Kia Indicators hume loss se bachate hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #421 Collapse

    Forex is a money making machine. but we should know that forex trade business is a money loser machine too. so we should need use indicator. indicators is more helpful for us.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #422 Collapse

      Indicators humien.loss s nahi bacahte balkae humein prediction detien h k next session ya next hour asa ho skta h to phr trader indicators ko smjate huwae r apne experiec s trade krta h r loss s bacta h best trader wohi h jo good startgy apnata ho
      • #423 Collapse

        nice thread brother, and yes indicators nuqsan se bachata hai kyun ke wo markete ka rukh batata rehta hai, lakin hum indicator pe mukamal bharosa nahin kar sakte kyun ke indicator kabhi kabhi ghalat bhi ho jata hai jis ke waja se nuqsan bhi uthana par jata hai is lye indicators ke saath saath khud bhin dehan dena chahye.
        • #424 Collapse

          ji haan meray khayal mein tou humein indicator loss se bachatay hain iss se mein achay trend dekh ker hi apni trade ko start kerta hoon aur apna profit hasil ker leita hoon mein bollinger ban aur moving average ko use kerta hoon.
          • #425 Collapse

            forex market men indicater hamain help kerty hain market ko chek kerny men or in se ham achi strategy bana ker trading kerty hain or ye hamain loss se nahi bachaty ham ne khud in se help le ker achi trading kerni hoti hai.
             
            • #426 Collapse

              ge haan indicator hamen loss hone se bachate hain wo hame bachane ki kosish karte hain so app ko indicator par trust karn chahei wo app ka bhala chate hain .....
              • #427 Collapse

                indicator ap ko loss sa nai bachata bus ap ko kuch idea data ha market ka bara ma ka market ab up jay g ya down is par amal karna na karna ap par depand karta ha ya kafi zayda helpful b hota ha par kabi kabi in ki waja sa loss b hota ha.
                • #428 Collapse

                  no brother indicator apko loss kra deta hai jab tak ap forex me markit ko khud sy follow ni kre gain tab tak apko indicator b koi fiada ni dy kiyun k indicator bhoot hai lekin un ko follow kerne sy hi hame woh kuch fiada dete hain
                  • #429 Collapse

                    Yes my friend indicators hoty hbi is liye hain k hum loss se bach sky if we follow the indicators we will never be in loss because thes are the best forex trading forum friend which can save us from loss of a huge level
                    • #430 Collapse

                      baat ye hay ap ka indicator acha hona chaiye hona chaiye tou yakeenan ap loss se bach saktay hain forex business duniya ka best business hay agar ap kay paas behtar knowledge ho aur ap interst se good learning zaroori hay ap ko aik kuch best skills ki need hay har haal mei then success milay gi
                      • #431 Collapse

                        jee han forex tarding mainindicator ki waje s elog iss main achi earning ekr elte hain agar ap ko iss business main kamybi hasilo kerni hi too ap ko rpoer learning kerni ho gi orr ap ko pehle indicator ko demo accoun tmainuse ekrna ho ga jab ap iss ki karkardgi se mutmin ho ge then real mian use ekrna
                         
                        • #432 Collapse

                          w.sallam hamaein indicators per depend nahi karna chahye hamein apni save side dekh kr save trade karni chahye or indicators hamaesha accurate nahi batata agar hum sirf indicator per depend karenge to fundamental analysis kese karenge kyu k hamein pata nahi hota k kis country mai kya chal raha hai agar indicator hamaein buy ka signal de or market achanak sell hojaye to hamein loss ho sakta hai isliye hamein indicator ko as a supporter use karte hue profit earn karna chahye
                          • #433 Collapse

                            main is cheez par depend nahin karti hun keh indicator hamen loss se bacha saktey hain aur loss sey hamen just apna knowedge aur experience hi bachata hey otherwise hum kabhi bhi loss se nahin bach saktey hain.
                             
                            • #434 Collapse

                              yes forex tradinng main bohat he achi achi indicators hain .f os is main agar app logo ko forex k bary main pata ho tu app is main kisi be pair k bary main indicator ko use kar is main kisi be pair ka trend pata chal saktaha hian jiss main app log trading kar is main ek bohat he acha profit earn kar sakty ho or is main app logo ko koye be problem nahe hogah
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #435 Collapse

                                indicator boaht he achi cheez hay hamain market kay baray main zeada elam to nahe hota mager ye baat hay kay ham market kay short term ko samjh jatay hain aur market main say hamain peak aur bottom kay khatam honay kay ishara mil jta hay jis say ham apnay order laga saktay hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X