Kia Indicators hume loss se bachate hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #631 Collapse

    Yes dear indicator hamein loss se bacha saktay hain . Agr indicator nichay ki tarf ja rahay hon to market value bhi nichay jare gi or agr yeh uper ja rahay hon to market value bhi upper jati hai . Hmaein 2 ya is se zayada indicators use karnay chaiye ........
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #632 Collapse

      agar ap forex trading me acha result hasal krna chatey hai to ap ko chahey key forex trading me indicators key barey me ziada sey ziada janey to acha hai is sey ap forex trading me acha result hasal kr saktey hai aur ap forex trading me agey tk ja saktey hai..
      • #633 Collapse

        salam! mere qabele ehtiram doston forex trading marketing ki ek esi trading website he jo ap ko kafi munafa deti he as a part time job r mai is wesite pe new hun is lye mai is k bare mai ziada hi jata mai to bs is pe posting kar ta hun baqi kam mera dost kar ta he ap logo ka shukria forex k bare mai itni malmat dene ka .
        • #634 Collapse

          Yes dear friend you are right i am fully agree with you... indicator humara lose hone se bachata hai kun.ke indicator ik aisa tool hai jo hume forerx may lose se save karta hai kun ke ye khud trading and analysis ki help.se banta hai...
          • #635 Collapse

            g bilkul indicators humy nuksaan sy buvha skty hain ur kasy buchaty hain mjy iska pta nahi hai q ky mai ny forex ko kuch time phly he join kia hai.jtna ilam tha apko bta dya
            • #636 Collapse

              Hn d friend yeh aik acha thread post kya hai ap ny indicators humain aik acha idea de dety hain k hum us ki madad sy idea laga len k market ka trend kya hai humain kis direction mai trade lagani chahye but yeh hamesha sahi nahi hoty hain so humain totally is pe depend nahi karna chahye
              • #637 Collapse

                nahi aysi bat nahi hay kay ye hamen loss say bachatay hen han ye bat zaroor hay kay indicators ki madad say her koi market trend ko watch ker sakta hay kjis per amal ker kay loss ko kam say kam karna easy ho jata hay.
                • #638 Collapse

                  indicator ka work he ham ko singal dena he agr best indicator ho to wo ham ko ache signal de to fr ham se loss nahe ho skta he aor ham profit hasal kr lete he es le ye aik signal me hamare help krtah he
                  • #639 Collapse

                    dekhiye ye nhi kaha ja sakta hy insan ko loss se bilkul 100 percent bchate hien lakin aisa hy
                    ke ap ki bhut zyda help karte hien bhut zyda ap ko fyda dyte hien
                     
                    • #640 Collapse

                      g han mery bhai forex trading business me success hasil krny ky liy indicators boht ehm kirdar ada karty hen indicators 80% theek decision bataty hen in sy hamen ye bhi pta chalta hy ky ab markey sell men jay gi ya buy men market ky trens ka pta chalny ky bad hum in sy boht acha profit hasil kr sakty hen
                      • #641 Collapse

                        Mere bhai ap ney bhot hi ach sawl kiya hai g mere bhai bilkul indicator humein kuch ideas deta hai jin ko use kar k hum loss se buch sakty hain or achi trading kar k eaning kar sakty hain.
                        • #642 Collapse

                          mery khayal mein es ke bary mein har kisi ki apni apni ray hai kiu ke forex trading ke business mein baz trader indicator use karty hain or baz nahi karty hain.
                          • #643 Collapse

                            mai aap ko ye batana chahta ho ke indicator aap ki help kar sakta hai trading mai wo aap ko aik rasta bana ke dai daita hai ,,ke ye karo aur ye na karo ,,... market ke bare mai aap ko inform karta hai ...to mere khyal mai indicator buhat acha hota hai
                            • #644 Collapse

                              Ji janab aapki baat ka javaab yahi hy aik indicator bandy kibohat gelp karty hynvo bandyko market ki news ka bata dety hyn aur unka samjha bhi dety hyn indicators humym bohat faida is tarah bhi bataty hy ke jab hum indicator ko follow karty hyn to hum mistakes bohat kamm karty hyn jis se humko bohat acha profitmilta hy.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #645 Collapse

                                mery khayal mein es ke bary mein har kisi ki apni apni ray hai kiu ke forex trading ke business mein baz trader indicator use karty hain or baz nahi karty hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X