab bhi trading karen to hume relax ho kar hi trade lagani chayye....
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                Ap nay thk kaha ha jitna yada ap jazbati ho kar koi bhi kaam karain gay utnah i ap kay andar mehnat ki bajy aur treeky say kaam karny ki lagn barhy gi jis say ap na sirf achi tarah kaam karny kay kabil ho sakasin gay balky mehnat bhi kar sakain gay buhat achi tarah aur ap ko apny emotions par bhi control karna a jay ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X