Kia Indicators hume loss se bachate hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #211 Collapse

    jahan tak mujhy indicators ka ilam ha...indicators aur signals humien market ki current situation k sath sath prediction ka bi btaty hn some time wo predictions thek ni hoti but mostly wo thek hoti hn...is liye hm indicators aur signals ki madad se kamyab trade ker sekty hn...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #212 Collapse

      indicators nuqsan se bachata hai kyun ke wo markete ka rukh batata rehta hai, lakin hum indicator pe mukamal bharosa nahin kar sakte kyun ke indicator kabhi kabhi ghalat bhi ho jata hai jis ke waja se nuqsan bhi uthana par jata hai is lye indicators ke saa
       
      • #213 Collapse

        humain forex pe trading krne sy phele market trend ko samjhna chaye or indicators humain market trend ko samjhne k lye help krte hain. is sy humko zeyda sy zeydaa profitt or kaam sy kaam loss hota hai, her member ko Indicaotr use krna chaye agr wo yahan profit lena chate hai tu.
        • #214 Collapse

          my dear sab indicator 100% nai hotey hain ye bhi loss karwatey hai aur agar loss karwaney par atey hain to bohat sa loss karwa detey hain aur jab profit earn karwaney par atey hain to profit bhi karwa detey hai main indicator par trusted nai hoon main analysis aur apni stretgy use karta hoon aur fandamental news follow karta hoon aur profit earn karta hoon daily
          • #215 Collapse

            yes brother aqeel indicator humain bilkol loss se bucha sukta hai q k indicator humin market ki direction k bare main indicate karta hai market humare against jarahi hai ya humare haq main so agar indicator ko theek treeqe se istmal kia jay to indicator humin loss se bucha skta hai
            • #216 Collapse

              Jee agar hum indicators ka use karen to hum market ka andaza lga sakty hay keh market kis side ko move kary gi aur esi trha hum apny trade lga kar indicator ki help say profit bhi bna sakty hay.
               
              • #217 Collapse

                bilkul indicators hamin lose se nahi bacha sakte kyun ke indicators bhi market ke sath hi apni moving change karte hai ap ko hamaisha market ko apne zehan se analyse karna chahye aur indicators se aap thori buhat madad lay sakte hain
                   
                • #218 Collapse

                  main yeh bilkul nahin kahunga keh indicator hamen loss sey bachata hey aur mere khayal main hamen loss sey just apna knoweldge aur experince hi bacha sakta hey.
                   
                  • #219 Collapse

                    hamen forex main loss sey just apna knoweldge aur experience hi bacha sakta hey aur agar yeh hamarey pas nahin he to phir hum kabhi bhi is main kamiyab nahin hotey hain.
                       
                    • #220 Collapse

                      yes forex tradinng main app logo ko indicator app logo ko loss si bacha sakty ho . kiyoo forex trading main indcator bohat he kamal hain . forex trading main indcator ke madad si app logo ko kisi be pair ka trand pta chal satha hain jiss si app ek acha profit earn kar sakty ho buss app logo ko is main ek a cha knowledge or expereince hona chayee
                         
                      • #221 Collapse

                        no dear koi bhi indicato apko loss se nahen bacha sakta kun ke indicator kabhi bhi apko 100% market ke bare main thek nahen bataty albata wo apko warning zrur dete hain ke ab market up ho gi ya down hogi
                        • #222 Collapse

                          W.salam Jee indicators humay ziada loss say bcha sakty hay aj kal bohat achy indicators aye huway hay jo keh market kay bary main clear bta daty hay aur agar hum unkay mutabiq trading karen to hum loss ko kam kar kay profit bna sakty hay.
                             
                          • #223 Collapse

                            trading men hamain indicators ko use kerna hota hai or is se hamain ye pata chal jata hai k market ki movment kesi ho rahi hai oe is se hamain buhat help milti hai is ley indicators hamari help kerty hain or ham ko zyada use ker lety hain or main bhi is se help leta hon.
                               
                            • #224 Collapse

                              mery khyal men indicaters buhat hi helpfull hain hamary ley jin se hamain market men trading kerna easy ho jata hai or is se ham analys bhi ker sekty hain market k bary men jis se hamain market ki movment ka thora pata bhi chal jata hai is ley ye help kerty hain hamari trading men.
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #225 Collapse

                                trading men hamain market ko chek kerny k ley buhat sary indicters hain jin ko read ker k hamain market men trading kerny men asani ho jati hai or ham market ko samjh ker trading ker lety hain is ley indicater hamain loss se bachaty hain.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X