Kia Indicators hume loss se bachate hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #616 Collapse

    kuch indicators hute hain jo ap ko loss se bacha sakte hain like RSI waghera un mai aik specific strategy huti hai jis ki base par ap earn karte hain laikin aksar market unexpected move karti hai tu aisi condition mai ap ko indicator ki waja se loss bhi hu sakta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #617 Collapse

      sab se pehle humien indicators ko demo account pe use kar k try kar lena chahiye us se humien andaza hojaye ga k indicators humare lye kitne useful hain then us k baad hi humien indicators ko live account pe use karna chahiye and agar hum indicators ka proper use karen ge to hum zaror indicators ki help se loss se bach saken ge.
      • #618 Collapse

        indicator jitna merzi acha q na ho us per bileve nai kerna chaiya ager trend and indicator and new aik he baat ker ray hon phir jitna bara ho volume lay ker trade ker lo faida he faida hai
        • #619 Collapse

          Yes some time if you understand the position with the indicators then you save your money with the big loss and this is very good for your business and your money.
          • #620 Collapse

            Jee han indicator hume loss se bachatay hain lekin aisa possible tab hi hai jab ap nai market analysis ko proper study kia ho or market currency se update hon.
            • #621 Collapse

              Bilkul bhi nahi, indicators hamari trading or plan ko destroy kar dety hain. Me ne personally har indicator like (RSI, MACD, BB, Parabolic SAR etc.) sab ko use kar ke dekha hai magar jo planning or twist humen real price action trading de sakti hai wo indicators nahi de sakty or humen support or resistance ki base per hi trading karni chahiay sirf or sirf level base trading hi profitable hoti hai.
              • #622 Collapse

                ji haan mere khayal mei ntou forex tarding busienss mein indicators hi humein trend k bare mein batatey hain iss se hum achi tara se tarde ko ker saktey hain.
                • #623 Collapse

                  indicator hamy 100% to nhi mgy 70,80% tk loss say bacha rha hota hy forex may 100% to wesy bhi kush nhi hy bs ap ki expitation hy ar market apni mrzi say chalti hy hmary kehny say nhy
                  • #624 Collapse

                    I am a new trader indicators are useful for trading and they administer you the accumulation about that now you are going to lose your money but indicators are in message are not reclaimable but galore members and traders say that these are reputable and I heard whatsoever traders that these indicators are not efficacious and I have no much idea about indicators.
                    • #625 Collapse

                      mere bhai Indicators say apko kafi faida mil sakta hai is say yeh pata chal jata hai k markeet ka rujhan by ya cell ki taraf hai ap ko is say kafi help mill jati hai .
                      • #626 Collapse

                        aby tjhay chodny aun agr to bolti hai to saba gand murwao ;;0indicatore hamayn koch ideas day datay hayn kah ham kis taraf ke deal lagay magar mayn to apnay indicator khud banati ho is kay liay eligator aur rsi line bohat help full hay hamay direction batati ha
                        • #627 Collapse

                          indicators sey ham kcuh malumat laey saktey hain magar ye fully tor par accurate nahi hotey isliye full bharosa nahi kar saktey .
                             
                          • #628 Collapse

                            indicators se aap ko kafi faida mil sakta hai is se ye pata chal jata hai k market ka rujhan buy ya sell ki taraf hai aap ko is say kafi help mill jati hai
                            • #629 Collapse

                              indicators ishara deney k liye hote hian magar ye fully tor par sahi nahi hotey inko ikatha laga kar ap check kar sakty hain.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #630 Collapse

                                yes dear indicators s kafi had tak help li jaskti hy or wo bho os waqat jab trader k pas forex ka kafi sara knowledge ho. ham ye to nai keh skty k indicators hmen losses sy 100% hi bcha lengy. mgr in sy kuch na kuch faida zaror hasil hota hy in ka nuqsaan nai hy.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X