Kia Indicators hume loss se bachate hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #301 Collapse

    jee han indicator ke istamalse bohat se log achi earning ker lete hain or agar ap ko bi indicator ko use kerna hi too mere khayal main ap ko bollengir band ko use kerna ho ga then hi ap iss main kamyab ho sakte ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #302 Collapse

      no brother mere khyal me koi be indicator hame loss se nahy bacha sakta q ke indicator be 1 he trader ne banaya hota he so apne ap me itne salhyat peda kr ke khud he strategy ho apke
       
      • #303 Collapse

        ji han bilkul indicators humen perfectly loss se bachate hain kyun kay inse hamain yeh faida hota hai kay hum apne indicators ko lagate hi isliye hain kay hamara loss kam se kam ho
        • #304 Collapse

          Dear mery khayl mian indicators hamary liye bohat hi benefit sabat ho skty hain agr hum ko indicators ko properly learn karey. Bollinger band aur RSI aik bohat hi achy indicators hay jo aap ko OFrex Market ka trend btany mian bohat hi helpful hain.
          • #305 Collapse

            listen brother indicator (technical analysis) hota he, aur indicator se hame trading karne ke lye way milta he jis se ham easily trade kar ke profit earn kar sakhte hen. but indicator ki understanding boht tough hoti he zeyda tar trader indicator ki startegy ko samjh nhi pate, men aap ko yehi advise donga ke aap moving average and alligator indicator use kare because yeh boht easy he....
            • #306 Collapse

              indicators jo he wo traders ko market ko analyse krne me help kte he ager ap k paas ache indicator he to ap acha eran ker ske ge so work hard and earn more and more from this buisniiss
              • #307 Collapse

                walaikum assalam,g bhai indicators hamain loss sy bachaty hain,yh hamain market k up and down k bary mai btaty hain is ke maja sy hamary loss hony k chances kam hojaty hain
                 
                • #308 Collapse

                  Indicators can make us warning about the loss but they actually not directly able to safe us from loss. we can use the stop loss option for avoid our loss in forex business. Happy trading.
                  • #309 Collapse

                    yes indicators can safe us from loss. but we need to knowledge to use indicators and we also need to be so careful about loss. Thanks brother for the so nice thread. Best of luck.
                    • #310 Collapse

                      indicaters se hamain market ki thori buhat movment ka knolwedge milta hai jis se hamain trading kerna easy hota hai or is tarah hamain loss bhi kam hota hai is ley indicaters achy hoty hain loss se safe rehny k ley.
                         
                      • #311 Collapse

                        indicators ap k k loss k khatry ko kam kar tay han par ager ap pori tarha indicator ka sahar lo gy to loss hi ho ga bass indicator ap ki eslah karty han k market k position kana ha baqi ap khud martet ko dahu or phe trade karo
                        • #312 Collapse

                          janab indicators ka used karna bohot faida mand sabit hota hain indicators ka faida yahi hain kay hum us mein market trand dekhtay hain or market kay movment harkat ka pata lagatay hain..
                          • #313 Collapse

                            g bikul indicators humyen loss say bikul bachaty hain kaun k humyen markeet ka kuch andaza ho jata hai k aj markeet ke movemint kis tahraf ho ge
                            • #314 Collapse

                              indicators srf hum ko past analysis kar k day sakty hain our kuch indicatores hum ko future ki thori say hint day sakty k agay price kahan jaye gi , lakin yah helo nai kar sakty , ap ko khud mahnat karna parti price ko samajnay k lite
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #315 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: aqeel1234567 پيغام ديکھيے
                                Salam Mera ap sab se sawal hai kia indicators hume loss se bacha sakte hain agar loss se bacha sakte hain to kaise bacha sakte hain.
                                Jee bilkul forex trading market ko samjhny kay liey hum indicators ko use karty hay aur enki waaja say hum study karty hay keh market nay kis side par move karna hay so hum us hesab say trade karty hay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X