Kia aik se ziada Pairs pe trading karni chahiay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1111 Collapse

    assalamo alaikum g bhai jan forx me hum aik se ziada paer m trading kar sakte hain butt us k liye humare pass acha knowledge or expiriac ki buaht xzarorat ahi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1112 Collapse

      wasy to multi currency pairs main trading karna koi issue nai hay lekin agr ap kay pass low capital hay aur ap kay experience acha nai hay to i advice you kay ap sirf ans sirf aik hi currency pair main trading karian aur multi trades bilkul bhe na karian
      • #1113 Collapse

        dear agar aap nai ho aur abi forex ko zeyada nai samjty to aap ko chahyeh k aap kisi aik hi pair pr apni tawajo markooz rakhain aur usi pr trade krain aur agar aap ka capital kam hay to b aap aik hi pair pr trade krain aur agar aap ka capital zeyada hy aur tajarba b to aap zeyada pair pr b trade kr sakty hain
        • #1114 Collapse

          i think one or two pairs is good for trading if i go too many train for kids then we never got knowledge of that case i never see the news and market movement of all the states then i loose
          • #1115 Collapse

            ji hain ya baat sahi hai ka expert trader ha to aap is main aik sy zaida pairs main trade kary to apko achi earning mil sakti ha agar aap is mian aik achi trading karna janty ho.
            • #1116 Collapse

              In my point of view, humen ek se ziada currency pair men trading nhi karni chaye. humen ek he currency pair men trading karni chaye or phr un currency pair se related countries ki economies understand karna chaye then hum us pair pe grip hasil kar sakte hen
              • #1117 Collapse

                Aap jitne marze pair pe trade karo agar ka account saith de to es main trade lagana pe koi pabande nahi ha
                 
                • #1118 Collapse

                  nahin aik se ziada pairs per khabi bhi trade na karen sirf aik hi pair per trading karen kion ki ziada pairs ko samjhn aur sekhna mushkil hota hai aik pair per koi mushkil nai hoti
                  • #1119 Collapse

                    ap ko ziyada pair pr trade ni krni chaie aur forex aik quick money business hai aur is mein aap rich quickly ban saktay hain only effort karni parti hai koi bi business ho us mein rick aur effort karni ki need hoti hai aur forex mein aap ko thori si effort kar ky is mein money baan letay ho.
                    • #1120 Collapse

                      mere bhai ha,e sab se pehle apna rading experience barrana chahiye jab hum apna experience barrayenge to ham har pair me acha munafa melega . agar hum har pair ke baar me sahi tareeke se seeknege to hame acha munafa mil sakta hai
                      • #1121 Collapse

                        salam bhai jee app ik se zayidaa pairs mein kaam kar saktay hain is mein koi muskil baat nahi hai app kabi bhi is mein kaam kar saktay hain
                        • #1122 Collapse

                          in Forex if we will done well then we will do every think there other wise we will do nothing from there my friend so work on interset other wise not work on him that is work is to difficult if we will understand different pairs then we will used him
                          • #1123 Collapse

                            Ap ager technical analysis karna jante hain or ap ko lagta hai k ap k liye ek se ziyada pairs per kam karne ki salahiyat hai to mere bhai zarur shok se ap ko ek se ziyada pairs mein trading karni chahiye lekin ager ap newbie hai or market koi ache se nai jante to phir behtar hai k ap sirf demo mein ek he pair per trading karen
                            • #1124 Collapse

                              agher ap k pas achi strategy hy or ap ny os ki demo account pr practice ki hoi hy tamam pairs pr tu blkul ap kr skty ho .lakin me zyada tr sirf 1 pair ko hy use krta hon .gold ka
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1125 Collapse

                                Bahi jan forex trading main hum aik time per aik say zaida pairs main trading kar saktay hain but maray khyal say humain aik time per aik hi pair main trading karna chahyie because aik to hamara capital kam use ho ga and other hum double minded nahi hoon gay.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X