Greed ko avoid kar k achi trading ki taraf jana.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    G ha hume forex trading may lalach say bach kar rahna chahiye kiyu kay lalach karnay say hume sirf loss hota hy is liye hume chahiye kay hum greedy ko trading karte wqt ignore kr day and achi trading kar kay acha profit earn kar sake.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      i think greed hi aik gandi cheiz hai jis ki waja se app ko loss hta hai jitni ziada app greed karen ge forex me utna hi app ko loss ho ga is me is liye dont greed or hardworking karen app ko bht zaiada profit hi ga .
       
      • #18 Collapse

        bhai main ap ki bat sa agree hun.agar apna acha earn karna hai to ap ko greedy sa parhaiz karna chahiye agar greedy sa perhaiz ni karo ga to hamesha loss hi karoga ap.profit ziada karna hai to overconfidence bhi kabhi na ho...
        • #19 Collapse

          yes har kisi ka aik week point hota ha or forex trading ma traders ka week point greed hota ha or is ko control karna bohat zaroori ha ager trader greed sa avoid nahi kary gay to ap ko loss ho ga or ya loss ap ki nakami ki waja sa nahi bulky greed ki waja sa hota ha ager greed ko control kia jay to loss sa baha ja sakta ha
          • #20 Collapse

            ya bat ap ki sai ha forex ma greed ak bht bara factor ha or is ma bht sa log forex ko ilzam data han k forex ma earning itni asni sa hota ha k traders greed ki traf chala jata han jab k asal ma asa ni hota agar kisi trader ka traget asni sa pura ho raha ho to usa caea k wo forex ma apni strategy ko or tough kr la to wo zyada earn b kra ga or greed sa b bach jai ga
            • #21 Collapse

              Agr hum greedy ko avoid kr len to i hope k hum achi trading or achi earning kr skty hain. mery kheyal sy ziyada tar logo k loss ki waja he greedy hoti hai. or jab insan greedy ho jata hai to us ko pir or kuch nazar nai ata, or es tara wo loss b kr jata hai.
              • #22 Collapse

                greed ko avoid kerna zaroori hai,our zaroori is waja se hai k ye kam aik khatarnak kam hai.it is said that lalach buri bala hai,or ye apko nuqsan k elawa or kuh nahe de sakti.lalchi se bhara insan kubi bhi duniya mei jeet nahe sakta akhir kar wo duniya ki nazron mei gir jata hai or kahein ka nahe rehta
                • #23 Collapse

                  bohat acha sawal kiya hai aap nee dekhein agar aap trading mein new hian yaa experience bhi hai aap koo too phir hamesha yeh yaad rahein greed aap koo jaab hoo gi jaab aap kee knowledge aur studies bohat kaam hoon gee actually knowledge jitni zyada hoo gee utna aap greed se khud bache gein aur aap mature hoo jayein gee
                   
                  • #24 Collapse

                    A succesful and effecient trader is one who overcomes his weakness of greed..otherwise greed will make him suffer loases instead of profits
                    • #25 Collapse

                      Asalam-O-Alaikum Dear Friend , main tou kahoun gaa ke yeh aik bohut he acha tareeqa hai ager aap log es baat pay amal kerain tou aap ab bohut acha profit kama saktay hain forex main.
                      • #26 Collapse

                        yes i am agree with you, gee han jnb apne boht acha swal kai hy ,forex trading my ap ko greed sy door rhna ho ga wrna ap trading ni kr pao gy. forex trading mai bhoat nuqsan hota hai. ap achi trading us waqat kar saktin hain jb ap forex ko greediness kai bajy samaj kar kartin hain.
                        • #27 Collapse

                          bhai aap nay bara valid point raise kiya hai is mein koi shaq nahi kay lalach ko agar traders control kar lein tau forex trading mein kabhi mar nahi khain gay,agar aap ka goal pura ho jay tau kabhi overtrading mat karein.
                           
                          • #28 Collapse

                            g ye bat bilkul thiek hai jb tk ap ki greed nai khatam ho gi ap achi trading ki taraf nai ja skte aur jb apki greed khatam ho
                            jaye gi to phr ap is mein buht acha profit kama skte ho
                            • #29 Collapse

                              Greed ko avoid karna forex main kaafi jaruri hota hai agar hamne apni greed ko jald sai jald forex main kaabu nhi kiya to ham yahan per apna sara paisa bhi loose kar sakte hai acha hoga ki aap forex mai study or practice per dhayan dete rahe
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                yes its true and i am also agree that in forex hamy greed ko control kr k trading krni chiye aur ye success ki key b hai greed ko control rakna so when ever we will work in forex we should control on our greed.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X