Greed ko avoid kar k achi trading ki taraf jana.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #841 Collapse

    forex trding ma zaida log greed ki wahja sa he fail ho jaty hayn hmy greed ko bhool kr trding ki trf tawahja dane cahahey aur zaida sa zaida km kra cahaey aur soch samj ka invst krna cahehy.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #842 Collapse

      g han g forex trading main har trader ka apna week point hota hai.forex trading main lalach nahi krni chahy.is main jis ne bhi lalach ki wo apna a/c wash krwa betha hai.is liye apko chahy k lalach nahi krni chahy.
      • #843 Collapse

        Jab hum apni trading me lalach kar jaaty hain or time per decision nahi lety tu hum totally fail ho jaaty hain market me kiun kay greed ko avoid kar kay choty se chota target bhi bohat lagta hai jab kay greed ki waja se bohat big profit bhi thora lagta hai. Is liay humen greed ko avoid kar kay achi trading ki taraf hi chalna chahiay.
        • #844 Collapse

          g bhai jaan bikul hum sab ko greedy pan sey aviod karna chayaa kayun kay lalach buri bala hai is sey bachna chayea
          • #845 Collapse

            sir greed is cures hame bachnaa chye liken over confident tu her koi hotaa hain likeen confident limit me raky tu her kaam ko achy se ker lettaa hain or koi tenshan ki be zaroorat nei hoti
            • #846 Collapse

              g haan agar hum apni greed ko khatam karlen to hum forex mein earning bhi easy ho kar bana sakte hain aur apni trading ko mazeed behtar kar sakte hain yeh greed hi hai jo loss ka sabab banti hai
                 
              • #847 Collapse

                dear agr ap chty hy k ap ak achay tradar bany to greed ko chorna ho ga agr ap is pr contrl nhi krty to ap ke tradeng ache nhi ho ge is ly ap is ko chor dy.
                • #848 Collapse

                  Greed ek natural behavious hai jo insaan k andar aa hi jata hai bhaley woh jitna is se bache ki koshish kare, humein forex mien greed se bach kar pure trading ki taraf aana chahiye kyun k greed insaan ko majboor kr deti hai galti karne par jis se aapko loss hojata hai trading mien.
                  • #849 Collapse

                    g haan greed hi forex mein loss ki waja hai hum apne andar se agar greed ko khatam karlen to shayad hum forex mein aur a ha profit bana len
                     
                    • #850 Collapse

                      forex trding ma zaida log greed ki wahja sa he fail ho jaty hayn hmy greed ko bhool kr trding ki trf tawahja dane cahahey aur zaida sa zaida km kra cahaey aur soch samj ka invst krna cahehy.
                      • #851 Collapse

                        asslam oa likum dear's yes dear forex ma ziada tar logo greed ke he waga sy successfull nher ho paty jab unhy greed ke waga sy loss hota ha pher wo forex ko chor jaty ha is liye forex am umy be kabe be lalach he akrna cahye.
                        • #852 Collapse

                          Friends agar ham trading main greed ko avoid karain gay to he ham is main apna experience b barha sakain gay or is main ham zayada successful b hon gay . or is main ham profit b zayada hasil kar sakain gay .
                          • #853 Collapse

                            je sir forex tradind mai greedy karna humaray liye bhut nuqsan ka behis banti hain or na hi greedy kar k koi agay barh sakta hain na hi barha hain is liye forex mai trading apni skill k sath karna chahiye apnay style mai or greedy se door rahy na hi acha hain humray liye
                             
                            • #854 Collapse

                              hmm janab thek kehty hain ap agar hum greed ko chor kr achi learning krna sekh jaen to sub hum sy greed rkhengy phir or hamay success honay sy koi nhi rok sakta hy...........
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #855 Collapse

                                jee bilkul hamen forex pe trading karte waqt greeed ko bilkul side pe rakh dena chahyie.. emotions ko bhi sar nhe charhana chahyie warna isska nateja buss yei hoga k ap loss m jaoge.. agar ap loss se bachna chate hain tou control ur emotions... nd get over the greed..

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X