Greed Ma loss ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    Hum samajhtay hai ke jo loss hua hai hum recover karlaingay, aur jab hum by the way profit ke taraf bhi chlay jatay hain to phir hum apna volume baraha ke greed ke taraf chalay jatay hain, humain emotion aur greed dono se door rehna chai, warna hum bohat bara loss karnay ke position mein hotay hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      yes greed ma loss ha . ager hum trading thek karnay ma lege to hum greed say bach saktay ha . greed ma loss ha . q k is say kaam karna sekhtay ha .
      • #123 Collapse

        Greed min humesha loss hi hota he qamar brother ye bat to apne theek kahi he es min se hum kafi loss kar jate hin jab bhi hum greed k asar min reh kar trading karte hin to market ki theek theek position ka andaza nahi laga sakte hin aur phir greed min hum risk bhi bara hi le leite hin.
        • #124 Collapse

          wja darasal ye hai ke kuch log bina learning ke investmnt kr ke real trading start krty hn or loss kr dety hen or loss ki dosri wja hai greed kuch log greed kty hen zyada profit ke chakar me jaldi ameer hony ki sochty hen wo loss kr dety hen forex koi rat o rat ameer krny ke machine nahi hai ye ek business hai
           
          • #125 Collapse

            forex may buht soch samjh kar kam karna parta ha as may greedy nehi bana chheae her trha say soch samjh kar kam karna chheae kuch log lalch may kar buht sa loss kar lety ha as ley lalch ko dill say demgh say nikal kar kam karna chheae .or lalch bure bala ha.
            • #126 Collapse

              forex trading mei loss ki main wja emotions ka uncontrolled hna he is lye greed kren gy ziada profit k lye tou loss to ho ga hi is lye start mein jb k apka experience level bht kn hota he control your emotion ziada profit k lalach mein loss na kr bethen
              • #127 Collapse

                yes Forex main hum greed karte hain to hume loss hota hain . Forex main hum jitna ziada greed kare ge to hume es main utna hi loss ho ga .es lye hume es main ziada greed nahi karna chahiye .q k ye hume rich se poor b bana sakta hain .
                • #128 Collapse

                  dear friend jo b trader forex k trade mien enter hota h ager wo loss kerta h to es mien mian reason yeh he hota h k wo gree dkerta h or experince ki kami hoti h us k pas
                  • #129 Collapse

                    is ka jawab mery pass to ye hay k jab ap greed kr rahay hoty hein to ap bas ye soch rahay hoty hein k bas ap ko sirf aur sirf profit ho aur ap raton raat ameer ho jayein aur is chakr mein apni planing aur strategy ko bhool jaty hein jo loss ka sabab bnti hay.
                    • #130 Collapse

                      Asalam o alikum dear ap n bilkal tek kaha ha m ap sy agree karta hon k forex trading m jb b hum greedy karty han to maximum chance han k humy loss ho jay both kam hoto ha k hamy profit ho
                      • #131 Collapse

                        forex main wasy to kafi sari aisi reasons and factors hain jin ki vaja say loss ho jata hay but greedy is laye sub say dangerous hay kuinkay is main hum khud apny hathon say loss karty hain aur agr is ko avoid kia jaye to best for you
                        • #132 Collapse

                          Gee bhai jan greed main loss hay, because jab hum laluch kar kay without analysis and without money management kay trade open kartay hain to loss hota hay.
                           
                          • #133 Collapse

                            Kiun ki ham sab jante he ki forex me greed allow nehni he.Or agar ham greed karenge to hame loss jarur hoga.Is lie hame forex trading me greed nehni karna chahie.
                             
                            • #134 Collapse

                              Dear ya bath to sahi hay aap ko kam say kam profit par iktifa kar na ho ga quen kay agar aap nay aik singal day may 10 usd ka profit lay liya hay to aap ko aglay din ka intizar karna ho ga or agar aap ko aglay din loss howa hay to phir aap ko mazid intizar karna hoga aap direct trading na karien ya kharnaak ho jata hay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                g han hamen is main greed main loss hi hona hai agr ham is main lalach karen ge to hamen is main se profit nahi ho skta ku k ye buseinss bht hi risky buseinss hai r hamen is main se lalach nahi karna chahye......

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X