Kia Indicators hume loss se bachate hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #586 Collapse

    nhi brother indicoters ishare hote hein kbhi sahih or kbhi galt agar apko loss se bachna hy
    to economic celendre ko samjhna ho ga or news ko parhna ho ga or ptrns ko ye 3 chezein sekh lo loss nhi hoga
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #587 Collapse

      indicator ka matlub rastaa deekhana hain hain or ofcourse yeh hamee loss se bachaa lety hain pr hum ko rahsta dehkaty hain k hum a=ko agla step konsaa lena hain agy
      • #588 Collapse

        My dear friend hum ko indicator loss sa nahi bacha sakta hai kyun ka Forex trading main agar loss nahi yeh ho nahi sakta is liya chahiya ka hum stop loss use kar rahan ta ka humara pura amount khatam na ho agar humara balance ho ga account main tu hum apna loss recover kar sakta hain.
        • #589 Collapse

          jee bhai bilkul indicators hamari bohat help kerte hen lekin iska matlab yeh nahe he ke ham poori trhan indicators per depend keren aesa bilkul nahe he indicators hamari madad zarur kerte hen lekin sirf market ko indicate kerte hen future nahe btate islye ham poori trhan us per depend nahe ker sakhte ..
          • #590 Collapse

            nahi aesi b koi baat nahi hai forex me agar hume koi loss say bachata hai to wo hai humara experience jiss say aap kaam karnay hain jo b yaha pay experience say apnay kaam ko kar leta hai wo kam ko samjh leta hai.
            • #591 Collapse

              i think mary khayal sa ja thak ma janta hu k awal hai kia indicators hume loss se bacha sakte hain agar loss se bacha sakte hain to kaise bacha sakte ha.........
              • #592 Collapse

                indicator ka mtlb hai hint krna ye apki assistance kr skty hain magar loss sy nae bacha skty ap is sy jitni ho sky help lein
                • #593 Collapse

                  ji han forex mai loss se bachny k liye trade lagany se pehly market ko achi tarha study kiya jae or indicators pe bhi nazr rakhi jaye or jab munasib lagy k trade is waqt profit mai ja sakti hai bas us waqt trade ki jaye or stop loss ka use lazmi kiya jae kiun k yeh kafi had tak hamen money loss karny se bachata hai...
                  • #594 Collapse

                    g dear.. indicators Forex trading main aap ko bohot help karte hain..aap ko kafi achi guidance mil jati hai aur market trend ka bhi thora idea hojata hai jis se trade karne main asani hoti hai.
                    • #595 Collapse

                      ji yeh tool hamari help k liye hi develope kiya gaya hai k hum is se apna profit barhayein aur loss kam karein. indicators basically apko guide krne k liye hain k market ka trend kis taraf hai
                      • #596 Collapse

                        ji han bilkul indicator apko loss se bacha saktay hain q k indicator se apko bht se ideas miltay hain help milti hai k apko kis waqt kya krna hai buy krna hai ya sell q k ye apko market k ups nd down ka achi tarah bata daitay hain........aur indicator agr ap perfect hain to khud bhi bana saktay hain........
                        • #597 Collapse

                          ji han bhai indicators hum ko heavy loss hone se bacha lete hain hum ko indicators lazmi use karne chahiyen taa ke hum ko acha profit mil sake or hum bare loss se bhi bach saken .
                          • #598 Collapse

                            ji hhnn bikul indicator sey eik tarha sey faida he tota q indicator market ka baray mai bata hai k market mai kia chal raha b or p inn dono mai sey tou sahi hai ager app indicator lo
                            • #599 Collapse

                              ji han aksar indicators hain mt4 mai jin ko agar samajh liya jaye tu un say trends banaya ja sakta hai aur phir us ki waja se future trend predict kia jata hai,. like bolliunger bands waghera aur is trah kay mukhtalif indicators hain jo ap ko loss se bacha sakte hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #600 Collapse

                                98% people loss their money because lacking of knowledge. If you have no proper knowledge about this business then you always fall in loss. Actually this business need highly knowledge and experience.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X