Greed ko avoid kar k achi trading ki taraf jana.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #766 Collapse

    mery khyal sy ap ko Forex trading join krny sy pahly greed ko kahtam krna ho ga tbi ap is me success hasil kr sko gy nahi to loser ban jao gy ager ap weakly or daily apna profit gain kr rahy ho to ap ko is py hi khush rehna chahiye greed ki trf nahi jana chahiye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #767 Collapse

      Greedy ko avoid kar ke achi trading ki taraf ja sakte hain. Greedy hamari dushman hai. Jab hum profit gain kar rahay hote hain to hum greedy ko follow kar rahy hote hain. Is ki waja se hamin loss hota hai.
      • #768 Collapse

        g brother main aap ki baat se agree hun k hamein lalch nain karni chaiye lalch buri bla hai trading main jo log lalch kar k ziada invest karty hain un ko loss ho jata hai is liye hamein khud pe kaboo karna chaiye lalch nain karni chayie
         
        • #769 Collapse

          dost meray khyal main forex bussiness main zaida tat logon ki failure ki waja lalich ha ye aik essi bahmari ha jo kay achay achay trader ko kisi kam ka nahi chorti aur achay bahlay log iss ki waja say apna sahra bissiness taba kar laytay hain agar admi forex bussiness main lalich pe qaboo pah lay tu uss ki kamyabi ko koi nahi rook sakta
          • #770 Collapse

            jee brother ye point is se kai dafa pehle be discuss ho chuka hy ke ager trader lalch se bach jain tu wo loss se bach sakte hn lakin asay karna muskil hota hy shaid trading mn
            • #771 Collapse

              bohat acha treqa hay main nay to yahi dekha hay kay mostly traders market say profit to gain ker lety hain but zyada lalich kay chaker main trade ko close nai krty jis ki vja say market down ho to sub profit loss main chala jata hay so agr greedy say bach kay trade ki jaye to ap acha profit bna skty hain easily
              • #772 Collapse

                yeh baat to bilkul thek he k jab koi trader profit earn krne lagta he continuously aur success ki terf move krta he to us ka confidence increase krta he aur some time woh overconfidence ho jata he aur zaida profit k lalach main bare trade ko open krta he jo k us ko loss main bhi le ja sakti he ais liy trader ko chahe k wo bs apne target ko maintain rakhte how usi pe trade krain lalach na krain.
                • #773 Collapse

                  bhai jan mery khayal mai greed tho aj kal all over the worls mai har insan karta hai...our khas thor pa busniess paiso mai bhut greed karty hai...leken greed bulkol achee bhat nahi hai..hamy bus just target pura karna chaye greed nahi karna chaeye...
                   
                  • #774 Collapse

                    Yes sometimes over confidence also leads to greed because we become soo much confident that we do not closes a trade after earning required profit and we think of getting more profit.
                    • #775 Collapse

                      dear ap nay bilkul sahi kaha.humain chahiya kay apna daily,weekly ya phir monthly target set kar lain or jub ap usay achive kar lain tub ap apni treading ko close kar dain.greed na karain kahi aysa na ho kay ap apna hasil kiya howa profit bhi loss ki nazr kar do..
                      • #776 Collapse

                        Greed to trading mein buhat ziyada harmful hai kisi bhi trader ko apni trading mein ik target set kar lena chaiye jab us ka woh target achieve ho jaey to usy trading stop kar deni chaiye kyun k agar ziyada ki lalach karty hain to us sy loss ho jata hai aur mai is baat sy agree karun gi k jo profit earn kiya hota hai woh bhi loss mein chala jata hai, humain apny emotions ko control karny chaiye lazmi aur greed ko avoid karna chaiye ye buhat zarori hai Forex mein achi earning aur success hasil karny k liye.
                        • #777 Collapse

                          g han mare dosto ya sach ha greed bht bure chaez ha is sa bucha cahey jtne acquisitiveness krn ga utna ki nuksan ho ga is lye acquisitiveness sa bucny ka ka lye hmy anguish trding ki trf jaana chahey aur apny uper kabu rakna cahahey.
                          • #778 Collapse

                            well said...........zindagi ka ehtreen asool ye ha k jis kam ko hm long life le k chlna chahty hen us k liye kuch merits pr chlna bht zroori ota ha....isi tra trading ka merit ha k lalach ko avoid kiya jaye ...wrna nuqsaan hme khud e bhoolna prta ha................
                            • #779 Collapse

                              sahi kaha ap nay humain greed ko avoid kar kay achi trading ki taraf ana chahye kyun kay jab tak hum greed se baaz nahi ayain gay humari achi earning mushkil hai ho skta hai greed kay sath hum thora bohat earn kar lain lekin ye earning aik bar hi ho gee us kay baad sara account nil bhi ho skta hai islye ap ko chaye kay safely trading karain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #780 Collapse

                                Ya apni trading ko hamesha pure rakhna chiye aur greed jese element ko avoid karna chiye is liye humhe apni trading ko acha karne ke liye greed jese dangeruous me shamil hi nahi karna chiye bxz is se bhot se logo ko nuqsan hota han
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X