Kia aik se ziada Pairs pe trading karni chahiay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #841 Collapse

    han dear meary khayal sy tu krni chahiyeh bus market pe nzar rakhni chahiyeh es leyeh hmy chahiyeh soch smj k trade kry agar kamyab hona chaty hain forex mein tu hmy chahiyeh k dihan sy trade kry tu e kamyab ho siry
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #842 Collapse

      g maray bhai zaroor ap ko aik sa zaida forex ma trading karni chaye ku ka market kbi aik phair me boht slow hoti ha ore koi achhi trade nahi milti to aap k pass milti choice honi chaye....
      • #843 Collapse

        ye to bhai ji ap pe depend krta hai k ap kitny pair ko smjh skty hain q k is main sari baat to smjhny ki hi hai aur agr ap smjh lo k kis trha se aik pair ki up and down se dosra pair mutasir hota hai to ap to bht hi ziada kamyab ho jao gy
         
        • #844 Collapse

          han is main koi aisi bat na ha keh trader aik sy zaida pair pr kam na kr sky woh kr skta ha agr woh acha smjhta ha market ko aor us ka mind accept kr skta ha to woh kr skta ha
          • #845 Collapse

            aik sey ziad pairs par trading risk wali bat hai aur is sey ap ko profit ki bajae loss hoga islye na karain to behtar hai
            • #846 Collapse

              dear, i think you sholud select 3 pairs for trading before you are going to trade it will be good for you because to nunderstand theses pair its easy but to understand more then this it is not easy so do it and earn good it will be good for u.
                 
              • #847 Collapse

                hain g q nai karni tu chayiya but ik problem ha friend ha agar hamara pass knowledge ho tu tb ya step ntahna chya wasa hi ik sa ziada pair par nai jana chayiya ok
                • #848 Collapse

                  bhi jan ya to aap py depend karta hy k aap jitinn pairs pay trading karo lakin main ya nhi kahta koi mashwra nhi dyta ager aap k passs knowlede hy experienc hy loss ko bardsht karnin ki himat hy ziyada investment ki himat hy to karo warn mara mashwra hy k na kro
                  • #849 Collapse

                    aap aikl se zaida pair pe trading kr skte han is ke liye aap ke pas bht sa knowledge aur expereince hona chaiye aur aap ko mukamil grip honi chaiye
                     
                    • #850 Collapse

                      dear mare nazer ma to ik sa zaida pairs per trading nahi karne chaia q ka ager humik sa zida pairs per trading karta ha to ma to is ko manage nahi kar sakte ho is liya mujhay to is ma loss he ho ja ga is liya dear ma to kabhi nahi kar0 ik sa zaida pairs per trading na mujhay udher sa money mila na or mujhay is ma be loss ho ja
                      • #851 Collapse

                        I am agree with this statement han bilkul ap ek se ziada pair par trade kar sakte hain lekin mera man na yeh hai k hum ko chaiye k hum ek pair ziada focus karen takay hum ko us ki market ki know how or us k trend ka ziada achay tareeqay se pata chal jaye or us mai hum perfect hojaen.
                        • #852 Collapse

                          Dear, jahan tak mera khyaal hai to man samjta hun k humen sirf aek pair par he trading karni chahiye aur usi aek pair per he focus karna chahiye to phir humen acha trend mil sake ga
                          • #853 Collapse

                            han bro agar ap 1 hi waqt main 1 se zyada caruncy pairs karian tu hum us se nuqsan ka samna bi kar sakty hain or us main kamyab ho jaty hai or us ka humain kafi faida ho jata hai or is se hum apne kam ko or bi asan kar lete hain or is main humain achy trader banny se koi nahi rock sakta ....
                            • #854 Collapse

                              g han mere khayal se to zada pairs pe hi trading krni chahiay kiun k agr ap aik pair pe loss mn ja rhe hun to dusray pair mn ap profit ,mn b ja skte hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #855 Collapse

                                again it depends upon the trader knowledge and his abilities to understand the different currencies movement if he can manage the trading on different currencies than he can do this

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X