Kia aik se ziada Pairs pe trading karni chahiay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1591 Collapse

    AOA If you have very very good experience in the market and you have very good knowledge, equity so then you can doing trade on the many pairs.. but if you will never follow rules and money management points so then you can not doing trade on many pairs.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1592 Collapse

      jo experts traders hotay hain wo aik time mei kaafi saary pairs pe trading kartay hain lakin mai ye samjhta hun ky aik time mei zyada pairs pe trading nahe krni chaiye kyun ky jab ap ka experience kam ho ap achay tariky se aik pair pey he concern rakho
      :p Yes You Can Do :p
      Honesty + Sincerity = Prosperity
      • #1593 Collapse

        humain trade main kam karna hay to is kay liye humain learning karna ho gi kun kay hum jab learning karty hain to is main pairs ko use karna ho ga jis say market ko samjhna asn h osakta hay magr huamind emo ko use karny say ye hota hay kay market ain kam karna humary liye aasna ho sakta hay is main kafi real trade ki practice ho jati hay
        • #1594 Collapse

          sir baat ya ha kay wo ap pay depend krta ha kay ap aek say ziada pair ma tarding kr sakty ha ya nai lakin agar apkay pas or pairs ka experince ha tab hi ap forex ma tarde kr sakty ha or jatni chahiye ap pairs pay tarde kr sakty ha lakin bs apko forex ma kabhi bhi greed nai krna chahiye usay loss bhi ho sakta ha
          • #1595 Collapse

            ji han ek se ziyada pairs main trading zaroor karni chahhy kun k her pair ki apni movement hoti hai aur kai pair to kitne kitne din tak bahot kam move karte hain istrah agar ap sirf ek hi pair amin trading karen gay to apko order place karne ka moka hi nahen mily ga
            • #1596 Collapse

              G bilkul krni chahye ap minimum major pairs pe trade kryn jis se apko multi profit krne ke chances milty hn aksar traders ki aik hi pair pe grip hoti hy but me to yehi suggest kro ga ke minimum major pairs pe grip rkhyn aur in pe trading kry jis se acha profit hota hy..
              • #1597 Collapse

                Ji bahi bilkul ap ko aik say zayada pairs main trading karni chaheye is main ap ko fayeda ho ga kun keh kabhi kisi pair ki value up ho kati ja kabh kisi ki down to behtar hai keh ap zayada pairs main trading karain
                https://t.me/pump_upp
                • #1598 Collapse

                  is baat main koi bhi pabandi nai hay aap jitni marzi trades main kaam karain laikin agar apko apki equety ijazat day tab aisa na ho kapk pass 200usd hay aur ap 400 usd k hisaab say order lain aur markeet retrace karay aur apka account wash ho jay is liye apko apni equety daikh k moneymanagement k hisaab say trade krni chaye.
                  • #1599 Collapse

                    g haan hammy zaida pairs per trading kerni chaiyie jabb hamere pass forex trading ma experince huu ager hamere pass experince nai hai tuo hamy chaiyie k hamm 1 2 pairs per trade kery taa k hamm unn k movement ko smj sakke..
                    • #1600 Collapse

                      Dear bro ye baat hamare knowledge pr depend krti hai k ham trading men kitne master hain.
                      Agar aik se ziada pairs pr trading ki jy to hamare liye behtar isliye hoti hai k hamen agar aik pair men loss milta hai to zaruri ni k sab pairs men hamen loss hi mille hamen dusre pair se jo profit milta hai iss se ham apna loss recover kr lete hain aur hamen profit bhi gain ho sakta hai.
                      :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                      CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                      • #1601 Collapse

                        agar hum aik say ziada pairs par trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay kyun keh har time main aik he pair par trading karnay ka chance nahi milta aur humay chahiey keh sab pair kay analysis karen ta keh kisi main bhi agar achi trade milay to esmain trade kar kay kamyab earning kar saky
                        • #1602 Collapse

                          pairs ko use karna kafi acha hota hay is main har pair kay bary main study karna ho ga humain demo ko use karna ho ga jis say ana ho ga is main kafi apirs hoty hai jis main trade karna kafi helpfull ho sakta hay humain hard work karna ho ga ta kay market main kam karna ho ga is main gold main trade karty hain to kafi ups and down hoti hay
                          • #1603 Collapse

                            jee haan bhai ham aik sy zaida pairs par trading kar sakty hain but is k liyay ap k analysis achy honay chahiyay apko forex ka acha experience hona chahiyay ye nahe k ap aik sy zaida pairs par trade laga dain without analysis aur phr trades loss main ja rhe hu
                            • #1604 Collapse

                              Nai bhai hargiz nai mera khayal ha aik say ziyada currency pair pay trading krna itna use ful nai ho ga. Aik pair k baray hmain kafi experience ho jata ha so aik pair pay trading behtar rahay gi
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1605 Collapse

                                If you are a new trader then you should trad in one pair to get all knowledge about that pair.But If you are an advanced trader like me then you can trad with many pair. because I have huge market knowledge and trading experience.but make sure that we should do allows good money management all time.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X