Kia Indicators hume loss se bachate hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #601 Collapse

    bhai indicators ap ko loss say tab he bacha sakty hain jb ap ko indicators ka sahi treky say istmal ata ho lakin ye zarori bhe nhi hota hay indicators kay mutabik lagai gae trade ap ko 100% profit he day ge thek indicators use kar kay bhe ap ko loss ho sakta hay ksi bhe time
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #602 Collapse

      As i think that indicators help us to make us save from getting loss in the forex trading business however we must need to have a good experience and practice on demo account because as we all know that practice makes a man perfect so if we use the indicator correctly than we can able to earn good profit from forex trading business.
         
      • #603 Collapse

        yar me kisi b indicator pe beleive nahi krta g forex trading me ap ko bata dun g ap economy calender ko ager samaj jayn or technical ko b to ap forex me achi kamyabhi le skte ho g nahi to indicator base b nahi
        • #604 Collapse

          g han dear kuch achy indicator hameen forex k bary mein kuch guide karty hain jis sy kafi market ki movement k bary mein pta chal sakta ha or kafi achi earning ki ja sakti ha
          • #605 Collapse

            indicators nuqsan se bachata hai kyun ke wo markete ka rukh batata rehta hai ye kaafi had tak theek raey btata hy is hisaab sy trade LGA kr profit earn kr sakty hain
            • #606 Collapse

              ji han dost agar apko indicator ka proper use aata hay to ap loss say 80% tak save reh saktay hein,jasay k ap stock astic ki misal lein lay mene khud is per kafi work kia hay isko agar agar proper samjh kar is k mutabik trade ki jaye to apko profit he hoga,
              • #607 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: junaidkhan پيغام ديکھيے
                Indicators say apko kafi faida mil sakta hai is say yeh pata chal jata hai k markeet ka rujhan by ya cell ki taraf hai ap ko is say kafi help mill jati hai .
                Han bhai jaan sahi baat hai hume indicators se market ki up and down reprt mil jaati hai jo ke hamare liye kafi help ful hote hain hume in se kami profit hasil hota hai......
                 
                • #608 Collapse

                  Indicators trading men yaqeenan help kerte hen lekin in ko use kerne ke lye hamen learning aur experience ke zaroorat he. indicator ke madad sy hamen market ke utar aur charho ka pata chalte, is ke elawa market is waqt selling ke tarf he ya buying ke taraf.
                  • #609 Collapse

                    In forex trading business there are different indicators are available and we can able to make good trading with the help of those indicators because as we all know that there are such a good indicators which gives us a good analysis and we can able to make good money in the forex market and become save from loss in forex.
                     
                    • #610 Collapse

                      jii han bilkul indicator loss hony se bachata ha iss se humein market ka rate up r down k bary mein pta chlta ha.
                      • #611 Collapse

                        indicators aap ko future ki khabar dete hen agar ap indicators ko achi tra understand krte hen to yeh ap ko faeda de ga lekin agar ap is ko understand nahi kar skte to yeh ap ke lie nuksaan create kar skta he
                        • #612 Collapse

                          indicatore hamayn koch ideas day datay hayn kah ham kis taraf ke deal lagay magar mayn to apnay indicator khud banati ho is kay liay eligator aur rsi line bohat help full hay hamay direction batati hay
                          • #613 Collapse

                            Loss see bachany kee liyee app koo pehlee technical analysis koo achi tarahn study karna paree ga aur ess mein hum technical indicators koo study kartay hain aur ess see hum apni trading knowledge enhance kar kay loss see bach sakty hain
                            • #614 Collapse

                              salam main new hon is ka knowledge na ha lakin yhi khon ga keh jo bhi forex kay bary main chezain mjhny hain woh lazmi sekhna hain acha trader bnna ha to yeh krna ho ga phir profit ho ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #615 Collapse

                                dear sir me to abi is forum pe kuch arsa hua hai k isko join kiya hai or muje iske bare me itna experience nhe hai me abi isko sekh rahi hun or mene abi tak koi real trading nhe ki jis k bare me aap se kuch keh sakun me abi demo par practice kar rahi hun,...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X