Kia Indicators hume loss se bachate hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #496 Collapse

    dosto or bahiyo forex trading aik risky business hai aur yahan ager loss se bachna chahtay ho to indicators aur news dono ko use karo is se app ko help milti hai app ko pata chalta rehta hai kay kis pe trade lagani hai kis pe nahin aur app sahi waqt pe sahi jagah trade laga kay acha earn kar saktay ho........
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #497 Collapse

      bhai g indicators hume market analysis ya trend ko study krny me madad dety hain or indicators ki sahi combination se hum market ko predict kar sakhte hain or loss se bach sakhte hain...
      • #498 Collapse

        G Indicator humy loss sa bacha sakta ha G ku ka g ku ka wo buying N selling ka liya use hota ha n ap ko loss sa pahla bta sakta ha G
           
        • #499 Collapse

          indicators hamen loss sy bacha to ni sakty hain han bachny me thori help kar sakty hain indicators sy ham technical analysis kar sakty hain or market trend ko smjh sakty hain lekin 100 percent indicators par depend ni karna chahiay news ko bhe follow kar k fundamental analysis bhe karna chahiay tab loss sy ham bach sakty hain
          • #500 Collapse

            mery khyal sy indicators hamen loss sy bacha to sakty hain lekin 100 percent indicators par depend ni kar sakty hain hamen loss sy bachny me madad karty hain or hamen technical analysis karny me help karty hain indicators k sath sath news ko follow kia jay or fundamental analysis kia jay tab loss sy bach sakty hain
            • #501 Collapse

              g dear indicators to humain sirf ishara he dete he baqi kaam hum ne khud karna hota he is liye apne ap par depand karta he na k indicators par.
              • #502 Collapse

                Indicators ache hote hai ye humain trding mein help karte hai in se humain markete ka idea milta hai k markete aaj upper jaye gi ya down ho gi per hum sirf indicators per hi yakken nahi kar sakte humain khud se markete k pattren ko sumjna chahain aur indicators ise sumjne mein hamari help karte hai.
                • #503 Collapse

                  indicators humain help kar sktay hain lekin indicators pay bhi hundred percent bharosa nahi kia jaa skta hai islye humain chahye kay apnay andar abilities paida karain kay hum traders indicators ka sahara na lain aur khud apni abilities pay earn karain .
                  • #504 Collapse

                    Dear friend ji haan forex trading mein indicators humein loss say bachatey hein aur unn say humein yeh pata chal jata hai kay market buy jarahai yah sell jarahi hai.
                    • #505 Collapse

                      forex tarding main bohat se indicators hain jin ko use ekr ke ap iss business maina cha profit le sakte ho magar mere khayal main ap ko rubicon indicator ko use ekrna ho ga then hi ap iss main tAke profit or stop loss digit ko follow ekr ke kama sakte ho
                       
                      • #506 Collapse

                        • #507 Collapse

                          gi han bhai jan indicators say humko bohat faida deta hai kyun kay isay ye pata chalta hai kay market main is waqt kya ho raha hai aur agay kya hoga indicators boaht faiday mand hai
                          • #508 Collapse

                            Mery khyal main jee indicators humay guide karty hay keh market ko next konsi move ho sakti hay so humay chahiey keh indicators ki theak say setting kar kay use karen tab en say acha result nikal sakta hay.
                            • #509 Collapse

                              forex mai indicators hamy sirf ideas dythy hai k kab or kis waqt trade karna hai indicators sy hamy boht help milthy hai sahi direction ka
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #510 Collapse

                                indicators kay zariye humain market ki position aur movements ko samajhnay main madad milti hai indicators kay zariye app market ko analyse kar saktay ho jis se app ko kahan trade lagani chahiye yeh pata chal jaata hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X