Kia Indicators hume loss se bachate hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #961 Collapse

    dear forex naun bahot saray asay indicator haun jo hamin marjet ja trend ka oata batatay hain or gam trading main helping datay hain
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #962 Collapse

      han ji kafi had tak bachate hain or aksar woh galat bhi ho jate hain mere sath kafi bar aesa hua hai is lye me ab technical analysis ki base per kam karta hon lekin indicators me zada use nhi karta hon bas patterns per kam karne ki koshish karta hon .
      • #963 Collapse

        bro ap ka sawla bohet e acha hey forex ek bohet e acha busnes hey or as ko me like karta hn or ye busnes muje bohet e acha lgta hey
        • #964 Collapse

          jeee haaan bohat see achy indicators hote hai joo hamain loss see bchaty hai lekin zyada tar hamain loss karwate hi hai es lye main indicators use nahi karta main menual trading karta hoon.,
          • #965 Collapse

            Assalaaam o alaikum indicators to sirf aapko hint deta hai baaki aapko analasys aur trend k b khaas khaayl rakhna parhat hain forex trading mein agar aapko forex trading mein kaamyaab hona hai then aapko tajarba b khaas zuroorat hoti hai forex trading mein then hi aap successful hosakte hain .
            • #966 Collapse

              Dear all pakistan forex forum members Asslamu allikum wa rehmatullahi wa baraktihi janntt halalhu wa dozkh harama hu bhai ne acha thread dia hai bhai g indicators se hi hmain kafi had tak andaza ho jata hai kay ab market kis tarf kitna move kray ge indicators kafi had ta hmain loss se bcha letay hain...........
              • #967 Collapse

                assalam o alikum jee han janab bilkul indicators humen loss sy bachany men madad dayty hen indicators ky aesary humen bataty hen ky treading achai jany wali ha ya loss men jany wale ha indicators humen sub bataty hen es ky ly knowleadge ki zyada zarorat hoti ha .
                • #968 Collapse

                  G han indicators humein market ki direction btatay hein kay market bearish mein he ya phir bullish mein, es liye humein chahye kay hum indicators jo bhi use karin huemin pehly os kay bary mein detail study karni chahye.
                  • #969 Collapse

                    kuch achy indicators hian jo k market ka trend btaty hian likin jo mjy abi tak
                    pta chall hai woh yeh hai k jo bi indicaotr h wohy marke tko followkeryt hian
                    na k marke ka agy chalty hian.sab market k peachy chalty hain.
                    • #970 Collapse

                      ji haanjanba ap ney sahi kaha ian k indictirs hamre lose ko bachti hiana ndgreaoh ko read karne s eb hum lose se bahc kar rarn ka rksaty hain
                      • #971 Collapse

                        Yes, indicator have their importance, so we should also have knowledge about every tool of the forex, and we can also use them in our trading and we can make our profit and earn according to our abilities, and professional expertise.
                        • #972 Collapse

                          indicators humain tarde main help krta hai lekan sirf indicators k bhrosy rehna ghaty ka suda hahai..indicators profit lainy aur loss say bachny main help karta hai mukammal es k bhrosy nahi rehna chahey
                          • #973 Collapse

                            indicators actually hmen indicate krty hn k hmari trading market value se km he ya ziada. kia us wqt jb hm trading kr ry hn market value down tou nai he ye sb indicators ka kaam he k pta lgy kia thek he aur kia glt hmary liye
                            • #974 Collapse

                              ha kuch indicator hotya hai jin se hamay market k baray mai confirm pata lag jat ahai and es ko apply kar k am sahe se trade kar saktya hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #975 Collapse

                                indicators to hum trend prediction kay liye use karty hain.trading ki strategies indicators ko use kar kay he to banai jaati hain or phir hum in strategies ko use kar kay trading karty hain or earning karty hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X