Kia aik se ziada Pairs pe trading karni chahiay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1276 Collapse

    Yes we have to trade on 3 or 4 pairs, it doesn't mean that you should trade at a time and open 4 trades.
    The point of interest is that when there is no trend In pair like EUR USD then we should go to USD JPY etc.
    The best pairs in currency trading are EUR USD, USD JPY, GBP USD, CAD USD .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1277 Collapse

      bhai g es main koi harj b tu nai hai k ap kisi or pair par agar kam kar lain gy tu, kyun k es sy apka knowledge he main azafa hota hai, lykin es ka 1nuqsan ye b hai k ap kisi 1ko sahe sy time nai dy pain gy
      • #1278 Collapse

        dear aisa krne se koi harj nai hai agr ap kai pairs pr trading kro gay to ap ko kafi experience ho jai ga aur aik senior trader bn sakty ho leki kafi learning k bad aur kafi practice krne k bad q k ye aik complex business hai is pr kafi mehnat sarf hoti hai wrna ap loss hi uthao gay ap success nahi ho pao gay
        • #1279 Collapse

          je main ap ke bat se agre karta hon kah ham log ak se zyada pairs main trading kae sakte hain or hamin profit bhe mil jae ge as ke lae hamare account main investment ka hona bohat zarore h .agar hamare accoun main pase bohat kam hain .to hamin soch samaj kar trading karna ho ge .asa na ho kah zyada paris main trading karne se hamin loss na ho jae .as lae ap saoch samaj kar ak ya do main trad karen .lakin market chek kar ke.
          • #1280 Collapse

            je haan karni chaiye par koshish karay es main kaam kartay howay tension na lay aap k liye money earn karna easy ho ga aur es main greedy na kary aur day by day mind se trading karay thankful for question
             
            • #1281 Collapse

              yes sir i think each person ko kmza kmza 3,4 pe trade karna chahiye .because kabhi ak trade id slow market hojti hai .agar ap mehnat karo seekh lo achay tarikay se so online business main forex trading sab se best business hai hum ko bas learning ki zaroorat hai
              • #1282 Collapse

                Dear hemn aik waqt me hmeshah aik hi pair par trading krni chahe kyun k ye aik asa business ha jis me hm aik waqt me aik se zyada pair par trading karty hain tu hmen kafi loss ho sakta ha isi liye soch smjh k kam karna chahe hmen is business me hmeshah
                • #1283 Collapse

                  ye aap ki investment k uper depend krta ha agar aap ki investment 100 dollors ki ha to aap 2 se zayda pairs pr trading na karain aik hi time me kyun ye boht zayda risky business ha or aik dafa aap k oppose trade gae to aap ka phr account hi wash ho ga..is lye be careful..
                   
                  • #1284 Collapse

                    agar ap new trader hain tw mera mashwara hai ky ap start mein he multiple currency pairs py kam na kijiye balky simple ak currency pair py he kam kijiye or usi py focus kijiye is se ap kko experience hasil hoga or trading bhi safe hogii is liye pair py kam krie bhtr hai apky liye.
                    • #1285 Collapse

                      bro aap ko aik se ziaada forex pair me trding kerni chaahiay kiun k market kabi aik pair me boht slow hoti ha or acha khasa experience hai or investment bhi ap lose bardasht kr skty ho tu ap phir ap kro otherwise nai
                      • #1286 Collapse

                        mere bhai mere dost ek se ziyada pairs ki trading na karoo to bohot acha ha is aap ka bohot loss ho sakta ha bus main yahi kahon ga carefull
                         
                        • #1287 Collapse

                          Apki baat theak hay agar hum forex trading main kamyab hona chahty hay to humay chahiey khe har pair ko theak say watch karen jab hum har pair ko watch kar kay trade karen gay tab hum us say acha profit earn kar sakty hay
                          • #1288 Collapse

                            Kaya pakistan forex forex forum trading my agar ap pakistan forex forum trading my agar work karty ho to
                            • #1289 Collapse

                              g ha bhai jaan main ap ke baat se agree karta hoin and hamain is main zayada pairs main bhe trade nai karni chaye bas main pairs main he trade kar k profit ko accept karna chaye.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1290 Collapse

                                G haan bilkul kuin nahi forex main ap agar aik hi pair pa lagy raho gy to muja nhi lagta k kuch kahss earning karo gy kuin k kabi kabi kici pair ki market clear nahi hoti aur hum ucci pair pa lagy rahty hain hamin chaia k jab koi acci sutation ho to uc pair ko chorr k kici aur pair pa trading karein ta k hum loss sa bach sakein

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X