Kia Indicators hume loss se bachate hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #241 Collapse

    i think indicator hum ko loss se nhi bcha skty and i think If oughout you want to earn income in the honest technique i then have to point out that we now have quite a few small business on this planet but real cash making through foerx is best.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #242 Collapse

      indicator hamen ishara dete hain kis tarf jana hai
      • #243 Collapse

        bhai fifty fifty chance hota hai baaz dafa indicators se mili hui information theek hoti hai aur baaz dafa indicators he app kay loss ka sabab bantay hain isi liye sirf indicators pe he depend na raha karo yeh hamesha theek nahin hotay.
        • #244 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: aqeel1234567 پيغام ديکھيے
          Salam Mera ap sab se sawal hai kia indicators hume loss se bacha sakte hain agar loss se bacha sakte hain to kaise bacha sakte hain.
          Forex trading main indicator bhi humay loss say bachay kay liey guide karty humay chahiey keh hum indicators say bhi guidline lain magar indicators news time sahi asy guide nai karty.
             
          • #245 Collapse

            friends the indicators only give the direction of the market and then we have to decide that we should go towards the indicators direction or not ,it is our own decision and it may be good or bad
               
            • #246 Collapse

              Yeh to indicators pay depend karta hay kay wo kis trah kay hain. Kuch indicators aisay hotay hain jo expertise use kartay hain or dosron ko bhi suggest kartay hain. Lekin humain indicators pay depended nahi hona chahye. Wo is liye kay is trah hamary andar learning ka jazba stop kar jata hay or hum sirf dosron pay depend karnay lag jatay hain.
              Proud To Be a Pakistani ..
              • #247 Collapse

                G ah qk indicators hum ko market k bare information deta hai jis k bad hum uski di hiui information k mutabk tread krte hai or kabi to hum profit krte hai or kabi market usk barex jati hai jis se hum loss b kr sakte hai is lye hum ko chaye k indicators k b dekhe or khud b market ko analysis kre take apko or zada profit kamne ko mile or kuch learn b ho jaye ga .
                 
                • #248 Collapse

                  ji indicators ap ko loss se bahca sakte he or wo is tarahn ke ap ki pori tawaja kam pr ho take ap ache tariqe se kam krsakte hen jis se ap ko loss nhi hoga
                  • #249 Collapse

                    g my frnd indicator bht helpful hain ya humain nuksan say bachny main kafi help kirty hain ..magr humain fully indicagor pay depond ni kirna chay..
                    • #250 Collapse

                      nahi yeh 1005 tou nahi bacha sakta hai app ko lekin yeh hai k app is say kafi had tak madad lay sakty hain ta k app kisi had tak loss say bach jaen lekin risk her trade mai hota hai
                      • #251 Collapse

                        ji jnaab indicators humain loss se bacha saktey hain agar hum in k baray me munasib maloomaat rakhtey hoon yani kisi bi curruncy pair ke saath hum ne in ka koi tujarba kia ho to phir hi hum in ka sahi istamal jan saktey aur kar saktey hain
                        • #252 Collapse

                          Indicator give us ideas to trade , if we follow it then we can overcome from loss in trade
                          • #253 Collapse

                            Yes per app ko in per hi insar kar ke apni trade ko nahi karna chahye kun ke yeh aik app ko hint dete hay per app ko app khud apni currency pair main market ko dekh kar trade ko kam se kam lot size main karna thek hay .
                             
                            • #254 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: aqeel1234567 پيغام ديکھيے
                              Salam Mera ap sab se sawal hai kia indicators hume loss se bacha sakte hain agar loss se bacha sakte hain to kaise bacha sakte hain.
                              Mery khyal main ye time par depend karta hay agar us time koi new nahi aa rahi tab hum forex trading main indicator say guidline lay kar apny trade kar sakty hay agar news aa rahi ho tab indicators sahi say nahi bta sakty.
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #255 Collapse

                                indicator sy hamain buht help mil sakti hy hamain market ki surat hal pata lagtii hy k market ka rujhan kis trf hy market buy horhi hy ya sell ..or is tarha ham loss sy bach sakty hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X