Kia Indicators hume loss se bachate hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1561 Collapse

    g han indicator ko bi boht say log use karty hain aur trade karny k say pahly learning karni ho gi ta k loss kam ho saky aur market main plane kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main asani ho saky
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1562 Collapse

      indicator ko use kar k hi hum achi trade kar skaty hain market main up aur down ko dekh k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur market main trade karny k liye hard work karni ho gi ta k earning o
      • #1563 Collapse

        G han indicators hamain loss sy bcha skty hain or wo aisay bcha skty hain k hm jb trade krain to indicator kp daikh kr trade krain jis sy hamain pta chl jai ga k market kis sife pai ja rahai hai is trha ham loss sy bch sktyy hain indicators ko use kr k
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #1564 Collapse

          Han kissi had tk hm keh skty hain k indicator hamen zaroor loss sy bachata hae aur sb sy ehm baat ye k indicator ko use krna b ata ho aur usky bary mn sara illam hoto tb mgr aap kabhi b poora relaiable indicator k oppar na kren.
           
          • #1565 Collapse

            G sir bilkul . jis trah trading kay doran indicators ke madad say traders apni trades open karty hain iss trah say he traders indicators ke madad say he apni trades ko close b kar sakty hain . indicators ko trade open aur close dono kay liye istaimal kia ja sakta hai .
             
            • #1566 Collapse

              ha g janab g issa hum ko ya fiad hota ha kay ya hum ko market kay bary ma knowlged daty ha kay is ma bay ha ya sell ma taje ha is liay un sa hum ko knowlged hasil kar kay loss ko kaam kar sakty ha
              • #1567 Collapse

                G han indicators hmn loss say bacha sakty hain - yeh hmn pehlay khbrdar kar deta hay kay kia karna hay kia nahi - jce kay fibonacci ko dekh lain jahan support pay bnay news dkhen aur phr dkhen retracemnt lay raha hay to laga dn buy or sell apna profit ln bhir hjyn market say
                • #1568 Collapse

                  Dear mujhay zyada to nai pta, because mera experience nahi hai itna... But my Friend tell me about it that indicator indicate us when we are trading about loss or any other week point.
                  • #1569 Collapse

                    Assalam o Alaikum waa rehmatullaha wa barakatuhu (: Mera pyara pakistani bio bhno ur dosto wasa to indicator app ko 100 % loss sa nahi bacha skta kush na kush kami beshi hoti ha lkain kafi had tak ya hamin loss sa bachta hain app ki successful trade mah 50 % indicator ka hath hota ha. mah RSi use krta hon h1 par bht acha result deta ha..
                    • #1570 Collapse

                      Kisi had tak apki bat theek hy k forex trading main indicator apko loss sy bacha sakty hain per aik shrt ho GI k ap forex trading main trading k doran indicator ko sahee knowledge k sath istamal kro to is k elawa ap agar forex trading main news ko samny rakh k trading kro gy to is sy bi apko bahut km loss ho GA trading main
                      • #1571 Collapse

                        ha g un ko analysis kar kay hum ko idaes mile jaty ha kay hum is sa kab trading kary our news be hum ko is ma boht zada halp karty ha our is sa hum ko market kay bary ma pat calta ha our hum loss sa bach jaty ha
                        • #1572 Collapse

                          Indicator k bghair trading dorex mn trding krna aisa hi ha jaise andhe ho kr chalna ,isi lie forex mn indicator ko bht numayan hasiat hasil ha forex trade aik bht hi alla platform ha jis se dunya k bahut se log wabista hn
                          • #1573 Collapse

                            Bhai indicators hame kafi had tk loss se bachate hai lkn 100% tw isss market ko koi predict ny kr sakta kabhi kabar indicator k bawajood loss ho jata hai tw indicators pe zyada bharosa naa kare apni skills enhance kare taa k apko indicator ki zarorat naa parhe
                            • #1574 Collapse

                              Indicators hamesha hint detey hen. Ye koi 100% confirm signal nhi detey. Han en k signals ko hamen nazar andaz nhi karna chahey balkey en sy madad hasil kar k trading karni chahey. News waghera ky waqat indicators k tamam tar signal ghalat sabat ho saktey hen. Es ley indicators to btor halper use karna chahey to en ky tehat trading karni chahey.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1575 Collapse

                                Indicators hamein thora bht idea de deti hai ke hamein hosheyar ho jein aur apny ap ko save krein agr apko market ko follow krna ata hai ya apka knowledge aur experience hai tu ap lose se Bach skte hein.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X