Kia Indicators hume loss se bachate hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    ache indicators humein loss se bacha skte hain indicators ki help se hum market ki movement ka andaza lagate hain aur ager best indicator humein moil jaye to hum acha profit earn ker skte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      ji ha bilkul indicator hame loss say baja sakta hay wo is tarha ke indicator hame batata hay ke markit ka trand kya chal raha hay jab markit uper ki janib jati hay ya neche ki taraf ati hay to hame ye indicator batata hay.
         
      • #63 Collapse

        indicators humy sirf ye kehta hai k kab koi pair over bought ho jata hai or kab over sold ho jata hai jab koi currency over bought ho jay tw is ka matlab hai k abi jald he selling trend start ho ga
        • #64 Collapse

          indicators aap ko inform karte hain ke markete ka status kia hai aur aap ki lot ka status kia hai to kaam aap ne hi karna hot hai is lye hum ye keh sakte hain k indicators kisi had tak to loss se bachate hai lakin ye mukamil nahin bachate kyun ke kaam aap ne khud karna hota hai.
           
          • #65 Collapse

            my dear indicators jo hote hen wo hamen market analyses dete hen or indicators k use se hm forex trading me acha profit earn kr sakte hen indicators forex trading men bohat important hen ye hamen loss se bachate hen agr hm indicators ko acha use kr sakte hen to hamen kbi loss nahi ho ga
            • #66 Collapse

              g han agar app indicatoir k satyh tradiung karty hain to app ko loss ka chance kam rahta hai or app kam loss kartyy hain iss sy app ko hi fyeda hota hai
              • #67 Collapse

                ji nahi ye humy loss s nahi bachaty ha balky kai bar humy in k waja s loss ho jata ha is liya humy kabi b indicater k hisab s trading nahi karny chahiya humy hamesha apny hisab s trading karny chahiya yahi hamry liya better hota ha
                 
                • #68 Collapse

                  Bhai ye tools bus humen right way ka btaty hyhn..ooss se bachna hmara kam hota hai...han agar inka shi istemal kiya jaye to loss se bacha ja sakta hai.
                  • #69 Collapse

                    g haan bhai indicotors huemin lose se bacha sakti hain but agar hamre sath inticotors k barey main knowledge toh hum kis tarah bacheynegy lose se ye toh baytaye mujhe islye ap asa karey k phely knowledge gain karey aur us k baad trading
                    • #70 Collapse

                      yar ma tu abhi forex trading business ma new ho or mjy indicator k bhaqa ma ziada pata b nai lakin mera bhai bolte hai k kuch indicator theak hotye hai or kuch glat lakin lakin agr loss sy he bachna hai tu phr proper study karo na.
                      • #71 Collapse

                        mare dostu mare khyal me tu indicator koi 100% ni hote ma tu yehi khon gha ky app indicators ky sath sath experience aur knowledg use kare tu app zarore loss se apany app ko bechate ha mare dost is se zarore fada hasel kare .
                        • #72 Collapse

                          g han indicator ap ko lose sa bacha saktain hain. meta trader main bht sa indicators hain jin ko ap use kar ka apna ap ko lose sa bacha sakta ho main khud indicator use karta hon RAI indicator sab sa acha indicator ha ap khud bi is ko use karo . is ki limit set karo
                          • #73 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: aqeel1234567 پيغام ديکھيے
                            Salam Mera ap sab se sawal hai kia indicators hume loss se bacha sakte hain agar loss se bacha sakte hain to kaise bacha sakte hain.
                            yes i think the indicators really can save us from the big loss but if we will do the trade with the understanding if we will understand the indicators then we will able to save us from the loss otherwise the loss is sure if we will not understand the indicators language
                               
                            • #74 Collapse

                              daer friend loss se tu hum khud he bach skte hen apni trade k style se indicator tu humen signals dete hen jis ko hum dekh k aur smaj ker folow kerte hen aur apna he aik trade andaz slect kerte hen forex men koi bhi indicator perfect nahi hota bas wo signals ka kam kerta hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                G han , indicators hmen loss se bchaty hain.Mai hmesha indicator milne par hi trade karta hu kyun kay mai smjhta hun kay Forex aik risky business hai or choti si ghallti bra nuqsan kar sakti hai is lie mai apne broker kay indicator ka intzar karta hu.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X