jaha tak mera khyal ha hamain aik hi pair pay trade karna chahye q k is say hamain us par ka zyada pta chal jata ha yani us pair k baray main zyada info mil jati ha lakin agar hum different pairs pay work karay to hamain is ka nuqsaan hi hota ha na k koi faida hota ha so zyada say zyada mehnat karo aur earn kartay jao.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим