Kia aik se ziada Pairs pe trading karni chahiay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1441 Collapse

    Traders per depend karta hai kay wo ziada orders ko maange kar saktay hai tu wo zaror kar sakty hai.Is kay laye traders kay pass manage ablity bhi hona chahye.Jis kay bad itni capital bhi hona chahye jo trading me help kar sakay.
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1442 Collapse

      agar hum aik say ziada pairs par trade karna chahty hay to kar sakty hay but eskay liey humay achy chances ka wait karna chahiey kyun keh agar hum aisay he trade karen gay to market main loss kar sakty hay
      • #1443 Collapse

        G bilkul forex trading mai traders ko maire khayal sai ek sai zaida per trading ker laini chahye kun ke ager ek trade looss ke tarf ja rhi ho tu dusri sai wo looss cover ho jata hy
        • #1444 Collapse

          g han ap ek se ziyada pairs pe bhi trading kar sakte hian lekin uske liye apko phir is business ko sahi se seekhna hoga aur is mein apko theek se practice karni hogi to hi ap is mein kamiyab hoskate hian.
          • #1445 Collapse

            Agar tu traders trading me huge experience rakhty hai tu wo trading me many pairs ko use kar sakty hai.Or on ko easily manage kar sakty hai.New traders ko many pairs kisi bhi surat suit nhi karty.
             
            • #1446 Collapse

              yes dear apko aik say ziada pair per trade karni chheay kun ager app ka aik pair markeet achi nahi ja rhi tu ho sakta dosry pair pay markeet achi jay tu app ko profit ho iss leay ap aik say ziada pair use kar sakty hain.
               
              • #1447 Collapse

                Mery dost ma.ap sy aik he bat kahon ga ky humen apny experience aor knowldge ko dekhna chye humen apny bary ma bht achi trah pta hota hai ky humen kitna knowlsge hai trading ka isi hisab sy hamen planning krni chye shuru ma kam leavrage aor aik pair py trading krni chye aor lot size kam ki chose krni chye
                • #1448 Collapse

                  aik se zaida pairs pr be trading ke ja skti ha agar ap proper money management se trading krein yani ap apni equit ke mutabiq risk le aur lot size money management ko follow krtey huay select krein. aik se zaida pairs pr trading krnay ke liye support aur resistance levels pr trading krein.
                  • #1449 Collapse

                    jab bhi moi new trader trading start krta hai usko. haye k aik hi pair m trading kry zyada pairs m tading us ko krni chahye jis k pas bht exlerince ho gia ho trafing ka
                    • #1450 Collapse

                      Hamain phar WO hi bat as jati hai k is main kam karna hai to hamain learn karna boht zrori hai is main hamain WO pair choose karny hon gay jin say zaida ho ga is main kar sakty gain use agar experience hai to ta k loss na ho
                      • #1451 Collapse

                        aik vaqt men aap aik se ziada matlab multiple pairs ko trade kar sakty han jis ka faida yeh hota ha k agar aik he time men agar aik trade aap aik he pair par open karty han to voh loss men gai to loss , to agar trader aik vaqt men ziada pairs ko trade kary ga to koi trade profit men koi loss men ja kar over all trader ko loss nhe kary gi , aur multiple pairs ko watch karny se bi kisi na kisi pair pa daily achi entry mil jati ha.
                        • #1452 Collapse

                          G hun jnab min aap.ki bat par agree hun kah hum ko insta forex tredung buznees min hum kp aik.se zyda praus par hum ko treding karni cajte is se hum ko ernig hoti hy
                          • #1453 Collapse

                            aik se ziada pairs ko trade karna boht he benefitted ha q k agar aap aik he pair ko trade karty han to possible ha k us pair par pora din aap k aik trade ki bi slot na mily but multiple pairs ko trade karny se aap ko kisi na kisi pair pa daily slot mil jati ha,
                            • #1454 Collapse

                              Aik sey ziada pairs pr trading barey risk ka kam hai is k ilawa ik sey ziada pairs pr trade krney pehley account equity bhi dekhni chahie phir lot size ka khial krtey howe kam krna chahie ni to aik trade ki preshani se dosri trade bhi doob jai gi.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1455 Collapse

                                G dear ap ki bat bilkal thek h han ap kar saktay ho karni chaiye atleast 3 pairs pe ap ko trading karni ati ho forex trading is world ka best online business karo seekh lo achay tarikay se so online business mei forex trading sab se best business hay humay learning ki zaroorat hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X