Kia Indicators hume loss se bachate hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #346 Collapse

    ji han indicators apkoloss se bacha lete hen but kabhi kabhi galt signal bhi de dete hen jiski waja se apko loss ho jata he aisa bohat kam hota he agar apke pas acha indicator he to apko is se bohat fida ho sakta he apki trading me indicators ka bohat eham role hota he indicators ki base per hi ap trend ko find karke trade lagate hen so indicator ko zaroor use karna chaiye
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #347 Collapse

      Indicators ap ko trading conditions dete hain aur ap ko kuch bani banayi trades provide karte hain jay ab buy karain aur ab sell laikin un ki trades galat bhi hu sakti hain, agar hum un kay mutabiq take profit aur stop loss lagayn tu humai net profit mil sakta hai
      • #348 Collapse

        gee han bilkul...! indicators ap ko loss sy bachaty hen ku indicators ak esa system hota hai jo ky ap ko kisi state ya condition k bary men specific information provide karta hai jisy ap gain kar k kisi bhi kisam ky loss sy bach sakty hen
        • #349 Collapse

          Mera nahi kheyal k indicators hamain loss se bacha sakta hai islie mei indicators prefer nahi karti mei just manual trading karti hon is se mei apna mind, knowledge and experience ko use karti hon jab k robot trading mei sara kam indicators kar rahy hoty hyn aksar ye signals wrong dy dety hyn jis ki vaja se hamain loss ko face karna par jata hai.
          • #350 Collapse

            yes forex trading main jo indicator hain wo hami forex trading main loss si bahac sakty hain kiyoo forex trading main indicator k madad si app logo ko kisi be pair ka trand ka pata chal saktha hain jiss si app log os trend ko use karo tu app log forex trading main ek bohat he acha profit be earn kar sakty ho
               
            • #351 Collapse

              mare khyal main ager app ko train kar lo tu app ko khud ko loss se bucha skte ho indicator app ko nhn bucha skte hai so forex trading main ye boht he important kam hai aur app ko es mai app ko en ko samjna hoga aur final decision tu wase be app ka hoga indicator ka nhn
               
              • #352 Collapse

                me to indicators ni lagaata or na hi mjhe ye pasand hen q k ye technical analysi me atay hen or me technical or Fundaental dono analysis use karta hun
                • #353 Collapse

                  indicator hum ko 40% guidline deta hai laken hum indicator per full concentration ky sath trade na kar hum apney experience ky sath trade karay.
                  • #354 Collapse

                    ji han sometimes hum loss se bach sakty hain and sometimes hum loss se nahi bach paty hamesha indicators sahi directions bhi nahi dete hain lekin bollinger bands indicator phir bhi kisi had tak sahi kam kar jata hai ,
                    • #355 Collapse

                      bhai yeh sahe h k indicators hamain loss say bachaty hain,indicators hamain market ki position btaty hain,par kbhe kbhe yeh wrong bhe ho sakty hain is liay sirf is par base karna right nhe h
                       
                      • #356 Collapse

                        Dear friend forex trading mein aap ko indicators bohat faida mil sakta hai aur iss se humarey ko market ka rujhaan pata cal jata hai ke currency up jarahi haiya down jarahi hai.
                        • #357 Collapse

                          jee han forex trading main bohat se log indicators ko use kerte hain orr achi earning bi kerte hain orr bara loss se bi bach jate hain agar ap bi koi acha sa indicator use kero too ap bi earn ker sakte ho
                           
                          • #358 Collapse

                            Dekehin indicators hum basically trend koo identify karnee kee liyee use kartee hain jaisee MACD, SMA aur bhi kafi indicators hain jis see hum future market move koo predict kartee hian aur yeh indicators kafi helpful hotee hain
                            • #359 Collapse

                              indicators apko helpful information dy sakta hay but exact detail nhi bata sakta . agar ap indicator par depend karain gy to apko profit bhi ho sakta hay aur loss bhi . 50 50 chance hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #360 Collapse

                                nahi hame yaha py indicator loss say nahi bachatay hain balkay humara tajurba sirf haem yaha pay loss say bachata hai jo k hum yaha say hasil kartay hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X