Kia aik se ziada Pairs pe trading karni chahiay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    ji ha bilkul ap aisa kar sakty ha ap ek s ziyada pir pr trading kar sakty ha lekin zarori ye ha k ap trading soch samj kar kary tab ap sahi trading karo gy yani jis pir ko ap samj jao k ye kaisy up down hota ha tu us pr trading karo
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      yes forex trading main app log ek he time main jitni pari main chahi app is main trading kar sakty ho. par es si pehly app logo ko forex trading bary main sab learn karna hogha app logo ko forex trading main hard working kar is main ek acha experence hasil karna hogha .jiss si pir app log sari pair main trading kar sakty ho
         
      • #93 Collapse

        Kiyu nahi ap aik sa ziyada ma trade open kar sakty hay kisi bhi waqt agr apkay pass balance acha hay to aur agr apko forex ma knowledge aur experience ki zarurt hay phr ap kafi jaldi profit bhi kar sakty hay jo kay har koi chata hay aur agr ap new member hay to aik hi trade par work kary takay us ma ap ko kafi experience ho jai
        • #94 Collapse

          aik sy zyada pairs men tradeing ki jasakti he achi earning k leye, but aik sy zyada pairs men trading karny sy pehly market ko analys karna bht zaroori he, agar capital amount kafi strong he to zyada pairs men zaroor trade karen,
          • #95 Collapse

            Agar me aik hi wakt me aik se ziada currency pairs pe trading karu tu kia ye mery liay easily manageable hogi kay me ziada loss bhi nahi karu ga or agar aik me profit nai hoa tu kisi or me ho jay ga is mantality s
            • #96 Collapse

              Well agar apko kafi knowledge hai to ap karsakte hain lekin apka focus divert hojaega ek currency pair ko hi behtr tarike se trade kia jae to hi behtr hai otherwise bohat tension hogaegi.
              • #97 Collapse

                han bilkul karni chaey is sy ham sab ko faida hai hamari training bahter hoti hai ham kam zada easy or asani sy kar sakty hain is ley han sab ko zada kam krna chaey or bonus kamana chaey
                • #98 Collapse

                  Mai samjhta houn kai aik sai zyada pairs par trading karna risky hai. Kyun kai is tarah apki concentration divert hoti hai, and ap aik pair ko ache sai study nahi kar pate, balkai dosrai pairs mai lag jate ho. Lekin trader aik sai zyada pairs par bhi trading kar sakta hai.
                  • #99 Collapse

                    dear meret khayal say to agr hum ko is main zaida experioence ho to hum ko aik se zaida pairs per trading karni chahiye is say dear or acha wirk kar sakty hain hum is main
                    • #100 Collapse

                      je bhai zaror ap aik se ziada pairs pe bhi tarding karsakte hain yeh to apke uper depend karta hai aur ap ki ability ke uper hai ke agar ap aik se profit nai gain kar pa rahe hain to ap dosre tarde ko bhi open karsakte hain lekin iske liye apka expert hona must hai isliye ke apk phr apna sara dihan tarding pe lagana chaye kiun ke market bhot fast movement karti hai agar ap market ko samj ke 2 ya 3 pair pe aik sat tarde karsakte hain to zaror karen lekin agar apko koi muskil hoo to mera mashwara yehe hai ke ap aik pe hi sari tawaju de ke profit hasil akren
                      • #101 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: jamil پيغام ديکھيے
                        dear zaroor aap ko aik se ziaada forex pair me trding kerni chaahiay kiun k market kabi aik pair me boht slow hoti ha ore koi achhi trde nai milti to aap k paas multi choice honi chaahiay
                        Han bhai me apki baat se agree karta hon hume aik se ziyada trade lagani chayye kiyo ke hamare pass is ka advantage lazmi aye ga market aik tarafhi nahi rehti market move karti rehti hai.
                         
                        • #102 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: plusbizgroup پيغام ديکھيے
                          Agar me aik hi wakt me aik se ziada currency pairs pe trading karu tu kia ye mery liay easily manageable hogi kay me ziada loss bhi nahi karu ga or agar aik me profit nai hoa tu kisi or me ho jay ga is mantality se agar le kar chaloon tu?
                          ji han hamen aik sy ziaad pairs py trading karni chahey lakin mein sirf aik pair py trading karti hun keun k is sy apko aik pair ki moveemnt ka andaza ho ajey ga or apky knowledge mein incraese aye ga or ap us pair mein hamesha success gain karen gy.
                          • #103 Collapse

                            I think we need to trade with some pairs. I always use 3-4 pairs in trade, because if one pair bring loss the other help to recover it. So it's better to use different pairs in forex trade.
                            • #104 Collapse

                              nahe ap ko serf kesi be aik pair ko select kerna choye per us ke inforamtion sari collect kerni chiye per us ky bad ja ky ap is bsuiness main acha tarde laga sakte hai aur earning be tab ho ge
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                ager ap k pass ap k account me investment zeyada ha to ap kar skty hain zeyada pair pe apny account ko save kar k ap ka jis pir per dill kary ap kar skty hain ye ap ka apna business ha or ap trading kar k zeyada pairs pe zeyada profit earn kar skty hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X