Greed ko avoid kar k achi trading ki taraf jana.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #796 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
    Members har trader ka apna weak point hota hai k woh greed ko invite karta hai.Basically jab trader apna target daily ya weekly asani se achieve kar leta hai tu woh greed karny lag jata hai due to over confidence or jab woh use less trade open karta hai tu trader greed ki waja se apna profit b loss kar daita hai or us ki skills b damage ho jati hai es leye greed ko har hal mai apni trading style se dor rahkain ta k achi trading ki ja sakay.
    forex trding ma zaida log greed ki wahja sa he fail ho jaty hayn hmy greed ko bhool kr trding ki trf tawahja dane cahahey aur zaida sa zaida km kra cahaey aur soch samj ka invst krna cahehy.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #797 Collapse

      Yeh toh har kaam ya buisness mey hota hay . jub insaan acha kamanay lagta hay aur uska bartao cheezon ki taraf mukhtalif hota hay . Jub key woh is kaam mey bhi apnay aap ko badal daalta hay . phir ussey apni current success dekh kar khud per over confidence ata hay aur woh greedynss k liye ek ghalat decision ley kr loss karta hay apna.
      • #798 Collapse

        han mery khayal mein ye baat kisi had tak thek hai lakin forex trading ke business mein kamyab honey ke liye humy apny emotion ko control karna hota hai.
         
        • #799 Collapse

          agar hum greed na karay to ya bohat acha ha hamaray lia kiu ka is sa hum bahtar earn kar saktay han agar hum greed karay ga to is ma bahatr earn nahi kar saktay is sa loss barh jata ha or ya acha nahi ha
          • #800 Collapse

            g han bhai jan apnay bikul theek kaah....forex tarding main greed zehar ka kaam karti hai....islye har trader ko chahye kay woh lalach say bachay takay usko loss na ho kyun kay ziyada tar traders ko greed ki waja say hi loss hota hai...........stay away from greed..........
            • #801 Collapse

              DEAR greed sab se bari enemy hai inasn ki q k greed ki waja se ap kabhi bi successful ni ho saktay agar ap greed ko avoid kar dein or confidence or achi planning k sath achi trading karay gai tu ap acha profit gain kar k pur sukoon life spend kar saktay hain.
               
              • #802 Collapse

                G bhai aap ne bilkul thk kaha k greed ek ache trader ko barbaad kr deti hai .. jis tarahn aap ne kaha k trader over confidence ho kr apne skills ko damage kr deta hai or apne profit ko loss mai badal deta hai kyn jb us ko thori si kamiyaabi milti hai to wo smjhta hai k jb use ye mil gaya to is barhaa kese milega yahi cheez us k nuqsaan ka baais bnti hai ..
                • #803 Collapse

                  forex ek profitable business k stah stah ek risky bhi buht hy is mein woi loog profit earn ker paty hy jo mehnat n experience se trading kerty hy...is mein greed kerne walay loog jabhi agay nai bharty or alwaz loss mein hi phasy rehty hy...so humain humain chahye k greed se hamesha dur rahy or mehnat n experience se trading karai n acha profit earn karain.........
                  • #804 Collapse

                    yes i think that greed is a great enemy of all forex traders because it cloud your sense of judgement of making analyses of the market and so traders so always trade with great money management and also it the right lot size at all time of their trading
                    • #805 Collapse

                      yes sir ki failure ki waja lalich ha ye aik essi bahmari ha no kay achay achay trader ko kisi kam k anahi chorti aur achay bahlay log iss oi waja say apna sahra bissness tabakar laytay hain agar admi forex bussihes[[[[[[[[
                      • #806 Collapse

                        yes forex mai greedy hi hain jis say members ko nuqsan hota hain greedy thuri karay ya bari forex is greedy ki jaga hi nahi hain is liye hard working karay or greedy se avoid karay tabi aap ek achy trader ban sakty hain.
                         
                        • #807 Collapse

                          g bilkul forex trading me bukhat c chezy ayham hai jin me se ek to ye hai k forex trading krty waqt ap ne greed ko apne jehan se nikaal dena hai.jis se ap bukhat nuqsaan se bach skty hai..
                          • #808 Collapse

                            han g bilkul agar hum apni greeed ko control karen to hum kamyaaaaaaab ho sakte ha...........q k Greed is a curse ........... and we all have to prevent this curse from attacking us
                            • #809 Collapse

                              yes it is the right that the greed is the only reason which cause the big loss in the forex if we will do the trade with the greed then we can easily get the success in the forex ,for the success in the forex we should trade greed free
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #810 Collapse

                                yaar greed ek aisa virus hai jo ke auto-spread hojata hai mtlb ke ek achcha profit kama ne ke bad phir barey profit ke sochte hai lekin socho mgr kam bhi mil jaye to Shuker Karey Allah Talah ka.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X