Greed ko avoid kar k achi trading ki taraf jana.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #811 Collapse

    greed is your biggest enemy in forex trading and its an obvious saying that greed is curse.. and ye baat bikul durust hai ky humein forex trading pe apni greed ko control krna chaiey kiunky is ki waja sy humein loss ziada hota hai and profit kam hota hai. agar greed ko chor dya jaye to hum ziada profit kr skein gy and greed ko control krna har insaan ky apne ikhtiyaar mein hota hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #812 Collapse

      dekhen bhai greed koi avoid krna achi bat ha lekin greed se peecha nhi churaya ja sakta q k hm forex pr profit kmany aye hn or profit hoty hi hmary mind mn laalach aa jati ha.... basically greed ko avoid nhi kiya ja sakta
      • #813 Collapse

        i agree mostly people fail in Forex trading due to greed. if u avoid greed and focus at your work i m sure you not only earn money but get good experience about business.
        • #814 Collapse

          gi han bahi jaan greed ko avoid kar kay hum ko achi trading tarf jan chaye kyunkay greed humko loss ki tarff lejata hai aur hum ko isay bachna chaye bohat zarori ahi
          • #815 Collapse

            ji haan hamein apne kam me se greed ko avoid kardena chyea tabhi hamara kam acha hota jaega or hum age badhte jayenge isi liye khte hain k lalach bhut buri baala hai ek dfa lag jaye to insan kabhi chor nai apata is liye greed ko apne business se dor rakehin
               
            • #816 Collapse

              bhai jan bohat acha treqa hay main nay to yahi dekha he k mostly traders market say profit to gain ker lety hain but zyada lalich kay chaker main trade ko close nahi karty jis ki vja se market down ho to sub profit loss main chla jata he so agr greed sey bach kar trade ki jaye to insan acha profit bana sakta he
              • #817 Collapse

                Greed is the death of every thing because most of time people self says i failed due to my fast behaviour so avoid greed in all kind of problem and situations
                • #818 Collapse

                  jee han ap ki bat bilkul theek hai kion k kisi bhi kam main kharabi us wakt paida hoti hai jab us main greed ka element shamil hojata hai insan greed main aa kar sahi galat ko bhool kar wo karta hai jo us k liey hi nuksaan daih hota hai
                     
                  • #819 Collapse

                    Ya greed ki waja se bhot bar nuqsan bhi hojata han ...acha ye hi ha ke jo hum apna target banee us ko hi achive kare aur us per hi dehan de greed nahi kare
                       
                    • #820 Collapse

                      haaan mery dost ap ne bilkul thek kaaha k humain greed ko avoid karna chai hy kun k greeed humain top dobti hy sath main humary sary pesy humari mehent sab pani main huain chai hy k hum ggreed ko door kary or mehnat kary ...........
                      • #821 Collapse

                        Yes dear ye Greed ko b avoid kr ache tara kr skte han dear ap trading kr skte han dear ap trading main bilkul thek sy kr skte han,
                        • #822 Collapse

                          bahi jan ap ny boht acha swal kiya hy hamy lalach ni krni chaeay agr ham lalach kr k kam kary gy to hamy boht loss ho sakta hy jis ka natija galt b nikl sakta hy or ham emotions my aa k kahen kuch kr na dy so plz jo log b trade krty hy un ko chaeay k wo log profit kam rakh k trading kr ly to bahtr ho q k lalach bori bala hy .
                          • #823 Collapse

                            g ap ne bilkul theak kaha ksi bhi business ko greed spoil kr deti he so hmen apni trading ko greed se pak rakhna chahye success khud hi hoti jae gi qk aksar log greed me kuch ghalat kr jaty hen jis se unhen loss ho jata he
                             
                            • #824 Collapse

                              achi trading hi wo hi hay jis may greed na ho kiu k yay aisa kam hay jis may lalach ka koi kam nai hamesha hosh may rah kar kam karna chaye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #825 Collapse

                                yes my dear forex trading main greed ko avoied karna bohat he ache bat ha so is liya humy chaheya k jab hum forex trading main working start kare to profit k time hum bohat relax ho kar kam karna chaheya jab hum profit ho raha hota ha to dill main greed a jata ha.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X