Kia Indicators hume loss se bachate hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #286 Collapse

    indicator haman rahnumai datay hane k market trend ab kis taraf jay ga ya kis taraf ja sakta ha , lakin news ko bhi nazar andaz nai kia ja sakta or na hi mashawrat ko chhora ja sakta ha , indicator ka use bhi aana chahiay or ya kis taraf ka ishara ker rahay hane ya bhi janna zrori ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #287 Collapse

      For me candlestick trading is good because i did not like indicators in trading. All sort of indicators gives me much loss so i am using candlestick patterns like pinbar and outside bars in trading. These candlestick patterns are much profitable and reliable and gives me much money every time.
      • #288 Collapse

        bilkul indicators hume loss se bacha sakta hai aur is ke elawa indicators hume dusris information se agha krta hai k aap ne trade kaise lagani matlab yeh ke trade buy ki lagani hai ya buying ki aur is ke elawa indicators hame market ups aur down ke bare mai be information provide karta hai.
        • #289 Collapse

          ji han blkul indicators hume blkul loss se bacha skty hn mre bhai wo ese k hume wo kch ideas dyty hn jinki madat se hum unpe amal kr k loss se bach skty hn aur aage ja kr b hum kahen loss me ja rhe ho to hume chahye k hum indictors ki help zaroor lyn mre bhai
          • #290 Collapse

            alertness, interest, knowledge, news and other's opinion are the key resources which may keep you safe from loss in any business activity especially in forex trading. trading is not the game but a way to earn and learn wisely and gain knowledge.
            • #291 Collapse

              haan aisa hai kiun ke indicators hum ko sahi se guidance dete hain about forex trading hum ko signals bhi mil sakty hain or forex trading business me hum indicators ki madad se trend maloom bhi kar sakty hain.
               
              • #292 Collapse

                Mere khyal me indicator humari thori he help karty hai trading me indicator sirf ek chota sa idea he hota hai. Trader ko chahiye k wo indicators par ziada depend na kare balky apny knowledge k mutabik apny technical and fundamental analysis perfect kar k trading or is tarha he trader trading me loss se bach sakta hai.
                • #293 Collapse

                  g han indicator bhe market ko smjhney keh liey bohat ache chezz hti hain aur hmain trade open main kafi mdud kertey hain yeh market kh trend ko dikha rahety hain lekin ap is ko 100 % perfect to ni keh sktey hain lekin is sey aur koi best chez ni hey jis keh sath hm trade sure ho keh lga skain
                  • #294 Collapse

                    Yes in my experience indicators are only give us information about market trend but the candle stick only can give us huge information all about market trend and technical strategy planing for successful trading .
                    • #295 Collapse

                      No brrother mere khyal me indcator apko loss se bacha nahy sakta q indicator ke leye apko mukaml strategy ke zarurat hty he is ke badolat profit hasil kr sakte he
                       
                      • #296 Collapse

                        indicators loss se zaroor bachatay hen jab on ka intekhab durust kia jaae, sab se ziada acha indicator moving average hota he, support and resistat k sath trend line ko madde nazar rakha jae to kamyabi yaqeeni ho ti he.
                        • #297 Collapse

                          yes . forex trading main bohat he ziyda indicator hain . jiss ko app log use kar sakty ho agar app logo ko forex trading main ek acha expereince or knowledge ho tu app forex trading main indicator ko use kar is main kisi be pair ka trand ka pata chal saktya hain .jiss si app log forex trading main ek acha profit earn kar sakty ho
                             
                          • #298 Collapse

                            forex trading mai indecator hamari kafi help karty hain indecator hamy markeet k rukh ka batata hai isy sirf wo he use kar sakty hain jo trading k bary mai kafi janty hain hamy ziada sy ziada paractice karni chahiya ta k ham indecator ka sahi istamal karna a jy agar ham learning kary gy tab he earning kar sakty hain
                            • #299 Collapse

                              ji haan dear bahot hi achaa sawal kiya hai mera khayal hai ke ham sub ko indicators se help lena chahiye q ke indicators hamein ye bata ta hai ke aaj market theek hai ya nahi agar theek hai toh ham loss se bach sakte hai our agar nahi theek hai toh loss mein raho ge.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #300 Collapse

                                Achy indicator hamko lose se bacha skty hn,har indicator ko kam az kam pehly 1,2 week demo pe chek krna chahiye agr profit dn to thek warna koe aur indicator talash krna chahiye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X