Kia Indicators hume loss se bachate hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #481 Collapse

    g hai indicator hum ko forex trade k business mei lost se zaror bach tay hai aur ye hum ko aik aik minute pe agahi muhayab kartay rahty hia forex ki market mei in ka bohat hi zarori kirdar hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #482 Collapse

      G han indicatrs hama market ki halat btaty ha lakin ham indicators par mukamal barusa ni kr sakta q k indicators kbi kbi ghalat b ho jaty ha
      • #483 Collapse

        Han indicators se hume kafi had tak signals dete hai ke market kab aur kis waqt oper aur niche ja sakti hai han indicators hume kafi had tak loss se bacha sakte hain lekin indicators hume kabhi sahi aur kabhi galat signals bhi dete hain.
        • #484 Collapse

          sir ap ne jo lafz use kia hai bachate ye tu mai phali baar sun raha hu meri english veek hai or mai forx mai b new hu ases ata mai seekh jhau gaa or in chazoo k bary mai maloom hu jahy gaa k ye kia hai or kia ni fil haal tu mai post sekh raha ahu or muj ko tu kafi maza aya yeboth simpil kaam hai kahi b ham kar sakty hai es ko
          • #485 Collapse

            Indicator huma btata ha ka kis tarha loss sa bacha ja sakta ha ku ka un ko selling n buying ka knowledge hota ha N jis ki waja sa wo huma loss sa bacha sakta ha G
             
            • #486 Collapse

              bhai kheayal m indicatore hamayn koch ideas day datay hayn kah ham kis taraf ke deal lagay magar mayn to apnay indicator khud banata ho is kay liay eligator aur rsi line bohat help full hay hamay direction batati hay
              • #487 Collapse

                g bikul kahin dafa ye bacha sakta hai lakin totaly depend na karaain apna experiance bhe is tamal karain ....wo ziada behtar rahee ga ke agr ap indicator kr sath apna experiance bhe use karain tooo
                Forex
                • #488 Collapse

                  jab ham trading kerty hain to analys kerny k ley hamain indicatoers ko bhi use kerna perta hai jis se ahamain market ka thora expericne hota hai is se hi hamain market men kamyabi milti hai or loss se bachty hain.
                   
                  • #489 Collapse

                    bhaia jan mujhy es bary man pta naha ha q k man ne kabi isy us nahan kia man sirf news par he dehan deta hon or mujhy to wohe best lgi ha bas indicatr ka mujhy pta naha ha a
                    • #490 Collapse

                      Dear, dekhen indicators haman market k trend k bary main information dete hen aur kafi hud tak aek achi information dete hen lekin haman hamesha he is par depend nai rahna chahiey kiu k ye haman loss b kar skte hen
                      • #491 Collapse

                        jee indicoters ap ko fayda to dyte hein mgar ap ko yaqeeni loss se nhi bcha sakte kyun ke wo bhi andaze pe hote hein mgar ap agar apni mehnat se karein gy to zyada behter hy
                         
                        • #492 Collapse

                          Yes indicator is very good in forex for a trader and we can analysis the market trend and work for short term trade and easily earn some pips with help of indicator.It is risky business and only depend on proper guide line and experience.
                          • #493 Collapse

                            yess dear q nahi bilkul bacha sakty hn indicators nuqsan se bachata hai kyun ke wo markete ka rukh batata rehta hai, lakin hum indicator pe mukamal bharosa nahin kar sakte kyun ke indicator kabhi kabhi ghalat bhi ho jata hain aur loss b kerva sakty hn
                            • #494 Collapse

                              g ha bhai jan indicator se apko forex online tread business ki market ki up down k bare mai pata chalta hai aur app is market ki bare mai analysis karke achi profit kar sakte hai so indicator is very healp full for forex tread business .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #495 Collapse

                                yaar jo indocator ache hote hain woh humain loss se bchate hain lakin jo ache nahi hote woh humain loss k qareeb late hin iss lye humain indicator ko soch samajh kar choose karna chahiye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X