Kia Indicators hume loss se bachate hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #391 Collapse

    Dear indicators just apko apni prediction batate hain,aur ye just technical analysis mein shamil hota hai,is ke ilawa apko market se related news bhi dekhni hoti hai jo market ka trend hi change kar deti hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #392 Collapse

      Indicators say apko kafi faida mil sakta hai is say yeh pata chal jata hai k markeet ka rujhan by ya cell ki taraf hai ap ko is say kafi help mill jati hai . indicator kabhi kabhi ghalat bhi ho jata hai jis ke waja se nuqsan bhi uthana par jata hai is lye indicators ke saath saath khud bhin dehan dena chahye
       
      • #393 Collapse

        hamein loss say bachanein ka asal zariya to hamara tajarba aur knowledge he hai lekin online forex trading kay liyay jo tools available hain unka koi na koi use to hai shayed issi liyay kaha jata hai keh indicators hamein loss say bachanein mein help ker saktay hein;
         
        • #394 Collapse

          Indicators say apko kafi faida mil sakta hai is say yeh pata chal jata hai k markeet ka rujhan by ya cell ki taraf hai ap ko is say kafi help mill jati hai .. han indicator kuch help tu krte hain hamein trade krne mein k kis waqt kis pr trade lagaein tu hamein profit dey sakti hai pr mujhe jo theek lagta hai main tu wohi krti hoon.
           
          • #395 Collapse

            han indicator kuch help tu krte hain hamein trade krne mein k kis waqt kis pr trade lagaein tu hamein profit dey sakti hai pr mujhe jo theek lagta hai main tu wohi krti hoon
            • #396 Collapse

              Indicator helpfull hotay hay Larkin sath sath ap ko khud b market ko dakhna ho ga sirf indicators pr brosa acha nai.
              • #397 Collapse

                ji han kafi had tak hum indicators ki help se loss se bach sakte hain and is business me loss se bachna hai to hum ko indicators or signals both ko use karna ho ga or news ko follow karna bhi must hai .
                • #398 Collapse

                  je han dear indicators ki help se ham log loss se bachty hen indicators se ham ko market ka elam ho jata he ke kis time market up ho gi kis time markte down ho gi or pher ham us hesab se trading kar sakty hen.
                  • #399 Collapse

                    g haan bilkul indicator hamein loss se bachate hai agar ham indicators ko istimaal krna sekh jayein ye hamari madad kr sakte hai forex mein lekan mein khud b indecator ko istimaal krna nahi janta is liye mein ap ko kia bataooon
                    • #400 Collapse

                      nai ye ap nai kh saktay agr ap indicators ko hi dekh kr trade krain gy to some time ye galt b hoty hain or ap ko is ka loss b hota hai.haan ap is ko apni trade per chk kr skty ho k ye sai hai ya nai.ap ko trend k bary mai btatay hain.
                      • #401 Collapse

                        dear agar hum demo me learning kare to bee hum lost se bach sakte ha i. indicator to bahot hee acha cheez hai . agar hum indicator ko pehle learn kare aur os ke baad ose proper tareeke se use kare to hum kar sakte hai ke apne aap ko lost se bachahye
                        • #402 Collapse

                          indicators bhe best tools han. but ya almost 60 % tak true hotay hn. some times hamin loss ko bhe face karna parhta ha. isi lye hamain just 1 , 2 he best indicators ko use karna chyae. or ma RSI indicator ki help sa he trading karta hon.
                          :cool::cool::cool:
                          • #403 Collapse

                            datay hayn kah ham kis taraf ke deal lagay magar mayn to apnay indicator khud banati ho is kay liay eligator aur rsi line bohat help full hay hamay direction batatiyeh pata chal jata hai k markeet ka rujhan by ya cell ki taraf hai ap ko is say kafi help mill jati hai
                             
                            • #404 Collapse

                              jee ha bhi jaan indicator humain loss say bachahta hay q kay yi indicator he to hay jo humain loss say bahchatay hay q kay humin pata nahe hota kay market up jayga ya downyi humain batata hay so yi humay bachata hay big loss say
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #405 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: aqeel1234567 پيغام ديکھيے
                                Salam Mera ap sab se sawal hai kia indicators hume loss se bacha sakte hain agar loss se bacha sakte hain to kaise bacha sakte hain.
                                Mery khyal main idicators humay market ka btaty hay keh konsi side main movement ho sakti hay aur agar hum ziada indicators say aik he signal mil raha ho to humay chahiey keh usko follow karen.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X