Greed Ma loss ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    bhai is lea ke lalach buri balaa hai agar hum forex ke ilawa bhi kahi lalach krty hen tw natija bura he hta hai zyada tar so humain lalach se bach kr he rhna chahiye
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      Q k dear greed say kbi b kisi ko profit nhi huwa blkay loss hi huwa hai forex trading b esa hi 1 real online business hai jismay agr tarder greed k sath trading kray to usy trading mai loss hota hai or account b wash ho skta hai.isi liye zroori hai k trading mai kisi b trha ki jldbazi nhi krni chahiye or complete patience k sath trading krni chahiye.
      https://t.me/pump_upp
      • #168 Collapse

        jab ap tradding karte han tu app ko greed nahi karni chaye aur is se door rehna chae kynke is se app ko loss hi ho ga aur ap hamesha hi apne ap ko is loss ki tarf le kar jayen ge is lye iss loss ko jitna avoid karein ga
        • #169 Collapse

          my dear is ki main waja yehi hai k k jb ap ratoon rat ammeer baney ki koshish kro gey to ap se loss ho sakta hai q k is ko ap greed keh sakte ho q k forex ek best business hai jis se ap earning to kr sakte ho but greed k sath earning nahi krni chahiye
          • #170 Collapse

            forex trading acha business hy.lekin jab hm iss me zaida profit hasil karny k chakar me greed sy kam lety hn to phir hmen nuksan ka samna karna parta hy.kiun k greed me trader bagher soch samjhy trading strat kar dety hn or phir unhy loss ko face karna parta hy
            • #171 Collapse

              dear jha lafz greed aa jata hai wha hume loss ho jata hai greed ka dusera naam he loss hna chahiya aur ho sekta hai k hum iss greed ki waja se itna loss ker dain k phir kabhi repair na ho iss leya hume greed se bach ker rakna chahiya greed humare leya akk dushman hota hai ............
              • #172 Collapse

                hi ,i want to say that greed is curse. when we trade in forex and when we see huge profit is coming then greed start in our mind that we think we should invest more then more profit will come then we invest again and again then we face the loss.
                • #173 Collapse

                  all the learning from experiences and we really really need lerned of error is not repeated a second time why we can mc pasty entry error when there is an error or a lack of discipline and try to improve themselves in order to become a real trader with full profit.
                  • #174 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: qamar1986 پيغام ديکھيے
                    G han dera m aapse ye pochnha chatha ho k forex ma sabs e ziyda greed se hi loss kyu hota ha or is ki sabse main waja kya ha ???
                    greedy main is laye zyada loss ho jata hay kuinkay trading market ka mementum some time fast move karta hay and some time slow and agr ap greedy ki vaja say big target set karty hain to market ap kay zyada opposite ja sakti hay and is tarah big loss ho sakta hay
                    • #175 Collapse

                      lalch buri bala hai ye isi liye kahte han k hum jald bazi main lalch karte han or apni sari mehnat ko pani main mila dyte han jis se humhe dukh hota hai or hum forex trading chor dyte han lain ye nahi sochte k galti hamari apni haimarket tou waise he move kare ge jaisa k kar rahi hai app k hisab se tou market nahi chalti na.
                      • #176 Collapse

                        forex markit main loss kerny ki bht c wajoohat hain jin main sy aik lalch kerna bhi shamil hy q k is ki waja sy hum bht bari lot ly laity hain jis ki waja sy markit aik dum hamry opposit ho jati hy ur hamara loss ho jata hy lalch sy pak trading
                        • #177 Collapse

                          g han greed aap k loss ki waga banti hai .greed tabhi hoti hai jab aap ko profit hota hai or aap zyada profit k chakar me aa jate hai or apna target bhool jate hai or loss kar bethte hai .
                          • #178 Collapse

                            Assalam-O-Alaikum jahan tak mera zati khyal hey jnab key is forex trading key business me jin ko loss hota hey un me sey 95% aisey log hen jin ko greed ki wajah sey loss hota hey aur 5% log aisey hen jin ko jald bazi ki wajah sey loss hota hey.
                            • #179 Collapse

                              Is ki waja yeh hai ke hum ziada se ziada profit ke chakar mein andhay ho kar forex ke basic rules follow nahi kar patey.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                G han forex mein San se xiada loos greed ki waja se hota jab hum ko forex mein profit hota hy aur him target jaldi hasil kar lety han tu greed se hum trade laga dyete han js se phr loss hony lag jata hy aur kabhi account bhi wash ho jata hy.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X