Greed Ma loss ?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    Forex mein SB se ziada loss greed ki waja se hota hy jab hum forex mein profit hasil karty han aur apna target jaldi hasil kar litye han tu lalach mein Aa kar aik aur trade laga dety han js se loss ho jata hy aur kahbi account bhi wash ho jata hy.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      yes dear ap na thik ka ha ka gread ma loss ha ku ka forex trading ak asa online bisniss ha gis ma agar hum laluch ki traf a gay to huma kafi loss ho
      sakta ha is lia chia ka trading ka wakt gasa hi hum profit ki traf ay to trad close kar dani chia ku ka lalach bori bla ha.
      • #183 Collapse

        han g bhai agar ap is main greedy ho kar kaam karian gay to mistakes hongi jis ki waja say apko loss ho sakta ahy apko chahye k ap is main greedy naaaa hon or proper way main rules ko follow karty howe kaam karian is main
         
        • #184 Collapse

          Off course brother main to trading main greed ko he apna sab say bara enemy smajhta hoon ager hum log iss py control ker laen to easily success hasil ker sagty hain
          • #185 Collapse

            greed to bhai her jaga buri bat hai. to forex main to balkul kabil bardash nahe hai. q k forex main market to kabi b resverse ho sakty hai. is lia lazmi hai k trading k doran greed na krain.
            • #186 Collapse

              Dear friend aap ne aik achi baat share ki hai aap ne kaha hai k Greed Ma loss to mai is baray main youn kahoonga k g han greed mai loss hota hai hamay greed sai avoid krna chaahiye.
              • #187 Collapse

                G han app ne sahi kaha ha is business me loss ki sb se bari wajah greed ha isi liye hmen agr is business me loss se bachna ha tu greed koaaa khtm karna chahye or greed ko khtm hm sbr se kar sakty hain isi liye sbr is business me bht zarori haa
                 
                • #188 Collapse

                  jee bhai aap ne bilkul theek kaha k Forex mein hamein loss isi laluch ki waja se hota hy, hum janty bhi hen k laluch aik buri balaa hy phir bhi hum laluch krty rehty hein, aur isi laluch ki waja se hamen nuqsaan uthana parta hy, Forex mein hamen kisi bhi kisam ki laluch nhe krni chaheay....
                  • #189 Collapse

                    yes dear friend i think business koi b ho us me lalach ni krna chahiyea.....forex aik risky business ha is me agar lalach kiya to account wash ho skta ha/...is liyea acha knowledge hasil krna chahiyea...greed ni krna chahiyea.........thanks
                    • #190 Collapse

                      Trading maen sab say zieda loss lalauch ki waja say hota hai oir ye reality hai app volume of trade bare lagaty haen jab wo thori se down maen jate hai app khud close ker dity ho dosara app apna account zero bhe greed ki waja say he kerty ho
                      • #191 Collapse

                        dear,wesy tu humein chiye k kisi b business mein lalach na krey,especially forex mein tu lalach ka sochan b nahi chiye q k bht sy log aisy hain jin ko aik trade mein profit ho rha hota hy,wo ziada profit k chakroon ein rehty hain,lalach krty hain jis ki wja sy point ki movement suddenly change ho jati hy or profit loss mein convert ho jata hy,so,be careful dear its v,risky job.
                        • #192 Collapse

                          aisa is liye hota ha q k kuch jo new traders hoty hain unki khawish hoti ha k ham is se jaldi kama k ameer ho jayen un k andar hirs paida ho jata ha or isi ki waja se wo trading main jald bazi kar jaty hain jis ki waja se unhain loss ka samna karna par jata ha
                          • #193 Collapse

                            jee bhai laluch buri balaa hy aur is mein nuqsaan hi nuqsaan hy, Forex traders ko hrgiz nuqsaan nhe krna chaheay ese laluch kr k, Forex traders ko sabar o tahamul se theek time ka wait kr k ous time operate krna chaheay ta k profit haasil kiya jaa sky...
                            • #194 Collapse

                              bhai jaan is business main hamain greed nai karni chaye kyu k agar hum is main lalach karain gy to hamain loss ko he face karna parta hai so hamain is business main mehnat karni chaye bas.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                Forex trading business greed tu hota hy aur har koi forex trading business mein profit k liye greed karta hy aur profit k liye greed karna bhi cahaiye likn greed mein emotional ho kar trading nhi karna cahaiye tab ap ko buht ziada loss ho sakta hy aur account bhi wash ho sakta hy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X