Kia Indicators hume loss se bachate hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #541 Collapse

    indicator hamaray liay baray hi faidaay maind hain is se hum anay wali surat hal se indaza laga saktay hai k is waqt market ka trand kis taraf janay wala hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #542 Collapse

      yes dear indicators hume loss se bachata hai kyu ke is se hum trading ke bare me informations milti hai trading ke bare or hume guid karta hai ke market ko analyse kar ke trading kaise karni chaiye phir hum trading karte hai to hume profit ziyada hota hai or loss bi kam ho jata hai
      • #543 Collapse

        Indicators ka hamain kuch faida hota thori bohat madad milti hai laikan sara depend indicators pay ni kar saktay .Indicators trading kay doran sirf kuch ideas say aware kartay hain .Indicators say ziada market news say update rahnay say madad milti hai .Kion kay market daily up aur down hoti rahti hai .
        • #544 Collapse

          well mere khyal main to agr aap indicater ka sahara le k kaam karte ho to phr aap kabhi bhi profit main nhi ja skte q k aap ko apny aap pe bharosa to hota nhi hai es liye aap ghaltiyan karte ho or aap ko un ki saza bhi milti hai
          • #545 Collapse

            janab indicators humy loss se to nahin bachate mager ye humy market ka treed bata dety hain ke marekt kis taraf jay ki ab sell pe ya buy pe.
            • #546 Collapse

              miry kahyal sy to indicators hamy loss sy ni bachaty balky indictors sy ham just idea lagaty ha k market k trend kya ho ga es ki movment kya ho skti ha next en ki madat sy ham just apny mind ko thori help dyty ha baqi sab hamary knowledge or experience py depand karta ha k ham loss sy bachty ha or profit earn karty ha k ni.
              • #547 Collapse

                profit earn ni kar faida hota hai jesa ke market main indicator ki mada se ham skty ha es lia hamy chaheya................
                 
                • #548 Collapse

                  Stop loosing is a signal for big investor and indicator for small traders of the Forex trading that take the decision and stop the trading in real and come to the demo trading and practice to get the knowledge for the mistakes which have done.
                  • #549 Collapse

                    Indicators are our good friends. we have to make a good use of indicators to make the business profitable. But they can not safe us from loss.
                    • #550 Collapse

                      i think marey kahyail say jha tak ma jhanta ho hume loos say foraex taredinge pay sirf indicators hi basaha saqta hai ager os ko istamil kia jhy to ...........
                      • #551 Collapse

                        indicators nuqsan se bachata hai kyun ke wo markete ka rukh batata rehta hai, lakin hum indicator pe mukamal bharosa nahin kar sakte kyun ke indicator kabhi kabhi ghalat bhi ho jata hai jis ke waja se nuqsan bhi uthana par jata hai is lye indicators ke sa
                        • #552 Collapse

                          forex

                          han ge bilkul ye hmari help krta hai is se hum market ke bare main bhe information hasil kr skte hain or pata kr skte hain ke aj kaml market main kia ho raha hai ye bht cha hai.
                          • #553 Collapse

                            jee han forex tarding main bohat se indicator hain jin ko use ekr ke ap log loss se bach sakte ho orr iss main ap asni se kamybi bi hasil ekr sakte ho iss main ap ko agar indicator ke abre main theek se learning ho gi too hi ap iss ko follow ker ke acha profit le sakte ho
                            • #554 Collapse

                              No they can not safe us from loss but they always help us to make a good trading plan here. so we have to use them in forex trading.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #555 Collapse

                                indicators nuqsan se bachata hai kyun ke wo markete ka rukh batata rehta hai, lakin hum indicator pe mukamal bharosa nahin kar sakte kyun ke indicator kabhi kabhi ghalat bhi ho jata hai jis ke waja se nuqsan bhi uthana par jata hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X