Kia Indicators hume loss se bachate hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #331 Collapse

    nhi dear mera tu khyal nhi hai kindicators humein loss sy bachaty hain bs wo humein help krty hain trading krne main or mere khyal main humein khud market ko analyze krna ana chahye humein indicators k sahare nhi chalna chahye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #332 Collapse

      indicators humy loss say bacha to nhi sakty lakin humy kush idea zaror mil jata hay k es time humy kis treaky say trade karni chahye buy kia jay ya sell kia jay hr kism ka indicator achy khasy experience k sath main nay khud use kia hay lakin loss phir bhe ho he jata hay
      • #333 Collapse

        nai agar ap ka apny experience nai ha trading ma to koi be indicator ap ko loss sy bach nai skyta is lia ap ko trading join karna sy phela ap ko cha k ap demo par forex trading ki itni pratice kar la k ap ko loss he na ho ap ko forex ki market ko follow karna a ja phr ap ko kisi be indicator ki help lana ki be zarorat nai para gi.
        • #334 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: aqeel1234567 پيغام ديکھيے
          Salam Mera ap sab se sawal hai kia indicators hume loss se bacha sakte hain agar loss se bacha sakte hain to kaise bacha sakte hain.
          Dear indicator humain loss say nahi bachaty balkay market kay trend ka bataty hain kay yeh bullish hai ya bearish aur phir in ko dekh kar hum trading kar sakty hain.indicators ko agar hum achi tarah seekh len tu yeh humain baht faida dety hain.
          • #335 Collapse

            Yes dear hamen indicator loss say bacha sagta ha,and wo direction show krta ha,agr ham us direction pe chalengy to loss say bach sagty hn,ya trading men hamre boht bari help krta ha,agr ham is k through chalengy to acha trader ban sagty hn.
            • #336 Collapse

              indicatr se hamain market k trend ka thora buhat andaza hota hai jis se hamain market men trading kerna help mil jati hai is tarah hamain thora fyada ho jata hai or ye bhi keh sekty hain k is se loss se safe hho jaty han.
                 
              • #337 Collapse

                bai jan apko agr perfect knowledge and perfect experience ke sath trade karte ho to kisi bi indicator ki ap
                ko zarorat ni ap is mein acha earn kar jao ge
                • #338 Collapse

                  je han some time indicator app ko loss se buchate hain aur app ko es main ache result milte hain aur app ek kamayab tradeer ban skte ho es main muger es main sub kuch plan hota hai aur app ko ye laern karna hota hai so forex trading main ye kam hai
                   
                  • #339 Collapse

                    yes forex trading main indicator hamsi loss si baacha sakty hian kiyoo k forex trading main agar hami forex trading main ek acha expereince or knowledge ho tu is main app log kisi be indicator ko use kar k is main kisi be pari ka trading pata chal saktha hain jiss si pir app log bohat he acha profit hasil kar sakty ho
                       
                    • #340 Collapse

                      bhai nhn app ki strategy aur app ki planing app ko loss se deal karna sekhatee hai aur app ko es main ye batate hai k app ne age kase recover karna hai aur app forex main kube be hardliner na ho jub be kisi be strategy aur planing par kam kar app ye dekho k app es main cool mind aur soft way se khailo......
                      • #341 Collapse

                        han g indicators kafi had tk humari help krte he trading me or in ki help se hum achi trade ker skte he or profir earn ker skte he lekin in ko thik tareeke se use krna chahie ta k acha result hasil ho.
                        • #342 Collapse

                          indicators 50% thek hoty hn,ni to ziyada tar lose hi krwaty hn,kisi b indicator ko real acont me istimal krny se pehly demo me 1 month zaror chek kr lia jaye.
                          • #343 Collapse

                            ji haaaaan !!!!!! Indicators humein losses se baCha sakte hain ...... wO Humari help karte hain trading trend change karne me ' means jab market ka trend change hOne wala hO tab hUmein gUide line prOvide kar dete hain k ap kO loss hoga sO ab ya tO market se money nikal lein ya kisi dusri currency per invest kar dein !!!!
                            • #344 Collapse

                              Kia Indicators hume loss se bachate hai
                              Nai koi be indicator hamay loss say nai bacha sakta hay indicaotr siraf hamay trend batata hay kay market ka rujhan kes taraf hay up trend ke taraf hay ya down trend ke taraf hay trend malom karnay bad he hum apna order lahgatay hay
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #345 Collapse

                                koi indicaotr app ko loss se nhn bucha sakta hai app ko khud planing karne hoge ar app ko es main es trha success hasil karne hoge so forex trading man ye boht he important kam hai app ko karne hoge aur app ko es trha kamayabi hasil hoge
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X