Kia aik se ziada Pairs pe trading karni chahiay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1576 Collapse

    hum is main jis pair main bi trade karni hoti hai so hamain plane kar k hi hum market main sucess hon gay aur emotion ko kabo main rakh k hi hum achi trade karny k kabil hon gay aur earn kar saky gay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1577 Collapse

      aik se zeyda pair main kbhi bhi trading nahi karni chahye es se hmain loss ho jat hai or bohat se tador esi trha loss karwa lety hain jub hmain trading karni ho tu hmain aik he apair ko select karna chahye or osi par trading karni chahye
      • #1578 Collapse

        Merey khayal mein agr ap k pass barri amount hy to apko zroor krni chahiey is sy experience mein izafa hota hy thory amount waaly traders ko ye risk nhi lena chahiey
         
        • #1579 Collapse

          Assalam o alaekum!!
          dear forex trading main jub aap investement krty hain to ap ki puri koshish hoti hay kay ziada sy ziada profit ay, forex trading kay liye pairing per kam kia jata hay jis kay liye zaroori hay kay currency koi bhe select kren us kay pair main USD ko zaroor rakhen. multi pairs ki baat ho rahi hay to ap aik time main ziada pairs per bhe trade kr skty hain yeh ap kay liye plus point kay tour per kam krta hay q kay agr aik pair main aap ko kuch profit nahi milta to yaqeenan ap ko dusry ksi bhe pair main kuch na kuch acha profit mill skta hay.
          • #1580 Collapse

            Mery khyal men to ek time men ek he pair per trading karni chahye. Q k asani se manage ho sakta hai. Jab ap ek se zyada pair men trading karty hain to ap k lye manage karna thora mushkil ho jata hai. Islye ek he pair men trade karna chahye
            • #1581 Collapse

              Gee Han Bhai aik sy ziada pair py trade lagai ja sukti hai forex mn asa koi masala ni k aik sy ziada py trade na kr sukty hon
              • #1582 Collapse

                Ye apki marzi pe munhasir hai agar apko aik hi trade fiada deta hai to ap is pe aik se zayada trade pe kaam kr sakte hain is liye chaye k jo trade bhi apko faida de ap us pe jitne mazri ho trade laga den
                • #1583 Collapse

                  hamain is forex main trade karny k liye hard work karni ho gi tba hi hum run karein gay aur jis pair main trade karni hoti hia is k bary main learn karein gay aur learn kar k hi hum sucess hon gay aur market main trade karny k liye hard work karni ho gi ta k achi trade karein gay aur market main trade karny k liye hard work karni ho gi tab hi hum run karein gay aur sucess hon gay
                  • #1584 Collapse

                    Ye to bhai ap pai depwnd krta hain k apko kitna kam krna ata hai agar apko market ki smjh arahi hai or apko ye lgta hain k ap alag alag oairs pai profit bna skty hain to ap jotni chaye lots lagat skty hain
                     
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • #1585 Collapse

                      han g bilkul ap 1 sy zayada pairs par trading kr sakty ho lyki trading karty waqat 1 bat ka khayal zarur rakhy ky apky account ka balance zayada ho kue ky zayada pairs pr trading karny sy account wash hony ka chance hota he agar balance km ho..
                      • #1586 Collapse

                        nahi aysa kbhi bhi nahi karna cahhye ayh aik galat or khtarnak bat hoti hai es s e hmari tarding main loss k cahnces boaht zeyda ho jaty hain or hmain profit k chances kam hoty hain es liye hmain na tu kbhi aik se zeyda pair ko open nahi karna chahye or kbhi bhi aikse zeyda pair par tarding nahi karni chahye ayse risk ka factor kam he rkhna chahye
                        • #1587 Collapse

                          yes brother 1 say zyada pairs par trading kar sakty ho pehly achi tarha market news chek kar lo taa keh dosra trad bhi loss main na jaye analysis kar ky hi trade lagauo
                          • #1588 Collapse

                            G mery khayal se aik se zyada pairs par trading karni chaiye ap jitnay be pairs par trading kry humy knowledge hona zarori hy tub hi hum achi earning kr skty hy
                            • #1589 Collapse

                              Yes ap aik waqat main aik se zayda pairs main trading kar skte ho lekin ap jb bhi trade kren market ko analysis kar ke kren is se jo bhi trade ho gi wo profit main jay gi. Aik se zayda trade ki tu ja skti hein lekin is ke koi side effects bhi hein koun ke ap jb trade zayda kro gay tu apka mind bahtak jay ga maslun zayda jagaon par apko focus karna pare ga jis se mind zayda side par convert ki wjh se loss zayda ho skta hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1590 Collapse

                                Hum Ek Se Jyada pears pe trade kar sakte hain isme Koi masla nahi hai lekin Agar Hame market ki samajh na aa rahi ho toh ek Se Jyada pair pair trade nahi karni chahiye qk Hame market ka pata nahi hota aur loss bhi ho sakta hai
                                 
                                FRD 07 TRADING JOURNAL

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X