Kia aik se ziada Pairs pe trading karni chahiay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1261 Collapse

    I think it will be continued at the end day of the world. Forex is largest business in the world wide and various people join this business from different countries, so that's why Its not possible to end of Forex. I think, in future Forex is most popular business.Forex is a genuine and grate business in the world.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1262 Collapse

      nai apko iak hi pair pe hi apki apni tarding ko karna hai is say apko apki tarding iak boaht hi achi karnay ko milay gi aur apko apni tarding pe kamkarnay ka bi mazah aisay ga is bat mei koi bi douhght nai hai
      • #1263 Collapse

        Dear ge waise to har kise ke apne inalizing hoti hai laki n me aap ko batao ke agar aap forex market me paise kamana chate ho to aap ko har 500 pips ke baad entry lagao q ke agar aap ke 7 entry lagatay ho to forex market wapis us muqaam tak ati hai.
        • #1264 Collapse

          Aap se ziyda pairs par trading ko sakte hai par ap seraaf eik eik pair par hi depend karo he tu who ap k liy bhetar rahe ga baki ap ki marze
          • #1265 Collapse

            haaan ager app ko un k baray mai knowledge hoo to kar laain is mai koi harj nahi hay haan bas itna khayal rakheen k a[pp k account ka volume itna hoona chahye hay k ager kopi bhi loss mai jay to app ka account wash na hoo
            • #1266 Collapse

              aik se ziyada pair per trading kerne mai koi masla nahi hota hai.forex mai app kisi bhi pair mai trading ker sakte hai.bas apke pass jo hai wo experience ache hona chaiye aur analysis strong hone chaiye.
              • #1267 Collapse

                zror ku nahi ek say zyada pairs pay log work kar rahay hain aur seekh rahay hain mera yehi mashwara hai k kissi ek pair pay work seekhay aur usi pay he grip bnao ta k apko us ka kuch na kuch faida to ho jesay jesay hume faida mile ga kam aur zyada asan hota jae ga.
                • #1268 Collapse

                  mery khyal main to ap ko aik sy zyada pairs main trading ni karni chahye kio k wo pher ap greed k meanings main a jatay ho is liye pair aik he kafi hai trading main
                  • #1269 Collapse

                    Agr apki investment zayada hai ya apko experience hair trading tu beshak ap aik say zayada pairs par trade lagao but agr aap trading main new hu tu apko chain k kbi b aik say zayada pairs par trade name laigai
                     
                    • #1270 Collapse

                      ye aap ki investment k uper depend krta ha k aap kitne pairs pr trading karain agar ap ki investment achi ha or aap ki learning bhi achi to aap is me 3 ya 4 trades bhi laga sakte han different pairs pr tb hi ja kr aap kamyab honge ..
                       
                      • #1271 Collapse

                        Ye hum par depend karta hay keh hum kitnay pairs par trading karna chahty hay mery khyal main humay ziada pairs ko watch karna chahiye kyun keh jab hum theak say pairs ko watch kar kay trading karty hay tab humay es say acha profit gain karnay kay chance bhi miltay hay
                        • #1272 Collapse

                          yes jahan jis pair main aap ko faida ho raha ho aap usi pair ko join kato because market main yeh pairs kabhi tou slow ho jatay hain tou kabhi fast ho jatay hain es liy jo pair aap kay kaam ko suit kar raha ho aap usi ko join karo
                          • #1273 Collapse

                            bhai jaan mai abhi new trader hou is sawal ka jawab to mere paas nahi hy lekin aap ke is question se mujhy bhi faida howa hy ke mere knowledge me mazeed izafa ho gea hy thank for such a good question
                            • #1274 Collapse

                              Yes we have to trade on 3 or 4 pairs, it doesn't mean that you should trade at a time and open 4 trades.
                              The point of interest is that when there is no trend In pair like EUR USD then we should go to USD JPY etc.
                              The best pairs in currency trading are EUR USD, USD JPY, GBP USD, CAD USD .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1275 Collapse

                                bhai g es main koi harj b tu nai hai k ap kisi or pair par agar kam kar lain gy tu, kyun k es sy apka knowledge he main azafa hota hai, lykin es ka 1nuqsan ye b hai k ap kisi 1ko sahe sy time nai dy pain gy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X