Greed ko avoid kar k achi trading ki taraf jana.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    greed trdaer k leay aik aisa weak point hai jis main agar hum aa jay to bs smajhy k oncha jump karty kraty greed main aa kar hum wo b loss kar jatay hain jo humray pass hota hai is leay humesha bohat soch smajh kar aur greed ko khtam kar k trdaing ki jay to humray leay ziad best ho ga kyoun k jo humray naseeb main ho ga wo humain zaror milay ga
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Yes ap nay bilkul thek kaha hai.Me ye samjhta ho kay greed forex trading me hamara sab say big weak point hai.Almost tamam trader kay yehi weak point hota hai.Jis ki waja say os ko is me loss hota hai.Our trading say bhi out ho jata hai..
       
      • #48 Collapse

        yeh such hai greedeness apko bohat bara loss dey sakti hai agr ap ik achey trader banna chahtey hai to apko greed ko avoid karna parey ga tabhi ap ik acey aur sucessfull trader ban saktey hain. Agar hum greed mai aa kay bohat bari investment kar dey toh hmey bohat bara loss bhi hosakta hai.
        • #49 Collapse

          well im totally agree with you..agar hum greedy ban k samjte hein k hum successful ho jayen ge or jaldi se acha profit nikaal lein ge to yeh hamari soch bohat galat ho gi kyun k forex business kay liye greed bohat hi zayada harmful hai..is se zyada logon ka nuqsaan hi hua haii.
          • #50 Collapse

            Logon ki zayada failure ki waja greed ha.log zayada earning k chakar main loss kr bathtay han es liyay humain chajiyay k hum greed say avoide krain.zayada logon ki loss ki waja greed he ha.
            • #51 Collapse

              g hai yah bohat zarori hai ka ap greed ko avoid kara greed yani lalach jb kisi chez ma ghusti hai yo ap ko taba kr ka rakh daiti hai beshak woh koi bi business hi kiyu na hu kiyu ka yah aik hai hi aisi chez jo taba kr ka rakh daiti hai is sa bachna ka aik tarika yah hai ka ap apna weekly aur monthly ka target set kr la ka ap na kitna krna hai yahi aik tarika hai is sa bachna ka
              • #52 Collapse

                If you will control on your greed then you can get success in this business and then you will never loss your money easily.. becasue greedy trading can give us loss in the market.. so you must control on your greed and then earn regular from forex.
                • #53 Collapse

                  meray dostu buhat acha swal hy ap ka sb sy pahla rule hi forex main yeh hy k ap log greedy na kryn warna ap ki earning ur account bnd hu gata hy .ur trading main tu ap ko buht zyada loss bhi hu sakta hy ap ka proffit bhi dobara loss main badal sakta hy .ap log greedy sy avoid hi karn.
                  • #54 Collapse

                    friend p ki bat bilkul sahi hai lekin ye bhi sach hai k new trader ziyada ker k greed he k sath enter hote hen forex business men aur kafi bechare tu boht jald he loss bhi kerdete hen as greed ki wajha se do chezo ko kabo kerna boht zaroori hai forex business men aik greed dosra emotions ye tu chezen jab tak nahi sambalti tab tak koe bhi best trader nahi ban skta mere khayal se
                     
                    • #55 Collapse

                      Is baray main aik khas trend dekhne ko mila hai: kabhi kabhar market ka trend kisi taraf nai hota magar ap chahte hain k market ka trend us taraf ho, aur even chotay chotay indicators se yeh samaj lete hain k ab trend us taraf hi ho gya hai. Aisi moqay par traders aksar ghalat trades kar lete hain aur as a result, loss karte hain. This should be avoided.
                      • #56 Collapse

                        bahi mera khayal hai aksar traders isi waja sa fail hota hai k wo greed mai par jatay hain agar ham is bimari pa conrol kar lain tu main samajhta hon k ham koss asa ba aasani bach saktay hain apna aik target rakhin daily jab wo achive ho jay tu trade band kar dain
                        • #57 Collapse

                          yes brother totally agreed to your point of view greed ek trader ke liye bht nuksanda hai or use loss ki taraf dhakelti hai is liye agar aap greed se dur ja rahe hen to it means ki aap kamyabi ki janib barh rahe hain...
                           
                          • #58 Collapse

                            greed ik fitrati chiz hai jo k har insan mai kisi na kisi roop mai namodar hoti hai,,, magar forex mai har trader ko greed se doshmani karni chahie our ik role k motabiq trading karna chahie tubi greed app ko nuqsan nahi dhe payega,,
                            • #59 Collapse

                              g haan jnab hamin is business main greed nahi karni chahiye ta k hum ko is main loss na ho and is main hum achi trading kar k is main ik achy trader ban saky gay and is main income hasil kar k is main hum apny dreams ko pora kar sakty hain and is main hum ik achy trader ban sakty hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                asal greed hai keya kaya keya profit ly na ko greed kaha gy tu mere hesab say yaha sub trader profit k leya trading ker ty hai wass greed wo hote hai jo bana bagar socha samja jada volume ke trade laga dy ta wo bhe bagar stop loss ka baz dafa fida ho jata hai magar aksar loss mai jata hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X