Kia aik se ziada Pairs pe trading karni chahiay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1291 Collapse

    We are open the teade two pairs only. Of we are open the trade more than two pairs. We are work the market over teading. Over teading mean loss.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1292 Collapse

      Agr Forex trading ki experience zayada ho aur khas tor par apky account main balance zayada ho tu krni chai lakin agr account chota ho aur balance km ho tu zayada pairs par trading teak ni q k account wash ho salts hy
       
      • #1293 Collapse

        g han zaroor krni chaahiye hum forex mai aik sai zyada pairs par trade kr sktay hain forex mai hamay aik sai zyada pairs par trade is soorat mai krni chaahiy agr aap ko forex mai acha profit milta hai.
        • #1294 Collapse

          aik say ziada pairs pay akheti trading thori mushkil hoti hai. ager app euro aur gbp pay akheti trade legy gay tou dondo ki movement main farak ata rehta hai. her pair ki apni movement hoti hai. app ko chahiye k app jis pair ko sab say ziada samjhtay hai us main apni lot ko thora bera lay. ziada lalich na keray.
          • #1295 Collapse

            je haan karay ziyada se ziyada par trading karay aur es main kosis kary daily forex ke market ku view karay aap k liye best ho ga aur es main daily mind se trading karay thankful for question
            • #1296 Collapse

              haan bhai agar ap k pass ziyada exprnis hai to phr ap ye other wise na karo q k agae apko experions nai hoga to apko loss asakta hai. . . . .
              • #1297 Collapse

                Deekheein ForeX Trading Bussiness mai Insta ForeX Mai JO Meta Trader Sogtware haI US MAi Maine dekhaw hai K Bohat Sareee Currency pairs haiN Jin Mai Se Sab SE Zada Use Hone Wala USd>EurO Pair Hai OR JO K MAi KHUD B USe karta huN Sab se zadaw!
                • #1298 Collapse

                  Now a correction, and may turn time will tell. I work for a purchase, but a deal to sell hanging. Will be able to average the averaging and jumped out, I will not be easy to sell the purchase. If interested, see State, there is now just a bad slump, about 20%).
                   
                  • #1299 Collapse

                    g nai apko is tarahs ay aik hi pair say zayadah tar trading ko nai karna ho ga kyu kay is say apko hi baad mei boaht hi tension ko face karna paray ga apko aik hi pair pe tarde ko karna hai aur faida lena hai
                    • #1300 Collapse

                      kuch loog forex ki trading business mein aisay be hain jo kafi saray pairs par trading kartay hain aur earning kar leity hain lekin best yehe hai kay ap just aik he pair use karein.
                      • #1301 Collapse

                        g bilkul aap log ik sa zeda pairs ma bhi trade kr sakty hain
                        but ik or baat jo dekhny wali hoti hai
                        iss maa ap ik time pa zeda trades open na krin
                        aap kam sa kam trade and kam lot size ki trading kry or sukon sa kam kry
                        zeda complex kry gy ttu ap mushkil ho gi
                        • #1302 Collapse

                          I think for the new trader, they can start with Euro/USD. Because there are lots of news you will get from the news calender although you will get high volatility. that means the new trader would get the interest on Forex Trading.
                          • #1303 Collapse

                            Bilkul lekin apne capital ko madenazar rakhte huwe hume trading kerni chaiye , agr tou capital acha hai tou hamari aik trade agr loss mein ja rahi hai or koi dosre pair ka acha trend nazar a raha hai tou hume trade open ker leni chaiye , agr balance kam hai or aik trade loss mein hai tou us ko close ker k new trade open kerni chiaye.
                            • #1304 Collapse

                              dear jab tak app 100% sure nahi hoty mery khayal me to 1 se zeyda pairs par trading kabi b nahi karni chaye esi over trading ki waja se hamy loss ho jata hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1305 Collapse

                                Nahi humy ak sa ziada pair main tarding nahi karni chaye humy chaye ka hum ak hi pair par concentrate karin ta ka humy trading main asani ho agar hum ak hi pair main trading karin gay is tarah hum bhtar earning kar sakty hain kun ke ak pair ka sahi sa hum analysis kar sakty hain aur us sa acha earn bhi kr sakty hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X