Kia Indicators hume loss se bachate hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #511 Collapse

    indicators nuqsan se bachata hai kyun ke wo markete ka rukh batata rehta hai, lakin hum indicator pe mukamal bharosa nahin kar sakte kyun ke indicator kabhi kabhi ghalat bhi ho jata hai jis ke waja se nuqsan bhi uthana par jata hai is
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #512 Collapse

      Bhai jan indicators sirf hmain market ,ki prediction k bare main information provide krte hain or ager hm in pe kuch amal krte hain to hm bohat had tak apnay losss ko minimize kr skte hain
      :p..........No One is perfect and I am No One........:p
      • #513 Collapse

        ji haan!!!indicators humen loss se bachate hain!!agar ap apni trading me indicators use krsakte hain to ap ko indicators loss hone per indication de dete hain jin se phir ap loss se bach jaate hain!!
        • #514 Collapse

          han bhai agar aisa kuch chakar hai jis say koi b loss na ho to please humay b btaye and please some one senior reply must on this thread.It can be very helpfull if there is such a way.
          • #515 Collapse

            g han mere bhai agar ap log indicators ka sahi istimal jante hen to in maqsad hi sirf yahi ha k ye ap ko loss se mehfooz karen. is lia indictors ko samajhana baut achi bat ha,....
            • #516 Collapse

              App ko loss kabhi bhi nahi ho ga app ko bus lot size aur app ko market ka trend bus pata ho tu app ko koi bhi cheez nafa dene ke liye app ko help kar saktai hay aur app ko apni strategy aur apne indicator ko use karna ata ho .
              • #517 Collapse

                indicators nuqsan se bachata hai kyun ke wo markete ka rukh batata rehta hai, lakin hum indicator pe mukamal bharosa nahin kar sakte kyun ke indicator kabhi kabhi ghalat bhi ho jata hai jis ke waja se nuqsan bhi uthana par jata hai is lye indicators ke saath saath khud bhin dehan dena chahye
                • #518 Collapse

                  G han janab kuch had tak ap ke bat thek hy ye hmen bilkul to ni bacha sakta bt hm indicator k use se itna andaza laga sakte hain ka market ka ruhjan ,trend kis side pe hy sell ke traf ya buy ke trf
                  • #519 Collapse

                    indicators ki help say hum market ko predict karty hain or strategies banaty hain.ye indicators useful to hooty hian lekin hum 100% in pay believe nahin kar sakty.iss liey hum ik strategy main ik say zyada indicators use krty hain.
                     
                    • #520 Collapse

                      Indicators say apko kafi faida mil sakta hai is say yeh pata chal jata hai k markeet ka rujhan by ya cell ki taraf hai ap ko is say kafi help mill jati hai
                      • #521 Collapse

                        may be mjhe is bare me koi khas knowledge nhi he or jitna me janti hn k indicators hamen batate hn k market k level kis taraf jrha he.
                        • #522 Collapse

                          As i think that in forex trading business that indicator where give us help to become safe from loss but some time due to indicator we get also loss when forex market move against the indicator so we also need to have a good knowledge to make our own technical analysis to become more safe from any big loss in forex trading.
                           
                          • #523 Collapse

                            wa salam han mje lagta ha yes indicators hotay hi issi liye hen taake wo hamen sae trhan wala rasssta dikha saken so i think iss se loss k kam chances hotay hen :)
                            • #524 Collapse

                              G indicators humy her wakt marlket rates sa aga karty rahty ha g tu is sa humy market ka ilm rahta ha n hum loss sa bach sakty ha g
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #525 Collapse

                                wasalam friend yes indicators humy kafi help de skti hai wo hmy ye btati hai kis wqt kis pr trade kry ya trade ka sahi wqt knsa hta hai jis se humy proft ho but mjhe jo thek lgta hai me wohi krta hu
                                اصل پيغام ارسال کردہ از: aqeel1234567 پيغام ديکھيے
                                Salam Mera ap sab se sawal hai kia indicators hume loss se bacha sakte hain agar loss se bacha sakte hain to kaise bacha sakte hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X