Greed ko avoid kar k achi trading ki taraf jana.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #616 Collapse

    right brother but some rung rung is liyeh brother greed hi ap ko trade open karnay par ati hai agar who nahi hoti tu trade kesay open hoti brother greed ko esay point say use karna jis point say sub trader use kartay hai buss yehi bat hai greed agar rung point par use karo gay tu maro gay
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #617 Collapse

      sahi kaha apne aik professional trader bhi aksar auqaat har jata he aur nuqsaan uthata he sirf aur sirf is wajah se ke woh lalach aur greed jesi bala ka shikar hojata he isi liye experts ka kehena he ke agar koi is business men waqai kamyabi chahta he to sirf is cheez par aur is bat par dhiyan rakhen apna ke hamain yahan sharp aur clear mind rakhna he
      • #618 Collapse

        jee sahi kaha ap ney apni greed ko kaam kr key ap acha result ley saktey hai .agar ap greed sey door rahey gey to ap ko bohat he acha result hasal ho sakta hai warna loss key sewa kuch hasal nahi ho ga..
        • #619 Collapse

          Asslam O Alaikum han gee i think forex main mostly peoples greed he ki waja say fail hotay hain so humain greed say durr rehna chahye or zyada say zyada kaam mehnat kay sath krna chahye or greed ko avoid krna chahye
             
          • #620 Collapse

            Greed to mere kyal me her aik ka hi week point ha and lalch insan me se kabi khtm nai hota ha magar hum ic se bach sakty hn ku k ye business ha e bht risky yaha pe loss b hota ha and profit b .jab hume thora sa b profit ho jye tou hume chye k pehly ucko withdraw karwa ln then new order lgyn ta k jitna profit hume hua ha utna tou hum nikal sakn.
             
            • #621 Collapse

              Asslam O Alaikum han gee humain i mean har trader ko chahye kay woh greed say durr he raye yeh trader ki bohat barri dushman hai its my opinion
                 
              • #622 Collapse

                Members har trader ka apna weak point hota hai k woh greed ko invite karta hai.Basically jab trader apna target daily ya weekly asani se achieve kar leta hai tu woh greed karny lag jata hai due to over confidence or jab woh use less trade open karta hai tu trader greed ki waja se apna profit b loss kar daita hai or us ki skills b damage ho jati hai es leye greed ko har hal mai apni trading style se dor rahkain ta k achi trading ki ja sakay.
                 
                • #623 Collapse

                  it's very important that you control your greed while trading in forex greed is equal a ophidian in the forex trading like diapsid bites you and you get poisons aforesaid suchlike rapacity is a occupation and when you use modify then you retrograde your spirit and same way in the froex if you sue greed in your trading business.
                  • #624 Collapse

                    yes you say right my brother i agree with you, forex trding ma zaida log greed ki wahja sa he fail ho jaty hayn hmy greed ko bhool kr trding ki trf tawahja dane cahahey aur zaida sa zaida km kra cahaey aur soch samj ka invst krna chahiye.
                    • #625 Collapse

                      hn g bilkuk theka kaha ahya pe n , forex mai hums b ky liy yahi best hay kah hum si mai bilkul greed na karen , or hum si mai agr greed ko avoid karen atb hi hum is mai ae ja kar trading kar skty hayn , or ayhi hums b ki best opportunity hay jsi ami hm sb apni liy achi earning kar skty hayn .
                       
                      • #626 Collapse

                        Greed ka matlab hota hy LALACH , aur LALACH insan ko marwa deti hy, lehaza humain lalach say bachna chahiye.,,, aur iss say bachnay ka aik behtreen forumula hy meray paas, ager aap trading kar rahay hain tou aap apna aik target bana lain, kay menay dialay kay 3$ kamanay hain, ager wo target acheive ho jata hay tou aur trading naa karain , aur trading off kar dain. tou aap ziada loss say bach saktay hain
                        • #627 Collapse

                          yes you say right my brother i agree with you because according to my experience i think, forex trding ma zaida log greed ki wahja sa he fail ho jaty hayn hmy greed ko bhool kr trding ki trf tawahja dane cahahey aur zaida sa zaida km kra cahaey aur soch samj ka invst krna cahehye.
                          • #628 Collapse

                            yes bilkul humy koshish karni chahye k hum is business me during trade greed se avoid kary q k agar hum is business me greed kary gye to hum kabhi bhi achy trader nahi ban sakye gye aur na hi is business se acha earn kar saky gye isi liye greed se humy avoid karna chahye.
                            • #629 Collapse

                              Aik mashhoor mahawra hai " Greed is a Curse". Agar kisi bhi business mein greed ho to us ko achay tareeqy se nhi chalaya ja sakta. Especially forex trading.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #630 Collapse

                                forex mein greed ki gunjaish nahi hai q ke ager aap greedy honge to aap market flow ke saath hi flow kerein ge aur loss kerein ge forex aap se aik cheez ki demand kerta hai wo hai patience aur patience se aap bohat achi trading kersakte hain aur earn kersakte hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X